Indicators ka role
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators ka role
    Yr yeh indicators kiyabhoty hain aur inn ka kiya role hota hai aur yeh kiss chez k liye use hoty hain koi plz mujhe sahi sy smjha skta hai kiya aur kiya inn ko use krna hamari trade k liye sahi hota kiya kahi sy loss toh nai krwa dety hamara
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee bhai indicators hmein apne trading mein market ke trend ko smjhne mein mdd krte hien aur yeh boht he asan tareeqa trader ke lie he aur trader ko chahe woh indicators mein experinece acha krien aur apne trading mein trend ko follow kr ke apne order lagaya krein
     
    • #3 Collapse

      indicators market k trend ko show krny ka liye different kism k tools hotay hainjis se ap andaza lga sktay hai k market kesay move kray gi,indicators or chart ki maddad se ap ko trade krny mai aasani ho gi or zyada ter profit hi mai jai gi loss k chances bohat kam ho jatay hain,trading krty waqat in sari cheezo ko nazer mai rkhni chahye.
      • #4 Collapse

        Market may jab b ao forex may investment karyen tu ap ki chiye is k analysis ko auxhy say watch kar kayen jab ao is ka anakysis ko watch kar laty han phrbus ki direction k hisab say trade laga kar earn karny ki try krty hn
         
        • #5 Collapse

          Jab tak ap k pass ak is k kisi pair may kaam karny k kye ap k pass is ka indicator na ho tab tak ap is may asani k sath in na ho or na is may ap loog aa kar trade lagyen
             
          • #6 Collapse

            ge bhai hmein apne trading mein indicators se market ke trend ka andaza lagana hota he aur hm apne trading mein shaih market ke trend ko smjh kr apne trading krte hien aur hm ko apne trading mein in ke mdd se boht ache trading krne ko milta he is lie hm indicators mein acha learning krein
               
            • #7 Collapse

              Indicator ap ko market may hony wali mivement say agha rakhata ha k market may kaya chall raha ha ir is ka kya kaam ha kab or kahan is say ao nay tfafe laga kar is sag ao nay earn karna ha
               
              • #8 Collapse

                Jab dost app k pass knowledge ho ga to pher app ko he indicator koi bhe use ker lain wo ap ko profit he day ga nahe to app ko account main loss he ho ga
                • #9 Collapse

                  gee bhai hmein apne forex trading mein indicators se market ke trend ka sahih andaza hota he aur hm apne forex trading mein indicators ko ache trah se learn krein aur apne trading ka experience acha krein phr hmare trading profitable hote he
                   
                  • #10 Collapse

                    forex tarading min apko indecators sy boht help milti ha is sy ap marlet values ka andaza lga skty jan jo ap k liy boht faida mand sabit ho skty han is liy indecotor ko zroor samjhen r use kren
                    • #11 Collapse

                      indiactor app ko tip date hain ke markt ka trend kiya ha or kahan say market back movekar sakte hai app ney khud say market ko learn karna hota hai or learning karney ke bad app indi cator ko first demo mein try karo us ke bad real mein
                      • #12 Collapse

                        Indicators ye ye hargiz murad nhi k wo apko 100% profit dilwayin ge indicators sirf guider ki tarah hotay hain jo previouse movements of market aur activities ko follow ker k humain current move main thori rehnumai kerte hain
                        • #13 Collapse

                          indicataor k rules kuh nhi hutay sir procedger hai jo k maloom huna chahiye phir issi tarah mt4 mein hum laga sktay hain aur kamyaab trader ban saktay hain aur iss ka tariqa yeh hai k aap mt4 mein ja kr file ki opention ko open krain thanks.
                          • #14 Collapse

                            aik indicator he trading main humeri help kerta hai our us pay ager grip ache ho ge to pher dear hum us say acha profit earn ker pain gay our us k oper sab keay hoey analysis sab k sab theek hoon gay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Indicators ka role

                              ap jab technical analysis ki taraf aty hain tu ap ko phir indicator ka use karna parta hai or indicator main ap ko chart frame phir ap apny indicators main setting kar kay daikh sakty hain kay ap kay indicators ap ko kiya trend find kar kay daity hain. ap ko pta hona cheye kay kon sa indicator kaisy use karna hai or kaisy ap ny us se trend find karna hai tu phir ap asani se indicator ko apny analysis main use kar sakty hin
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X