Indicators ko use krna
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    bro hum indicator ko trading k lye use krty ha or hum chaty ha humare trading accoracy ache ho is lye hum indication ko apni stragy min use krty ha or asa krny se hum market se zaida profit or ek ache confram trade ly sakty hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex market me aj kal bohat zada fake or repaint indicator b agay hain jin ko new trader use kar kay loss karwa letay hain jo indicator best hain wo yeh hain reletive strenght index mean rsi stochstic cci moving avreges macd sub se zada impotant indicator ha is kay ilawa hekin ashi or bollinger band yeh wo indicator hain jin ko ap exprience kay sath use karay gay to ap ko kabi b loss nehi ho ga
      forex me ap indicator kay sath price action ko sekhainy ap kay profit me 3 se 4 gunna izafa or ap kay profit me consistent ajaey gi
      • #18 Collapse

        Forex mai Jaha bhout sari cheez important hain waha indicators ki importance ko b nahi kaam kaha ja sakta hai. Ap ko mt4 , mt5 or market mai kafi zaida builtin indicators mil jain gay lekin ap ki kamyabi es leye zaida easy hogi jab ap koi b ik indicators ko achi tarha use karna seekh jain gay us ko chart k or apni currency k mutabiq use karain gay tu ap theek se apny trend ko samaj sakaingy
        • #19 Collapse

          Ye ek buhat he acha feature he use kar sakty hen magr mujhy ye kabhi kabhi sahi nahen lagta forex ek nazuk business he pahly aap apny traf se check kar len ke indicator sahi bhe chal raha he ya nahen apni safty lazmi he.
          • #20 Collapse

            Jo Trader analysis karty hain woh indicator ko use lazmi karty hain. Esi ki base pay un ko idea hota hai k kis waqt trade karni hai kiya us ka stop loss ho ga or kiya us ka take profit hoga.Bus problem yeh hai k bhout se log indicator ko use mai nahi laty hain un ko idea nahi hota k support or resistance kiya hogi or esi waja se woh haar jaty hain apna nuqsan kar laity hain.
            • #21 Collapse

              indicator forex main trade ka laye bohat best hain market ko samjne ka laye indicator ki help lana parti hain her indicator ka apna hisab hain is laye main moving avarges indicator ko like karta ho trade ka laye kyon ka us sa main market ko kafi had tak samaj jayta ho
              • #22 Collapse

                yes indicator trade karne ka laye bohat best hote hain indicator sa hum ko trade karne main help milti hain is sa hum bohat acha profat gain ker sakte hain indicator jo expert trade used karte hain jaysa ka moving avarge is trah ka indicator ko used ker ka hum bohat acha profat kam sakte hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Indicators ko use krna

                  Indicator ko jab ap use karty hain tu it means ap apny pair kay support or resistance ko find kar laity hain or support or resistance ki madad sy apni trade ko behtar karain or es sy ap ko faida yeh hota hai kay support or resistance ki madad sy ap achy sy analysis kar skaty hain or in values ko ap use kar skaty hain stop loss or take profit ko be ap use kar sakty hain. Es sy ap ko yeh faida hoga kay ap ko trend ka pata chal sakta hai.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X