hume apni ghalti se sikhna chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hume apni ghalti se sikhna chahiye
    my dear forex me wohi kamyab hai jo apni ghaltiyun se sikhta hai aur dobara wo mistake nahi karta :rolleyes::rolleyes:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jee bhai bilkul sai kaha aap ne humain apni gahltiyoun se he sehkna chaiye agar aik bar gahlti hoti hai to koshish karain usy dubara na duhrain usy sai karny ki koshish karain.
    • #3 Collapse

      biluk sahi kaha app nay apni ghaltiyon sa hi seekh kar app aik din achay forex trader ban saktay hain forex ma perfect koi bhi nhi hota jitni app is ma mehnat karengay acha profit earn kar sakengy,
      • #4 Collapse

        han dear ye aik acha buiness hai is ko ksi time bhi ia jsmkta hai ye aik good buiness hai si ko bahut sy loog kr rahy hain ye aik acha buiness hai si ko ksi time bhi kia jsmita hai ye good buiness hai
        • #5 Collapse

          dear insan ko apni ghaltiyoun se seekhna chahye hamesha , ghlti kr k aap bht loss to krlety hain but agli bar usi ghalti ko krny se bach jaty hain hain ghltiyoun se agr insan seekhy to wo bht aagy tak ja sakta hay
          • #6 Collapse

            jab bai app loog koye ghaltai kareim awr oes kai baad oes ko app sahiban ignore na karen kenki chamkele rait hainanga nanga pawo nee he sehkna chaiye agar aik bar gahlti hoti hai to koshish karain usy dubara na duhrain usy sai karny ki koshish karain.chai
            • #7 Collapse

              G Forex trading mein wo hi trader kaamzaab aur profit hasil kar sakta hy Jo forex trading mein mistake karta hy aur us mistake se us ko loss hota hy aur wo us mistake ko cover karta hy aur mistake ko bar bar nhi karta hy tab hi wo forex trading mein kaamzaab trader ban sakta hy aur profit earn kar sakta hy
              • #8 Collapse

                forex trading business me sirf wo log kamyab ho sktey he jo apni ghaltion se sekhtey he aur in ghaltion ko dobara dohratey ni he. me ne be kuch ghaltian ki he jo me ap ke sath share krta hu. me ne gold trading shru ki wo be baghair kisis knowlege aur experience ke shru me acha profit earn kia aur phr zaida lot size pr trading kr ke bohat loss kia ha ab me gold pr trading ni krta hu aur forex trading ko learn kr rha hu.
                • #9 Collapse

                  yes jab tak app apni mistakes say learn nahe karein gay tab tak app ko forex main loss hota rahy ga our jab repeat krain gay to pher ye app ko zeada loss dain ga to learn kerein and repeat mat karein
                  • #10 Collapse

                    Jee bahi es duniya main wohi banda kamyab hota hai jo apni life main agar koi ghalti karta hai tu osy maney or doabara try kary k yeh ghalti nahi hu gi tu esy agar forex main kiya jey tu kamyabi ka chanve bohat hi zaidaa hai
                    • #11 Collapse

                      You are right.Sbi traders say starting mai mistakes hoti hai jismay say kuch traders trading ko leave kr detay hai jb k kuch loss ko face krtay hai.Dear hr business ki trha forex trading mai b loss possible hai lakin agr money management ko use krtay huway trading ki jaye to account ko wash honay say btchaya ja skta hai or baki ki amount ko loss recover krnay k liye use kiya ja skta hai.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        ji bilkul sahi kaha app ny humein apni galtiyoo se sekhna chayein aur un ko phr avoid krna chayein agr hum galti krtey hy tou humein is se aisey ffaida ho sakhta hy ky humek new cheez sekh ley gy is kam k barey mein lehaza humein apni galtiyoo se zarur sekhna hayein
                         
                        • #13 Collapse

                          forex trading mai sb sy ghaltiyan hoti hain but ham ko chahiye k ham apni ghaltiyon sy sabaq hasil karen taky dobara ham sy aisi mistake na ho aur ham successful trader ban sakey.
                          • #14 Collapse

                            Great methods then many traders get their good profit with it but for it need good ability to read the news and here is my weakness, i have to learn much about it and i want to combine technical analysis with fundamental, i believe that the results will be great
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              jee bilkul janab ap bilkul theek ekh rahay hain Forex trading k iss business main sirf wohi kamyaab hotaa hae jo apni ki hui mistakes se seekhtaa hae or unhain repeat nahin kartaa hae kynk agar hum same mistakes ko repeat karenge tou it means hum mehnat nahin kar rahay hain
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X