Cross pairing ka trading per effect
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Cross pairing ka trading per effect
    Yr yeh cross paring ka kiya effect hota hai aur iss ka kiya benifit hai aur hamari trade per aur iss sy losse k chances zada hoty hain ya profit k aur kiya iss ko handle krna easy hai as compared to normal pairs ya difficult hota hai iss k sath trade krna aur kiya new comers ise try kr skty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahmed123 پيغام ديکھيے

    Dear me b forex me newbie ho lakin mujhe is k baray me itna experience ni he keu k is kam ki bess experience per he or ha is ko handle karna boht he asan he bs ap koshsesh kare k apnay experience me izafa kare.
    • #3 Collapse

      g bhai cross trading pair mein ap ye baat dehaan mein rakhen aur apko chahiye ke ap in mein tb hi trading karen jb ap is mein bohat ziyada perfect hojayen.
      • #4 Collapse

        assalam o alikume mery bhai main ap sy share krna chahta hu ky es main agar ap mehnat sy kam krty hy to ap bhot jald bhot kuch hasil kr sakty hy
        • #5 Collapse

          we use cross company posting between company code. the cross company documents show partner trade which is correct . however the same company posting document company itself as its trader partner
          • #6 Collapse

            hum cross paring posty company card su show karty hn or is main hum mil kar kam kar sakty hn ju ky boht he ache chaz hy humary lia is ss zyada main forex ky bary main nai janta
            • #7 Collapse

              Cross piars py trading kernay ka ye faida hota hy k hum iss say zeada profit to earn ker lety hain but loss bhe jab ho to wo bhe zeada hota hy so majors piars best hain
              • #8 Collapse

                gee bhai forex trading mein cross pairing ka effect hota he aur hmein apne trading mein in cross pairing currencies ko smjhna he aur apne trading mein in ke updates aur news ko dekhna he aur apne trading mein jis pair ka trend smjh a jae us mein phr trading krne he
                • #9 Collapse

                  Trading main normally hum do tarha k pairs k oper trading kerty hain aik to major pairs hain our cross pairs bhe hain app k leay behtar hy k ap major pairs k oepr trading karein to loss zeada nahe ho ga
                  • #10 Collapse

                    kuch pair apni movement ka dura pair pr effect rakhta hn in movement ko cross pair movement kha sakta hn agr hum esa pair find kr lna then ik pair ko achi terhn analysis kr ka hum dusra pair pr achi earning bina analysis kr sakta hn
                    • #11 Collapse

                      cross pairing ka ye faida hai k ham kisi aik pari k baare main analyze kar lain to phir us k cross pair ki analyse khud hi ho jaati hai yaani aik agar up hai to doosra down jaae ga ye hi cross paring ka faida hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Cross pairing ka trading per effect

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahmed123 پيغام ديکھيے
                        Yr yeh cross paring ka kiya effect hota hai aur iss ka kiya benifit hai aur hamari trade per aur iss sy losse k chances zada hoty hain ya profit k aur kiya iss ko handle krna easy hai as compared to normal pairs ya difficult hota hai iss k sath trade krna aur kiya new comers ise try kr skty hain
                        Dear ya aik acha business hai is business ko krny ka liy hamey mhnet ki zarort hoti hai tb hi hum is business me kamyb ho skty hai or money earning kr skty hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X