Forex aur iss k nuksan aur faidy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    agar ap new member hy aur without experience aur knowledge ke trading start kar dety hy tu ye ap keley nuksan hy q ke is se zada yehi chances hy ke ap loss kary gy aur agar ap experience aur knowledge gain kar ke kam start karty hy tu benefit hy..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Wesay her broker main investment say he start hy but insta humean free main trading kerwata hy so koi nuksaan insta k sath trading main nahe hy app ko faida hr hota hy
      • #18 Collapse

        Dear mery khyal sa forex k fiada bhi hain or nuqsan bi prnuqsan un k liye hai jo iss business ko smjh nhi sakty
        or inexperienced hoty hain aesy log iss trha sa unk liye ye kafi nuqsan deh hota hai
        iss k faida ye hai k iss sa acha business koi ho he nhi saktahai agr aap ik dafa iss ko sekh jaye then aap iss ko chor na paye gu aap ko faida he faida pori zindgi.
        • #19 Collapse

          remember always that the Forex is as big market as the world and we are the as small part of it as we are in the world so can you affect the whole world if not the remember you have to live in the world of Forex then you have to go the knowledge and should follow the rules and laws.
          • #20 Collapse

            G har kaam ko karne ka faida aur nuksan hota hy aur forex trading mein bhi is tarha hy agr ap forex trading mein knowledge aur experience se trading karen gay aur forex trading mein learning hasil kar k forex trading ko karen gay tu ap ko faida ho ga agr experience k bageer trading karen gay tu nuksan bhi ho sakta hy
            • #21 Collapse

              G forex trading business ka faida hi agr hum forex trading business ko learning kar k aur knowledge aur experience se karty han kiok agr hum forex trading ki learning knowledge aur experience se karty han tu profit ho ga aur agr knowledge aur experience k bageer karty han tu loss hi ho ga
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Forex aur iss k nuksan aur faidy

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Akramg8901 پيغام ديکھيے
                G forex trading business ka faida hi agr hum forex trading business ko learning kar k aur knowledge aur experience se karty han kiok agr hum forex trading ki learning knowledge aur experience se karty han tu profit ho ga aur agr knowledge aur experience k bageer karty han tu loss hi ho ga
                Dear just knowledge kafi nahi hota hai. ap ko apni trades ko sahi manage karny kay leye apni trades ko sahi tarha sy manage karna seekhain. jab tak ap ki trades mai experience hoga tu ap achy sy apni har trade ko manage ka skaty hain. us kay leye ap behtar tareeqay sy trade ko manage karty hain. acha stop loss or take profit be use kar sakty hain.esleye koshish karian kay apny faida hasil karny kay leye apni har knowledge ko practically use karain.

                اب آن لائن

                Working...
                X