Forex aur tym
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    G ye tu ap par depend karta hy k ap forex trading mein kitna waqt day sakty han aur forex trading ko jtna ziada waqt den gay forex trading mein utni achi learning hasil kar sakty han aur forex trading mein hum ko kam se kam 3 se 4 Horus kaam karna cahaiye tab hi hum forex trading mein kuch hasil kar sakty han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Pc ka samne baith kr jb ap forex trading ka agaz karte hain to relax ho kr kam karen agar trading krte wakt ap ka dehan kahi or ho ga or ap ko market ki analyzing achi tarahse ni ho gi to trading kay wakt ap ko boht mushkil ho gi
      • #18 Collapse

        forex trading ak bohot hi acha busniss hai is main HM bina invest kea b kama sakte hain or lern kar ke ache paiase bana sakte hain forex demo practice jari rakhen jab takbsekh Na jayen
        • #19 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahmed123 پيغام ديکھيے
          Yr forex ko exactly ap logo k khiyal mai kitna tym dena chahiye hai din mai kiu k sara din mai kabhi bhi koi bhi achi deal mill skti hai ap ko toh kiya ab hum toh 24 /7 nai na baith skty laptop k samne sara tym toh koi bta skta hai k iss ka koi easy solution ya kuch aur ta k mera loss na ho aur mai bhi profit hasil kr sku
          my dear brother wese to hamien forex k business mein ziyada se ziyada hi time dena chahiye kiun k ziyada time dene se hamari behtar faisly karne ki salahiyat mein izafa hota hai aur ham apni trade open karne se pehle behtar se behtar strategy bana sakty hein aur agar aap full time nai de sakty to aap k liye subah se dopehr tak ka time best hai
          • #20 Collapse

            Forex business mein time ki koi limit nhi hy kiok forex trading ki market 24 hours open rehti hy aur forex trading mein kise waqt bhi kaam kar sakty han aur forex trading mein profit earn kar sakty han aur forex trading business mein ap jtna ziada waqt den gay forex trading mein utna ziada knowledge aur experience hasil kar sakty han
            • #21 Collapse

              Forex trading ki market 24 hours open rehti hy aur trading ka kaam hota hy aur ap forex trading mein jtna ziada waqt den gay forex trading mein utna ziada knowledge aur experience hasil kar sakty han is liye forex trading ko din mein hum ko kam se kam 4 se 5 hours lazmi dena cahaiye
              • #22 Collapse

                forex aik samandar ha aur isi trha isy bht ziada time dainy ke zrurt ha .ziada time dain aik aik aspect ko smjhain aur smj kr trades lgain ta k maximum profit earn kr sakain .jitna ziada time dain gy utna ziada apka knowledge aur analysis acha ho ga.
                Be safe .its a dangerous market out there...:D
                • #23 Collapse

                  G ap forex trading ko jtna ziada waqt den gay ap forex trading mein utna ziada kaamzaab trader ban sakty han aur forex trading mein profit earn kar sakty han aur forex trading mein Sara din bathne ki zarrorat nhi hoti hy ap k pas jab waqt ho ap forex trading mein trading kar sakty han kiok forex trading ki market 24 hours open rehti hy
                  • #24 Collapse

                    yes dear jo ap na swal kya ha kka forex ka ander best time of earning ya trading kya hota ha dear qn ka yeh bh reailty ha ka ap sara din to forex ka samna nhn baith skta ho na dear to forex ka ander kamkrna ka liya hum kya time set krna chaya ha dear to es ka bhot e easy sa jwab daina chata hn ka ap daily sham 4 bja sa la rat 9 bja tk es market ko visit krn and study bh krn ta ka ap ko kafi helpfull and time of earning ka pta chil jay ga
                    • #25 Collapse

                      G forex trading business mein hum jtna ziada waqt den gay forex trading mein utni ziada learning hisal kar sakty han aur forex trading mein profit earn kar sakty han aur forex trading business mein hum ko kam se kam 4 se 5 hours lazmi dena cahaiye takey forex trading mein achi learning ho aur acha profit ho
                      • #26 Collapse

                        Asslam-o-Alakum my dear friend mare khyal main to forex aik bohat he profitable business hay hum is ko jitna b ziada time dain wo hamare lie best hay but ager all time dana possible na ho to humian forex ko evening k minimum 5 hours to zroor dane chahien is time market b movement ziada kerti hay aur is time main hum achi earning b ker sektay hain.
                        • #27 Collapse

                          Maen to forum ko daily k 2 hours dita hoon jes main mera required posting ka jo target hota hy main us ko pura kr leta hoon our pher mujhey us main acha bonus mil jata hy main us main daily basis pay kaam kerta hoon
                          • #28 Collapse

                            nahee aisa nahee hai Pakistan main to sham 4 baje k baad se hi trade main tezi hoti hai aor trend ka pata chalta hai din main to sideway hi chalti hai lekin agar news ho to phir aor baat hoti hai us time market main tezi hoti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex aur tym

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Suhail450 پيغام ديکھيے
                              nahee aisa nahee hai Pakistan main to sham 4 baje k baad se hi trade main tezi hoti hai aor trend ka pata chalta hai din main to sideway hi chalti hai lekin agar news ho to phir aor baat hoti hai us time market main tezi hoti hai
                              Dear Forex main aisa hargiz nahi hota hai kay ap koi khas time fix kar lain. ap ko apny analysis ko daikhna hoga kay analysis mai trend line kis price ko touch kar rahi hai or ap ny ager us price pay trade karni hai tu ap pending order laga kay be chor sakty hain or phir trade ko open kar skaty hain jo kay automatically ho jaye gi ya phir ap apni trade ko zaida time na dain. bus apny analysis kay mutabiq trade karain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X