Indicators part 1
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators part 1
    Yr mujhe koi 100+ indicators mily hain net per toh yeh kese pta lagta hai k kunsa indicator sahi hai ya kunsa nai sahi hai so koi mujhe guid kr skta hai k kunsa indicator use krna best rhy ga aur profitable hoga agy future k liye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    My dear friends mujhe indicators ke bare main ziada to nai pata but indicator forex traders ke liye bohat helpful hote hain. yhe indicators different types ke hote hain. mujhe ziada to nai pata abi main sirf moving average indicator use kar raha hon.
    • #3 Collapse

      Dear friend indicators helpfull hotay he lakin sirf 50% tak yeni ham full is pay yaqeen ni kar saktay k indicator right keh raha he is liye hame trade apnay knowledge or experience say karni chahe dear
      • #4 Collapse

        G main abhi forex trading mein new hun main ne abhi tak trading nhi ki hy aur main abhi forex forum par posting kar raha hun aur main ne abhi trading start nhi ki hy main abhi forex forum par posting se learning aur earning kar raha hun main indicators k barye mein nhi janta
        • #5 Collapse

          Mt4 py instaforex humean boht say indicators provide kerta hy jin main rsi moving average our bolinger band sab say best our easily understand kerny waly indicator hain
          • #6 Collapse

            gee haan bhai hmein apne trading mein jitne bhe indicators milte hien sb ache hien aur hein jin indicators mein acha epxerience ho jae hm ko un indicators ko istemal kr ke apne trading market ke movement aur trend ko smjh kr trading krne he
             
            • #7 Collapse

              Bhae app nay indicator to share nahe kaiy hain par hum mt4 k pr deay indicators ko use kerty hian our wo bhe ager un ka ilam ho to pher hum un say acha profit un k analysis pay bhe ker sagty hain
              • #8 Collapse

                gee bhai indicators to boht sare hien lakin hm ko un indicators ko istemal mein lana hota he jin mein hm ko acha experience ho aur hm apne trading mein un ko istemal kr ke apne trading market ke trend ko smjh skein aur apne trading se acha profit le skein ge
                 
                • #9 Collapse

                  aap forex se related sites ka visit kare balk aap www.babpips.com aor www.forexustaad.com ka visit kare aap ko yaha forex k baare main kaafi kuch seekhne ko mile ga aor aham indicators bhi yaha se seekhe jaa skate hain
                  • #10 Collapse

                    bhai ap rating or indicator use kra ka he select kro jis indicator ki persormance achi hai us ko rakh lo baki ko chalta kro almost mana 32 indicator ma sa 6 he select kya tha or un indicator ki rating be high thi ap high rating ka indicator he use krna just
                    • #11 Collapse

                      Re: Indicators part 1

                      Indicators ko ap jab kudh apni values sy use nahi karian gy tu apko in ki samaj nahi ani hai.Builtin or dosry indicators byshumar hoty hain. esleye ap jitny marzi use kar lain woh kam hai. ap in ko buy be kar skaty hain or meta trader kay under builtin be mil jaty hain. bus asal cheez yeh hai kay kon say ap nay use karnay hain or kaisy use karny hain yeh ap nay seekhna hai.Jab ap ko yeh pata chal jaye ga tu ap phir asani sy in ko use kar sakty hain or ap apny pair kay hisab sy in sy acha faida hasil kar kay achi kamayi kar sakty hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Indicators part 1

                        g bhai indicator to bohat sary hai jo trading me use hoty hai jin ko use karne k liye experience ki zarorat hoti hai
                        ager aap indicator ko samjh jaye ge to aap achi trading kar sakty hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Indicators part 1

                          Aap ko net per 100+ indicators mil gay hain lekin yeh pta nahi hai k konsa indicator sahi hai aur konsa nai. Kisi guide k zariye pta lagana chahte hain k konsa indicator future k liye profitable hoga.
                          Aap k liye sab se behtareen indicator kon sa hai yeh pta lagane k liye pehle aap k trading style aur aap kisi bhi market type per trade kar rahe hain yeh pta lagana zaruri hai. Alag alag types k markets aur alag alag trading strategies k liye alag alag indicators behtar hote hain. Misal k tor per, ek trend-following indicator ek trending market mein zayada effective ho sakta hai jabke ek oscillator ek range-bound market mein zayada effective ho sakta hai.Live market conditions mein alag alag indicators ko test karna bhi zaruri hai aur unka performance dekhna bhi zaruri hai takay aap un par depend na karen. Aap trading simulator ya demo account ka use kar k alag alag indicators ko test aur unka performance dekh sakte hain.Akhir mein, apne aap research karna aur kisi financial advisor ya professional trader se mashwara lena hamesha achha idea hota hai kisi bhi trading decisions lene se pehle.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X