Keya app Trading strategy main REPAINT INDICATOR Use kartay hain ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Keya app Trading strategy main REPAINT INDICATOR Use kartay hain ?
    Hello Friends,
    Meri tarah aap sab bhi Forex trading krtay hain.... aur chahtay hain k aap ko acha aur consistent profit milay...
    Emotions aur greediness k elawa NON REPAINT indicators bhi bohat zarori hain..... app ki trading strategy k liye....

    Repaint Indicator keya hai ?

    - aisa indicator jo market ki movement k hisaab se apni location change kr lay (e.g. arrow indicators), yaa apna color change kr lay (e.g. Moving averages ya histo indicators etc.)
    - Repaint indicator aap ko ghalat signal deta hai... aur market ki movement k hisaab se apni location change krta rehta hai....
    - agar aap nay repaint indicator k signal per BUY ya SELL ki trade open ki tou woh aap ko profit ki bajaaye, nuksaan dai geee...

    market mai bohat saray indicators REPAINTING hain.....
    apni trading ko behtar bananay k liye koshish karain k non repaint indicator istemaal karain....
    Good luck to all off you and happy trading....:)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee bhai aap ne achi information di he lakin aap ne yah nahi bataya kah pata kiase chele ga kah kon sa iundicatoir repaint he kon sa nahi iska bhi next thread main zikar karna lazmi thanks
    • #3 Collapse

      @roshan,
      i will share it in detail in next post when get free.... stay connected...
       
      • #4 Collapse

        han g mere bahi app ney bilkul sahi kaha hai main appki baat se agree kerta hon indicator hamare liaye treading ki best choice nahi hai yeh hamain profit bhi detain hain or loss bhi detain hain es main hum bach nahi sakte es liaye hain koi or stregry banai cahiaye jo hamain loss na dey
        • #5 Collapse

          Dear friend aap ne aik achi baat share ki hai aap ne kaha hai k Keya app Trading strategy main REPAINT INDICATOR Use kartay hain to mai is baray main youn kahoonga k maine abhi tk use nhi kia hai.
          • #6 Collapse

            well guyz....
            agar aap yeh maloom krna chahtay ho k konsa indicator REPAINT hai yaa nahi......
            tou uss k liye aap ko "STRATEGY TESTER" use krna perta hai..
            Strategy Tester Metatrader mai builtin hota hai..., Strategy Tester mai 1min k time frame per aap apna indicator lagaa kr check karain...
            agar tou woh indicator apni location baar baar change krta hai, yaa aik jagha se ghayab ho kr doosri jagha appear hota hai tou woh REPAINTER hai......
            for example: market uper move kr rahi hai, aur indicator ne aap ko up ka signal diya hai, aur phir achanak market neechay aa jaati hai... aur saath hee woh indicator bhi pehlay wali jagha se ghayab ho kr neechay se phir up kaa signal deta hai.... tou yeh repainter hai.....
            hope this help..... gud luck for your trading... :cool:
               
            • #7 Collapse

              thanks dear app ne apni information hum sab k sath share ki lakin jha tak mera khyal hai hume koi be indicator use nai kerna chahiya iss ka hume koi faida nai hota ulta hum log apna profit be lose ker daten hain iss leya hume hud he market ko analyse kerna chahiya :)
              • #8 Collapse

                @aqsa,
                well, asisi bhi baat nahi hai, k indicator ka koi faida nahi hota.... hota hai and if your indicator is non repainter.... and yeh baat aap ki sahi hai k humai khud market ko analyze krna chahiye, but without indicators analysis is some Expert job....
                 
                • #9 Collapse

                  Meri strategy to trend our moving average py depend kerti hy meri koshs hoti hy k un do indicators ko hum use ker k hum aik acha trade laga k earn kerta hoon bohat best strategy hy
                  • #10 Collapse

                    Indicators b kafi helpful sabit hotay hai forex market mai trading krnay k liye or in indicators ki madad say trader market mai signals ko diagnose kr skta hai or perfect entry or exit points k mutabik profitable trading krnay mai kamyab ho skta hai.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      Dear mai ne aj din tak indicator use nhn kiya lehaza mai ap ko b yehii mashwara don ga k ap es business mai kma karte waqt thora sa ehtiyaat karo ta k ap ko idea ho jaye aur ap acha kam kar k enjoy kar skte ho aur ap apnii life ko enjoy karo aur acha faida haisl karo...
                      • #12 Collapse

                        Forex trading Mein Hum indicators ki help zaroor Lete Hain Magar Hum completely indicators par depend nahi karte Iske Alawa aapko economic news par Bhi Nazar zaroor rakhni chahiye Yeh Bhi aapke liye Zyada important hote hain market news Se Khud Ko update Rakhna bahut Zaroori Hota Hai Is Tarah Jab aap fundamental and technical analysis Dono ko combine Karke kaam karte hain to Ek Jyada better or achi strategy or bana sakte hain kaam karne ke liye
                        • #13 Collapse

                          aslam o alikoum g dear bilkul krta hu
                          • #14 Collapse

                            Han bhai aap nay bilkul sahi kaha hay kay forex main success kay lye emotions lalach kay ilawa repaint indicators ko bhi use karna chahye han main moving everag ko use karta hun joo mujhy trend change kay barry main btata rehta hy jis say mery ye kaafi help karta hy jis say main aik daily ki achi si trade karta hun oar daily ka profit gain kar kay trade close kar daita hun....
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Phali bat tu ya ap achay say jan lain kay jo bhi indicator hoga wo ap ko current situation kay hesab say indication day raha ho ga koi bhi indicator aisa nahen jo future price bata sakay is lea bahtar yahe hai kay repaint indicator say kam na lea jaye or jo defualt indicators hain unhain achay say use karna sekh lain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X