Forex ki starting
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ki starting
    Forex ki starting kese krni chahiye aur sub sy best step kunsa hota hai new comers k liye iss feild mai aur wese toh yaha sub ny b bht achi trha sy smjhaya hai ye forum is lehaz sy best hai k yaha sub ap ko bht achi guidenss dety hai...esi batein hume logo k experience sy hi pta chalti hai aur eik dosre sy share krna achi baat hoti hai...or yahan sub ap ko apna experience btate hai aur bht achi trha sy guide krty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear me b forex me newbie ho lakin agr ap forex ko join karna chahtay he to ap sb say forex k account me bonus jama karo yeni ziada say ziada posting karo ap ko har post per bonus milay ga us k bad ap jb trading k lia ready ho jao ge to pher earning start kar sakty ho
    • #3 Collapse

      Forex trading mein sab se pehly ap forex forum par bonus hasil karne k liye posting karen aur phr forex trading mein insta ka account open karen is se pehly ap ko forex trading mein demo account bana kar us par practice karna ho gi takee forex trading mein experience aur knowledge hasil kia jaye phr real trading start kar sakty han
      • #4 Collapse

        Forex trading mein new trader trading start karne se pehly new trader ko forex trading mein demo account bana kar us par practice Karna ho gi takee forex trading mein experience aur knowledge aur forex trading mein learning hasil ki jaye tab new trader ko real account mein trading karni ho gi
        • #5 Collapse

          gee bhai forex mein best step new comers kay liye yhi hota he keh woh apni trading mein leaning aor experince say kam krien agr experice acha kr lein to un ko loss kabhe nhe ae ga
          • #6 Collapse

            Meri to advice hy k forex main new anay waly traders ko phelay to forum ko must join kerna chahy our second un ko us maen posting k sath sath wo demo maen practice kerni chahy our pher live pay us k bad trading kerni chahay our pher he success mily ge
            • #7 Collapse

              Dear forex ki starting ap ki learning k bad demo account pe apni learning ko impliment kar k karni chahiye tab he ap ko faida ho skta hy soo ap mehnat karo aur apnii life ko b set karo lehaza ap mehnat kar k kam karo gy tu ap ko boht acha fiada haisl ho jaye ga....
              • #8 Collapse

                forex ki starting karny se pehly app ko es business ka complete knowledge hasil karna ho ga, us k bad hi app es business ko asani se samaj or learn kar sakty hey
                • #9 Collapse

                  Bai forex start kerny k liye main apko bta dun k ap ko ziada sy ziada learning aur practice kerni parby gi tabi ap aik achy trader aur user ban skty hain, sub sy pehly ap forex ki basic chezen learn kren gay pher ap ko slowly slowly advanced chezon ki samj aye gi
                   
                  • #10 Collapse

                    forex start karne se pehle forex ko lean karna chaye aor demp pe practice karna chaye market ko analyze karna seekhain bohat si sites hain jaha se aap forex ko seekh sakte hain jaise k www.forexustaad.com
                    • #11 Collapse

                      ji bahi ap nay achi bat kahi hai k pehly forex ko start kerny sy pehly is ki behtreen learning kerni chaye pher is ko start kerna chaye. Kio k learning k bagher ap kisi bhi tarha sy forex mai profit nahi ker skty aur na hi forex trading mai kamyab ho skty hain
                       
                      • #12 Collapse

                        G forex trading business mein new trader ko forex trading business ki is traha start karna cahaiye forex trading ko join karne se sab se pehly forex forum ko join karna cahaiye aur forex forum se posting se bonus hisal kar k insta k account mein received kar k trading karni cahaiye aur pehly forex trading ki learning demo account par practice karni cahaiye
                        • #13 Collapse

                          forex trading koi asan kam ni ha agr ap ko is kam ka koi experience ni ha to mari ap sab dosto sa request ha k plhy ap kisi sa ya kam sikh lain taky ap ko loss na ho kuin k ya kam asan ni ha or boht loss ho skta ha
                          • #14 Collapse

                            Forex ki trading ke liay sab se pehle to aap ke pas es ka experience ho. Phir aap ke pas investment ho. Phir aap market ko achay tareeqay se watch karo aur examine karo. Aur ye yaad rakho ke os cheez main invest kro jahan per aap ki investment dead na ho kr reh jai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Jab ham forex me new new starting karte hain to ham ko loss ka aik ajeeb sa dar lag jata hai lekin jab ham ko is ke bare me pata chalne lagta hai to ahista ahista ham ko dar khatam hone lagta hai is liye hosal aur himat se kam lena chahiye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X