currancy trade
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    currancy trade
    Bohat sy log currancy trade krty hain thori si investment kr k kesi b country ki currancy ly lety hain like 500$ dollar ka rate thora sa up honay per sale kr k apna profit kamaty hain r phr again koi r currancy purchase kr lety hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    han currency par trade karna thora asan ha ku k is ko samjna b asan ha is ma loss k chances b kam hoty hain ku k itni zeada values upr nechy nahi ati jati aur jaldi hamara account wash nahi hota ...!!
    • #3 Collapse

      ya to app k forex knowledge our technical analysis k oper depend kerta hy k kis currency ko kab buy kerna hy our kis currency ko kab sell kerna hy jes mean ap ko candle ache sell ya buy ki mil jati hy our app ko profit earn ker sagtay haen
      • #4 Collapse

        yes forex main currencies ka lain dain hi hota hai aor jab market down jaane lagti hai to sell kia jaata hai aor jab up jaati hai to buy kia jaata hi ye hi forex trading hai aor log is tarah hi profit hasil karte hain
        • #5 Collapse

          gee haan bhai forex trading mein trader ko thore ya ziaada investment to krne hote he aur trader ko jo currency trade krna hote he us ke information trade ko ho aur trading mein trader profit ke lie trading krta he aur trading trader ko profit asane se dete he
           
          • #6 Collapse

            Currancy mein trading krna bht benefit deta hai lekn us k liye apko currancy updates honi chahiye jis country ki b currancy pe ap trading kro news mein ya net mein us k bary achi tra jan lo k currancy stage kya hai pichhle dino se state kya chal rai hai r next kya mutwakky hai is se apko behtr profit mily ga
            • #7 Collapse

              forex main currency trading ka matlab hy k ap apni trading k leay major our cross pairs ki selection kertay hain our pher un pay trading kertay hain to pher app ko secure earning hoti hy
              • #8 Collapse

                Dear forex mai boht se currency pairs hain jin pe ap agar seekh aur smjh k kam karo gy tu easily achii tradin gkar skte ho aur aur multiple trading mai kam kar k faida b acha hasil ho skta hy soo ap ko mehnat karnii ho gii aur ap acha kam kar skte ho sooa p acha earn karo...
                • #9 Collapse

                  gee bhai hmein apne trading mein acha hota he keh hm apne trading market mein investment krein aur apne trading mein sahih faida hmein us wqt milta he jb hm apne trading mein shaih market ko smjhien aur apne trading mein ihtiat se kam krein phr hemin faida milta he
                   
                  • #10 Collapse

                    currency par trade krna asn hai kyu k currency trade mai risk bohat kam hai. es lye ap currency mai trade krnay ky lye ap 100$ say bhe shoro kr sakty ho. es tarah ap market mai regular earning kr sakty ho.
                    • #11 Collapse

                      b haan bohat se log currency per hi trade krty hain or esi currency jo k stable ho iss per trade krty hai .q k ye loss nai honay deti. but iss se profit zaror kam hota hai but risk free hota hao. iss liye ztada ter log cruncy mai trade krny ko bhter samjtay hai taak in ki investment save rhy.
                      • #12 Collapse

                        je haan log currency trade kartay hain boaht sey asay log hotay hain jo currency le kar rakh letay hain hold kar letay hain rate up janay pey sale kar detay hain estarah unko ach khaasa profit hojata hay ye khud pe depend hay kasay trade karni
                        • #13 Collapse

                          curnacy trade se muraad wo pair hutay hain jin per hum trading kr k buhat zyda profit kama saktay hain in mein EURUSD GBPUSD EURJPY GBP NZD HAI in mein mumjy jo sub se acha jo lagta hai wo hai gbpnzd hai best hai.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: currancy trade

                            Jab be ap apni trading ka aghaz karain. pehly learning kar kay yeh seekh lain kay ap nay currency trading, Commodities ya crypto kis mai trading karni hai yeh ap pay depend karta hai kay ap ko jo seekhny main Zaida acha lagta hai woh ap seekho or us pay trade karo future main. lekin yad rahy kay jab ap commodities or crypto ko chose karain gy tu ap ko achy experience kay sath ap ka capital be acha hona cheye. jab capital acha ho ga or experience tu ap in dunu sy bhout kam time mai acha profit earn kar sakty hain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X