Silver
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Re: Silver

    H4 technical analysis silver ki market per.


    Upar Diye Gaye artical ko Dekhte hue yah lag raha hai ki market ka trend Kafi Behtar tarike se trader bataya raha hai. Kyunki artical ki madad se Ham market ka acchi tarike se experience Hasil Karte Hain Aur Is per Apna analysis bhi share Karte Hain Aaj silver ki market ki current price 23.740 Dekhi Ja sakti hai. Jo Ke Char ghante wale time frame Mein candle stick pattern yah Bata rahe hain ki market ka trend niche ki taraf Dekha Ja sakta hai aur silver per trade Lagane ke liye Hamen Sel ki entry leni chahie. Kyunki silver Ka Agla market target 22 dollar Ban sakta hai jo ki ek Achcha munafa ki taraf Le jaega.


    Click image for larger version

Name:	SILVERH4.png
Views:	1
Size:	19.1 کلوبائٹ
ID:	12444659


    Rozana ke time frame silver ki market per analysis
    .


    Rojana ke time frame ko Dekhte Hue trader yah kah Rahe Hain Ki Kyunki Unki language Agar Dekhi Jaaye to candle stick ki madad se Ham Unki language ko understand kar sakte hain. Aur aaj Unki languages silver ke bare mein yah bata rahi hai ki Kafi trader ki taatad. Market ke trend ki taraf ja rahe hain aur ek alag Sa trend banaa Rahe Hain Jo bearish trend. Aur ISI trend ki Bina per silver ki market 20 Dollar Tak bhi a sakti hai. Aur Mere Pyare doston Agar market 20 Dollar Tak a Gai to gold ki market per iska Kafi impact hoga. Aur Agar gold ki market 1910 per aati hai to Silver ki market 21 dollar Tak a Jayegi. Jo ki aap Daily ke time frame Mein dekh sakte hain.



    Click image for larger version

Name:	SILVERDaily.png
Views:	1
Size:	16.8 کلوبائٹ
ID:	12444660
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Re: Silver

      Daily ke time frame Mein silver per analysis.






      Rojana ke time frame ko Dekhte Hue silver ki price Mein movement ho rahi hai aur ISI movement ki Bina per trader trade kar rahe hain aur silver ki price ko up ya down le rahe hain. Abhi silver ki current price 23 dollar per chal rahi hai Kyunki Kafi Teji ka trend bata rahi hai. Kyunki kal Maine silver ki market per trade Li to Mera account saaf Ho Gaya Kyunki Maine silver ki market ko Maine silver ki market koMaine silver ki market ko 23.600 se buy Kiya. Jiski Bina per silver ki market Ne Mera account saaf Kar Diya. Aur abhi silver ki current price jo ki ruk gai hai 23 dollar hai aur yah lag raha hai ki $20 Tak iski market a sakti hai.






      Click image for larger version

Name:	SILVERDaily.png
Views:	1
Size:	16.8 کلوبائٹ
ID:	12444789




      4 ghante wale time frame Mein silver per analysis.






      4 ghante wale time frame ko Dekhte Hue silver ki price Mein tabdili Dekhi ja rahi hai. Kyunki silver ki current price 23 dollar hai aur yah lag raha hai ki iski market ka trend niche ki taraf aaega aur 20 ya 19 dollar Tak iski market a sakti hai. Aur Kafi news is per Asar aur impact Dal rahi hain. Aur bahut sari news yah a rahi hai ke silver ki price ka Upar jaane ka koi Irada Nahin. Kyunki dollar Kafi Upar ja raha hai aur iski market to niche aane ke trend Mein Dekhi Jayegi. Ummid karta hun ke silver per Mera experience aap Sabko Behtar Laga Hoga aur aap bhi apna experience silver per share kijiye. Aur iski price ka experience Hasil Karen.




      Click image for larger version

Name:	SILVERH4.png
Views:	1
Size:	19.4 کلوبائٹ
ID:	12444788
         
      • #78 Collapse

        Re: Silver

        Silver Price Technical Analysis:


        Silver Price hourly chart pay kal market closed honay say pehlay again 23.40 pivot point zones ko buy breakout k baad kuch bullish movements k sath closed hue. Chart pay OSMA indicator bhi bullish movements k liye buy ka signal show kar raha hai. Stochastic indicator upward signal confirmations k liye 80 levels ko test kar raha hai. Agar current cost market open honay k baad buy movements ko continues rakhty hai, to chart pay price ka next target ooper 23.85 aur phir usk baad mazeed ooper 23.95 resistance zones ko test kar sakty hai.

        Agar current price market open honay k baad rebounds hoty hai, aur sath pivot point levels ko sell breakout karty hai to price pay sell movements open honay k chances hain, jiska target neechay 23.20 aur phir mazeed 23.10 support zones ho saktay hain. Mairay analysis k hisaab say price last week ziada tar sideways main movements kar saky, is liye chances hain k price revers ho kar resistance levels ko test kar sakty hai.


        Click image for larger version

Name:	h1.png
Views:	1
Size:	63.1 کلوبائٹ
ID:	12444836


        4 hours chart analysis:


        H4 chart pay kal market closed honay say pehlay again 23.40 pivot point zones ko buy breakout k baad kuch bullish movements k sath closed hue. Chart pay OSMA indicator bhi bullish movements k liye buy ka signal show kar raha hai. Stochastic indicator upward signal confirmations k liye 20 levels k neechay say crossed over kar raha hai. Agar current cost market open honay k baad buy movements ko continues rakhty hai, to chart pay price ka next target ooper 23.85 aur phir usk baad mazeed ooper 23.95 resistance zones ko test kar sakty hai.

        Agar 4 hours chart pay current price market open honay k baad rebounds hoty hai, aur sath pivot point levels ko sell breakout karty hai to price pay sell movements open honay k chances hain, jiska target neechay 23.20 aur phir mazeed 23.10 support zones ho saktay hain. Mairay analysis k hisaab say price last week ziada tar sideways main movements kar saky, is liye chances hain k price revers ho kar resistance levels ko test kar sakty hai.



        Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	72.1 کلوبائٹ
ID:	12444837

        Shukrya.
           
        • #79 Collapse

          Re: Silver

          Silver Price Technical Analysis:



          Click image for larger version

Name:	silver1.png
Views:	1
Size:	361.4 کلوبائٹ
ID:	12445202

          Last Week say Silver price sell movements k sath trading kar rahi hai. Hourly chart pay Silver price 23.85 pivot point levels ko sell breakout karnay k baad again test karnay main nakaam rahi. Agar ham Chart pay Stochastic custom indicator ki reading kartay hain to wo bhi 80 levels k neechay confirm sell ka signal show kar raha hai. Chart pay MACD indicator bilkul normal signal show kar raha hai. Agar current cost downward movements ko jari rakhty hai, to chart pay price ka next target neechay 23.40 aur phir usk baad price mazeed neechay 23.28 support zones ko test kar skty hai.

          Agar 1 hour chart pay Silver price bounced hoty hai, aur sath ooper pivot point levels ko buy breakout karty hai, to chart pay upward movements open honay k chances ban saktay hain, jiska agla target ooper 24.00 aur phir usk baad price mazeed ooper 24.15 resistance levels ko test kar sakty hai. Mairy predictions k hisaab say price chart pay fall ho chuki hai, aur sath price central point zones k bhi neechay movements kar rahi hai, is liye chances hain k price support levels ko test kar sakty hai.


          Click image for larger version

Name:	h1.png
Views:	1
Size:	54.1 کلوبائٹ
ID:	12445203

          4 hours chart technical analysis:


          4 hours chart pay Silver price 23.85 pivot point levels ko sell breakout karnay k baad again test karnay main nakaam rahi. Agar ham Chart pay Stochastic custom indicator ki reading kartay hain to wo bhi 80 levels k neechay crossed over k baad confirm sell ka signal show kar raha hai. Chart pay MACD indicator bilkul normal signal show kar raha hai. Agar current cost downward movements ko jari rakhty hai, to chart pay price ka next target neechay 23.40 aur phir usk baad price mazeed neechay 23.28 support zones ko test kar skty hai.

          Agar 4 hours chart pay Silver price bounced hoty hai, aur sath ooper pivot point levels ko buy breakout karty hai, to chart pay upward movements open honay k chances ban saktay hain, jiska agla target ooper 24.00 aur phir usk baad price mazeed ooper 24.15 resistance levels ko test kar sakty hai. Mairy predictions k hisaab say price chart pay fall ho chuki hai, aur sath price central point zones k bhi neechay movements kar rahi hai, is liye chances hain k price support levels ko test kar sakty hai.


          Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	61.8 کلوبائٹ
ID:	12445204

          Mairay Analysis Read Karnay ka Shukrya.
             
          • #80 Collapse

            Re: Silver

            Silver Price Analysis:


            Aj Silver Pair Price Market open honay k bad normally movements kar rahi hai. Hourly Chart pay price 22.75 pivot point zones k sell main running karty hue price neechay 22.17 1st support levels say 2 baar declined ho chuki hai. Chart pay Stochastic indicator 20 levels say upward price correction k liye declined ho raha hai. MACD indicator graph pay already he sell ka confirm signal show kar raha hai. Agar Current price apni sell movements ko jari rakhty hai to chart pay price ka next target neechay 22.17 aur usk baad price mazeed 21.90 support zones ho saktay hain.

            Agar Current position bounced hoty hai aur sath ooper central point line ko buy breakout karty hai to chart pay price ka bullish movements start karnay k chances ban saktay hain jiska target ooper 23.00 aur phir usk baad price mazeed 23.30 resistance zones ho saktay hain. Mairy prediction k hisaab say price strong sell movements open kar chuki hai jiska next target neechay support levels honay k chances ban saktay hain.


            Click image for larger version

Name:	h1.png
Views:	1
Size:	45.5 کلوبائٹ
ID:	12448127


            H4 Chart Technical Analysis:


            4 Hours Chart pay price 22.75 pivot point zones k sell main running karty hue price neechay 22.17 1st support levels say 2 baar declined ho chuki hai. Chart pay Stochastic indicator 20 levels say upward price correction k liye declined ho raha hai. MACD indicator graph pay already he sell ka confirm signal show kar raha hai. Agar Current price apni sell movements ko jari rakhty hai to chart pay price ka next target neechay 22.17 aur usk baad price mazeed 21.90 support zones ho saktay hain.

            Agar Current position H4 Chart pay bounced hoty hai aur sath ooper central point line ko buy breakout karty hai to chart pay price ka bullish movements start karnay k chances ban saktay hain jiska target ooper 23.00 aur phir usk baad price mazeed 23.30 resistance zones ho saktay hain. Mairy prediction k hisaab say price strong sell movements open kar chuki hai jiska next target neechay support levels honay k chances ban saktay hain.


            Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	47.4 کلوبائٹ
ID:	12448128

            Shukrya.
               
            • #81 Collapse

              Re: Silver

              H4 time frame overlook
              Silver ki current price 22. 189 dollar Market rahi hai aur ISI price per Kafi trader yah soch rahe hain ki 22. 400 dollar per silver ki price Ja sakti hai. Kyunki technical analysis Mein Kuchh Aise tools bhi hote hain jinki madad se trader profit kar lete hain Aaj silver per technical tools per Najar Dalenge. Ab Ham technical analysis ka maksad yah banaa Rahe Hain Ki Kuchh Aisi support dhundhe Jiski madad se Ham profit Karen supportaur yah support 22.400 price per mis mushtaml haiClick image for larger version

Name:	SILVERH4.png
Views:	1
Size:	17.5 کلوبائٹ
ID:	12448355
              Daily overlook Silver price predictions.Silver ki movement Kafi strong tarike se ho rahi hai aur aaj iski price Upar jaane ke maksad mein hai. Kyunki news ki vajah se suar ki price 24 dollar se niche a Giri aur 24 470 se iski market 22 180 per a Gai Hai To Hamara Kahane ka maksad yah hai ki silver Mein trend Kafi strong tarike se movement kar raha hai. ISI trend ki Bina per Aaj silver ki price 24.900 tak ki Ja sakti Thi lekin trend niche ki taraf a raha hai. Niche wala trend Hamen Bearish candlestick pattern ki Nishan dahi karvata Hai. Kyunki Bearish candlestick pattern Kafi strong tarike se movement Karta Hai. Silver ki price prediction yah hai ki Hamen Agar intry leni chahie to buyer ko dekh kar leni chahie. Kyunki buyers candlestick ki Shakal Mein a sakte hain aur abhi to seller candlestick pattern ki Shakal Mein a gaye hain. Aur Kafi strong support 20.50 bhi ban sakti hai

              Click image for larger version

Name:	SILVERDaily.png
Views:	1
Size:	16.3 کلوبائٹ
ID:	12448354
                 
              • #82 Collapse

                Re: Silver

                (Daily Overlook Silver )Raat Ko Main silver ki market per trade karne ka plan banaa raha hun lekin Rat se mujhe koi ek strong entry Nahin Mili. Kyunki 22.22 dollar per market movement kar rahi hai aur silver ki current price jo ki aap chart Mein Dekhenge vah aapko dekhne ke liye Kafi Kuchh bata rahi hai ki market mein kya ho raha hai. Kyunki silver ki market per Kuchh financial issue bhi a rahe hain aur ismein Market giravat ka Soch rahi hai. Market Khud To Nahin sochati lekin trader isko Aisa karne per majbur kar dete hain aur Market giravat Ka Shikar Ho Jaati. Silver ki market Pichhle Hafte se niche a rahi hai aur 20 Dollar Tak bhi a sakti hai. Daily time frame Mein silver ki market 22.648 se Upar Jaane Ke mood mein hai. Aur aisa lagta hai ki jo Pichhle week 24. 300 dollar Tak market work kar rahi thi. Ab iska target 24.100 ho sakta hai.

                Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230208_141247.jpg
Views:	1
Size:	400.9 کلوبائٹ
ID:	12448472

                (H4 Technical analysis Silver market)

                Silver ek metal hai. Aur iska analysis kafi profit deta hai kyunki ispay technical analysis applay kar ki profit hum is se nikal saktey hain. Abhi hum chart ko identityfy kartey hain.
                H4 technical analysis silver ki market per kya movement ho rahi hai. 22.30 dollar per iski movement ka yah Amal Kafi strong hai gold ki movement ka iske sath Kafi Asar Hota Hai. Kyunki yah silver ki market ka fundamental Rishu Kafi hota hai aur gold ki market Jab Upar Jaati Hai to Silver ki market per bhi Kafi impact karta hai. Agar gold ki market 1900 dollar cross karti hai to Silver ki market 24. 100 tak jasakti hai

                Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230208_141257.jpg
Views:	1
Size:	375.5 کلوبائٹ
ID:	12448471
                   
                Last edited by ; 08-02-2023, 11:30 PM.
                • #83 Collapse

                  Re: Silver

                  =Din wale time frame per silver ki market per analysis= Silver ki market ki Silver ki market ki support aur resistance per baat karenge Aur Is per prediction Bhi bataenge ki market per kya analysis Kiya Jaega Aur Is per Ham kab entry len aur kab Ham isase profit len aur kab Humne isase Bahar nikalna hai. Sabse pahle Ham analysis aur support resistance ki taraf Aate Hain ke silver ki market ka strong support aur resistance kya hai. Current price ki agar Baat karen to 21.865 current price market hai. Aur iski movement ab resistance ki taraf Le Jayegi resistance 22.315 pay ek strong resistance Hamen Mili Hai. Agar Ham 22.315 se Sel Karte To Ham 21.865 per Achcha profit book kar liya Hota.
                  Click image for larger version

Name:	SILVERDaily.png
Views:	1
Size:	16.9 کلوبائٹ
ID:	12448819=H4 Time frame technical overlook= 4 ghante wale time frame Mein silver ki market giravat Ka Shikar Hai 21 865 se market ab Ek support pakdane ke mood mein hai Kyunki 21.801 strong support Hai To yahan se market 22.560 Tak Ja sakti hai. Abhi Ham 4 ghante wale time frame Mein silver ki strong support Ki Baat Karte Hain 21801 transport hai yahan se buy entry leni Kafi jaruri hai. Kyunki ab market ka trend Bearish chal raha hai aur ab trend badalne ka time a gaya hai. Kyunki Agar Ham Yahan Se khareed Karte Hain To Kafi trader Momentum ko Dekhte Hue khareed Karenge aur Market Dobara 23. 310 dollar tak le jaenge. Ab Ham chart ki taraf Najar dalte hain aur ek strong resistance ko Dekhen to 24.450 yah ek strong resistant hai yahan se silaroon Ne entry Li aur Market niche dhakel ke liye Aaye.

                  Click image for larger version

Name:	SILVERH4.png
Views:	1
Size:	17.0 کلوبائٹ
ID:	12448820
                     
                  • #84 Collapse

                    Re: Silver

                    Silver Price Technical Reviews:


                    Last Friday, Market close honay say pehlay Silver Pair Price 22.50 Pivot Point levels ko sell breakout karnay k baad donward movements ko start kar chuki hai. Hourly Chart Pay Stochastic indicator 20 levels k neechay confirm sell signalshow karnay k baad price corrections k signal show kar raha hai. MACD Indicator bhi chart sell ka signal show kar raha hai. Agar Monday Market open honay k baad current position sell movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target neechay 21.70 aur phisr usk baad price mazeed neechay 21.50 support zones ko test kar sakty hai.

                    Agar Current cost Hourly chart pay bounced hoty hai, aur sath ooper 22.50 central point line ko breakout karty hai to chart pay price k upward movements k chances hain, jiska target ooper 22.50 aur phir usk baad price mazeed 22.70 resistance levels ko test kar sakty hai. Mairy personally prediction k hisaab say price sell pressures k sath sell movements ko start kar chuki hai, jiska next target neechay support zones honay k chances hain.


                    H4 Chart Technical Analysis:


                    Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	49.4 کلوبائٹ
ID:	12449264


                    Oper H4 Time Frame pay ham daikh saktay hain k Last Friday, Market close honay say pehlay Silver Pair Price 22.50 Pivot Point levels ko sell breakout karnay k baad donward movements ko start kar chuki hai. Hourly Chart Pay Stochastic indicator 20 levels k neechay confirm sell signalshow karnay k baad price corrections k signal show kar raha hai. MACD Indicator bhi chart sell ka signal show kar raha hai. Agar Monday Market open honay k baad current position sell movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target neechay 21.70 aur phisr usk baad price mazeed neechay 21.50 support zones ko test kar sakty hai.

                    Agar 4Hours Chart pay Current cost bounced hoty hai, aur sath ooper 22.50 central point line ko breakout karty hai to chart pay price k upward movements k chances hain, jiska target ooper 22.50 aur phir usk baad price mazeed 22.70 resistance levels ko test kar sakty hai. Mairy personally prediction k hisaab say price sell pressures k sath sell movements ko start kar chuki hai, jiska next target neechay support zones honay k chances hain.


                    Shukrya.
                       
                    • #85 Collapse

                      Re: Silver

                      Silver Price:


                      Kal Monday Market Open honay k sath he Silver Price 22.10 Pivot point areas say declined ho kar sell movements ko start kar chuki hai. Hourly Chart Pay Stochastic Indicator 80 levels k ooper sell signals k liye crossed over ho chuka hai. MACD Indicator Chart pay already he sell ka confirm signal show kar raha hai. Agar Current cost downward movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka next target neechay 21.77 aur phir usk baad price mazeed 21.65 support zones ko test kar sakty hai.


                      Agar Current position bounced hoty hai, aur sath ooper Pivot Point line ko buy breakout karty hai to chart pay price k upward movements open honay k chances hain, jiska target ooper 22.24 aur phir usk baad price mazeed 22.42 resistance zones ko test kar sakty hai. Mairay Analysis k hisaab say price Central point line, aur sath 50, 100 simple moving averages k neechay running kar rahi hai, jiska target neechay support sectors ho saktay hain.


                      Click image for larger version

Name:	h1.png
Views:	1
Size:	49.2 کلوبائٹ
ID:	12449522


                      H4 Time Frame Technical Analysis:


                      H4 Time Frame Pay Silver Price 22.10 Pivot point areas say declined ho kar sell movements ko start kar chuki hai. Chart Pay Stochastic Indicator 80 levels k neechay sell signals k liye crossed over ho Raha hai. MACD Indicator Chart pay already he sell ka confirm signal show kar raha hai. Agar Current cost downward movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka next target neechay 21.77 aur phir usk baad price mazeed 21.65 support zones ko test kar sakty hai.


                      Agar Current position 4Hours Chart Pay bounced hoty hai, aur sath ooper Pivot Point line ko buy breakout karty hai to chart pay price k upward movements open honay k chances hain, jiska target ooper 22.24 aur phir usk baad price mazeed 22.42 resistance zones ko test kar sakty hai. Mairay Analysis k hisaab say price Central point line, aur sath 50, 100 simple moving averages k neechay running kar rahi hai, jiska target neechay support sectors ho saktay hain.


                      Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	48.8 کلوبائٹ
ID:	12449523

                      Shukrya.
                         
                      • #86 Collapse

                        Re: Silver

                        daily technical analysis silver market. Forex trading Mein metals ki trade Kafi Teji se ho rahi hai. Metals Mein gold aur silver donon Aate Hain lekin Aaj Ham sirf silver ko explain Karenge aur Gold ke bare mein bhi analysis Denge. Sabse pahle Ham time frame ki taraf Aate Hain aur silver ki price per Najar dalte Hain. Silver ki market Upar niche movement kar rahi hai aur is Hafte silver ki price prediction Kafi acche tarike Se Ki Jayegi. 21.920 ki market move kar rahi hai aur ISI movement ko Ham dekhte hain chart mein. Agar silver ki market ko rojana ke time frame Mein Dekha Jaaye to 21.900 iski men support level bhi ban rahi hai. Kyunki Piche koi bhi pattern Nahin banaa Hua yah Ek Naya pattern Hai Aur Ek Nai support hai. To aap Log Yahan Se buy ki entry Le sakte ho 21. 900 per.

                        Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230214_083848.jpg
Views:	1
Size:	368.9 کلوبائٹ
ID:	12449546 4 ghante wale time frame pay silver ki market pey analysis.Silver ki market ke chart per Jab Maine cross hair Lagaya. To mujhe ek behtarin support Mili jo ki 21. 717 banti hai aur Yahan per Ek pattern bhi banaa Hua Hai. Aur is pattern ki madad se Ham buying seling kar sakte hain.Agar Ham demand level bhi banate hain to bhi Hamen Kafi acchi information mil sakti hai aur ek achha avidance bhi mil sakta hai trade ke liye jo ki Ham silver ki market per Karenge.Abhi 4 ghante wale time frame Mein Dekhen to 21.880 iska men demand ban raha hai. Aaj Ham demand aur supply ki strateg per work kar rahe hain Kyunki Ham Jaat ko Dekhte Hue use hisab se strategy ka intekhab Karenge


                        Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230214_083841.jpg
Views:	1
Size:	368.7 کلوبائٹ
ID:	12449547
                           
                        • #87 Collapse

                          Re: Silver

                          Kal ki Silver market per profit psychology,,


                          Kal Mera bonus update Hua to maine silver ki market per trade ki. Kyunki yah trading Kafi Achcha business hai isliye Main Jab Bhi bonus aata hai acchi trade karta hun. To ek dollar Maine profit achieve Kiya. Vah $1 Mere Liye bahut hai Kyunki Main Usko Mazeed increase karne ki sochunga. Kyunki silver ki market 21.700 per movement kar rahi thi. Maine is per 0.2 lots ki trade Li. Aur jab silver ki market 21.800 per pahunchi to Maine Apna profit book kar liya Kyunki 21.800 se upar market Ja sakti Thi lekin Mere Liye risky tha Kyunki Mera Kafi Chhota account hai. Isliye Apna profit bhi share karne ja raha hun jo ki diagram mein submit Kiya Jaega aur aap log isase experience Hasil kar sakte hain aur Apna experience AAP Sab Ek dusre ke sath share Kijiye aur silver ki market ko understand kijiye.

                          Click image for larger version

Name:	IMG_20230215_112118.jpg
Views:	1
Size:	51.5 کلوبائٹ
ID:	12449839


                          Technical analysis silver market,,,




                          Silver ki market ka technical computer per Karta Tha lekin ab Pakistan mein load shedding ki vajah se computer chalana Kafi Mushkil ho gaya hai. Ab main silver ki market ka analysis mobile per karta hun aur Apna experience share karta hun. Abhi silver ki current price Abhi silver ki current price 21.600 pay movement ho rahi hai aur aisa lagta hai ki silver ki price 22 dollar Tak Chali Jayegi. Kyunki Jab Maine trade Li to maine is per Ek profit 22 dollar Rakha lekin Baki ki movement ko Dekhte Hue Mujhe loss hone ka Khatra Laga isliye maine apni trade 21.800 per close kar li. Lekin Aaj yakin Hai Ki silver ki market 22 dollar Tak Jayegi Kyunki fundamental news a sakti hai aur silver ki market per impact Dal sakti hai.




                          Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230215_111441.jpg
Views:	1
Size:	325.9 کلوبائٹ
ID:	12449838
                             
                          • #88 Collapse

                            Re: Silver

                            Daily Technical overlook silver market,,,,
                            Silver ki market ko metals ki market bhi Kahate Hain aur metals Mein gold aur silver donon Shamil Hain aaj ka Hamara target silver ki market per Ek Jabardast high level content banana. Content kamaksar hota hai ki Apna analysis share karna Taki trader isase fayda uthaen aur benefit Hasil Karen. Abhi silver ki current price 21.450 se dollar ke movement kar rahi hai aur trade bhi chal rahi hai. Kyunki silver ki price 20.340 per a sakti hai. Yah ek strong support ka area banta hai jo ki 20.340 per hai. 20340 per Agar Buyers Aate Hain To traders is ko Kai hundred pips market Upar Le Jaenge. Bahut Sare experience wale trader yah bhi kah Rahe Hain ki agar market 22.315 per Jaati Hai . To vahan se market pher Upar nikal Jayegi aur break out Nahin karegi. Breakout tab Hota Hai Jab Koi resistance aur support takatvar Nahin Hoti. Agar resistance or sport takatvar hongi to kai level Tak market Upar Chali Jayegi. Ab silver ki market Itni strong movement nahin kar rahi Kyunki 21.540 dollar per Aakar ruk gai hai.
                            Click image for larger version

Name:	SILVERDaily.png
Views:	1
Size:	17.0 کلوبائٹ
ID:	124502174 ghante wale time frame Mein silver ki market per analysis.Overlook ki madad se silver ki market per analysis karna Kafi Aasan Aur tajurbakar Hai. Many traders yah soch rahe hain ki silver ki market tube per analysis 4 ghante wale time frame mein kiya jaaye. Abhi Ham price ka jayja Lenge market 21.450 se 21.770 Tak jaane ka plan banaa rahi hai aur 22.210 Tak bhi target Ban sakta hai

                            Click image for larger version

Name:	SILVERH4.png
Views:	1
Size:	16.8 کلوبائٹ
ID:	12450216
                               
                            • #89 Collapse

                              Re: Silver

                              News
                              Silver ki market 24.00 dollar per movement kar Rakhi Thi to use Waqt Kafi members or traders yah Bata rahe the ki aur Apna analysis share kar rahe the ki market 27.80 dollar Tak Ja sakti hai. Kyunki Kafi investor ismein invest Karke buying ki entry le rahe the. ISI entry ko Dekhte Hue Humne Socha Ki Agar Ham silver ki market per buy ki entry Lete Hain to main bhi ho sakta hai ki Achcha profit hoga. Lekin Main Aisa Nahin Hua silver ki market 27. 60 dollar se niche giravat Ka Shikar Hui. Aur fir usne support Pakdi jo ki 24.40 dollar hai. Yah Ek news thi ki market niche bearish ka Trend pakdegi. Aur Upar uthne ka Soch bhi nahin Rahi Thi Aur Humne Jab vah time frame Mein Dekha To Pata Chala Ki candlestick pattern news ki madad se movement kar rahe hain. 24. 20 dollar pay Market Jaipur Gai to usne resistance Banai.

                              Click image for larger version

Name:	60220282cca90200129b723d.jpeg
Views:	1
Size:	97.0 کلوبائٹ
ID:	12452186 Daily technical analysis silver market,

                              Ab Ham daily technical analysis karne Ja Rahe Hain silver ki market ka. Sabse pahle Ham time frame ko lagakar usmein price ki prediction Karenge. Or analysis Denge ki market per kya ho raha hai aur Market kis Taraf profit Degi aur kis Taraf loss ka Khatra hai. Agar time frame Ko Dekha Jaaye to Maar ki Sel ki taraf profit Degi. Agar 22.90 dollar se market pay Sel ki entry Li Jaaye To Hamen Apna take profit 21.00 dollar Rakhna chahie, aur chart ki madad se Hamen stop loss ka bhi Kafi Dhyan Rakhna chahie. Kyon Ke salwar ki movement Kafi fast Hoti Hai gold ki movement ine donon Mein directly proportional Kafi had Tak Milta Hai.



                              Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230219_170930.jpg
Views:	1
Size:	347.4 کلوبائٹ
ID:	12452184
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Re: Silver

                                Silver

                                Jesa ke aap sub log jaante hain ke k silver ne 17 date ko current price ko 21.40 per break krne mein kamiyabi raha or trend ko bhe neechy rakhne ki koshish ki gye jo next aham hadaf k tur per 20.64 ki taraf jaane ka rasta kholte huwe baki din k liye musar tareeky se bearish k rujhan ke manzar naame ko jaari rakhne ki hamayat karta hai
                                neechy di gye chart ko dekh karke aap khud market ki current situation ko asani se samjh sakte hain ke ab chart kist direction or kis taraf movement dekhne wala hai market mein perdition bhe boht he ziyadeh zaroori hai or aap perdition tab he kar payenge jb aapke pass confirm trend or es ki direction k mutalik information ho gye
                                jesy neechy overview many diya huwa hai silver price continues or decline ke bare mein ke kab trend price ko continues rakhta hai kis point per or kab decline ka option deta hai or es mein EMA ka roll hai


                                Click image for larger version

Name:	Silver.png
Views:	1
Size:	58.4 کلوبائٹ
ID:	12452192


                                Silver price continues to decline - Analysis

                                Silver ki price EMA50 ki taraf se aane wa;y manfi preasure mein gir kar 21.40 sateh tk pohanchne k liye musalsal gir rahe hai jo es sateh ko cross karne or aane waly sessions mein ziyadeh confrim brearish ki eslah ka raasta khoolne k liye buniyadi tur per 20.64 area ka durah karne k liye rasta kholta hai
                                lehaza aham intraday buniyadon per bearish ke rujhan ka mashwara dety rahegen or ye note karte huwe ke 21.40 ko break karte huwe 21.40 ko torne mein nakami se keemat teezi wapis ayege or Abtadai tur per 22.13 ellakon ka dura karegi lehaza nechy di gye declined chart ki picture ko dekh kar aap esy ba asani se analyses kar sakte hain


                                Click image for larger version

Name:	silver 2.png
Views:	1
Size:	58.5 کلوبائٹ
ID:	12452193

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X