Forex part 29th...
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex part 29th...
    Yr forex k ander hum spread jo dety hain uss sy bachny ka kiya koi tareeka hai kisi k pas kiu k woh bht zada hota jata hai jese hi hum lot ka size increas kr dety hain toh iss spread ko kum krne ka tareeka hai toh woh bhi bta den aur ager bachny ka koi tareeka hai toh wo bhi bta den
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ye forex mai broket ki commision hooti hay is se nahi bacha ja sakta hay q k age app koi cheez bhi ager markt se buy kartay hain to kia wo wapis usi price mai hoo jaati hy nahi na to ye bhi broker ka profit hoota hay
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahmed123 پيغام ديکھيے
      Yr forex k ander hum spread jo dety hain uss sy bachny ka kiya koi tareeka hai kisi k pas kiu k woh bht zada hota jata hai jese hi hum lot ka size increas kr dety hain toh iss spread ko kum krne ka tareeka hai toh woh bhi bta den aur ager bachny ka koi tareeka hai toh wo bhi bta den
      Dear me b forex me newbie ho lakin ap spread say kisi b sorat me bach ni sakty keu k spread brokers ka hota he yeni ap ki posting per brokers ko commision milta he is liye hame ye har sorat me pay karna ho ga.
      • #4 Collapse

        G forex trading mein trading karty hwy jo spread liya jata hy wo broker ka hota hy aur ap js broker par trading karen wo ap se spread leta hy aur spread se bachny ka koi tareka nhi hy spread broker ko dena hi parta hy js par ap trading karty han aur spread ziada aur kam bhi hota hy
        • #5 Collapse

          gee bhai forex trading mein jo spread hota he woh to hota he aur is se hmein koi frq nhe prta he trading mein to hmein apne trading mein spread ka fkr nhe krna he hmein apne trading mein learning aur experience se apne trading krne he aur profit haisl krna he
           
          • #6 Collapse

            G forex trading mein jo spread hota hy wo wo broker ka commission hota hy hum js broker mein trading karty han wo spread se commission laty han ye har currency mein hota hy aur kise currency mein ziada aur kise currency mein kam hota hy aur spread jtni ziada lot size lain gay ye spread ziada ho ga
            • #7 Collapse

              Nopes bhae ji app kisi bhe pair k spread ko kum nahe ker sagty hain insta forex main spread sab k same hain our fix hain un main change app nahe ker sagty hain app long term trading karean
              • #8 Collapse

                gee bhai hemin apne trading mein jo spread milta he woh acha he aur hm ko apne trading mein shaih experience ho aur hm apne trading mein lot size ka istemal sahih krien aur low volum ke lot size ka istaml kr ke apne trading se acha profit earn kia krein
                 
                • #9 Collapse

                  bhai spred to laazmi hoti hai kisi broker ki kam aor kisi ki ziada aap ko chaye k aap kam spread wala broker choose kare taa k aap easily trade kar sake broker ka reliable hona bhi zaroori hai is liye google pe aap reliable borker ko search kare logo k views se ye pata chal jaata hai k konsa borker acha hai
                  • #10 Collapse

                    bhai spread ka commission hai kuch pairs bhot pasai lta hn order place krna ka or instaforex in pair pr be trading kr wta hai fixed spread sa so instaforex ko loss ho rha hai high pips pay krna ka platform ko thats why broker har pair sa spread lta hai ta ka wo + - ka saka or fixed kafi acha option hai humra lya
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      G forex trading mein insta k account mein Jo spread hum daty han wo broker ka commission hota hy aur ye spread kise currency par kam hota hy aur kise par ziada hota hy ye tu broker ka commission hy ye tu lazmi ho ga is se nhi Bach sakte agr trading karni hy tu spread ho ga

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X