Forex main humesha positive tinking bhout zarori hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main humesha positive tinking bhout zarori hai
    Member jab hum Forex ko join karty hain tu humary mind mai kisi b taha ki koi confusion ya doubt es business k baray main nahi hona cheye.Because ager kuch member yeh souchty hain k Forex gambling wali jaga hai yaha pay luck ya ideas kam karty hai ya kisi b tarha ki confusion ya doubt ho tu woh learning ki madad ya kisi achy trader se advise lay kar apni confusion or doubt ko dour kar k positive thinking k sath jab trader karain gay tu woh aik achi amount tu earn karian gay lekin sath main woh aik acha experience b gain kar sakain gay.
    Happy Trading :p
    Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g ha bhai jan apko forex me humasha positive thinking se hi kam karna chayee app is me tread karke agar loss bhi kare to bhi apko apni emotion ko control karke hi is me tread karna chayee take app agli bar profit kar sake
    • #3 Collapse

      mere khayal say hume jub bhi koi bussines kare to pehly hume loss ko zahain mian nahi rakhna chahye na hi dil mian ho k hume kisi bhi pareshani ka masla hoga hume bs apne ap par trust ho aur work start kar lena chaheye to inshallah sub theek hoga agr ap ki knowledge hai aur ap forex ko join karty hai to loss nahi ho sakta hai
      • #4 Collapse

        jee Aap nay Bilkul Drust Kaha,Asal Main hum laker K Faker hain... sirf Suni hui batoun Par yaken Kr letay hain khod tajarbaa nahin Kartay... forex Trading Main Buhat saray log atay hain jo k Without Experience trading Kartay hain or loss Kartay hain... Phr logoun Ko Kehtay hain Forex aisa hai Waisa hai... Main Samajhtaa hon K hammain khod tajarbaa kiye binaa kisi bhi Chez ko ghalat nahin Kehnaa Chahiye..
         
        Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
        • #5 Collapse

          forex market main positive thinking sy start lena chahiy kyun k is business main luck ya kisi ideas sy success hasil nai ho skti success hasil krny k liy hard work knowlegde r experience ki boht zarurt hoti hy.emotions sy apni trade ko dur rkhna chahiy tb hi hum trading sy acha earn kr skain gy.
          • #6 Collapse

            yes.ye baat theek hai.agar hum negative sochty hain to loss hoota hai.or agar positive sochty hain or market ka wait karty hain to loss main ja kar bhi trade protit main aa jaati hai.is liey positive sochna chahiey.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
              Member jab hum Forex ko join karty hain tu humary mind mai kisi b taha ki koi confusion ya doubt es business k baray main nahi hona cheye.Because ager kuch member yeh souchty hain k Forex gambling wali jaga hai yaha pay luck ya ideas kam karty hai ya kisi b tarha ki confusion ya doubt ho tu woh learning ki madad ya kisi achy trader se advise lay kar apni confusion or doubt ko dour kar k positive thinking k sath jab trader karain gay tu woh aik achi amount tu earn karian gay lekin sath main woh aik acha experience b gain kar sakain gay.
              Happy Trading :p

              main Samajhtaa hon K forex Trading Start Karnay say pehlay mentaly prepare hona buhaat Zaroori hai... log tou pata nahin Kya Kya Kehtay hain K Forex aisa Forex waisaaa hai magar Meri nazar Main forex is a learn to earn buisness... Agar ap mind bana Kar Trading Main Ayen Gy Tou yakenaan profit Earn Karain Gy
               
              Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
              • #8 Collapse

                Friends ye to teek hai forex may positive thinking hona chaheye.yeh ekk business hai orr hear business may positive thinking hona chaheye.is say ap profit hoge.
                • #9 Collapse

                  dear friendsss agr ham forex ko join karte hain to hamen chahye k ham forex mai hamesha positive thinking rakhni chahye qk hamen forex mai kaafi sare fesle lene hote hain jo k hamare uper depand karte hain agr ham positive mind rakhenge to hi hamare fesle theek honge or ham loss se bach sakte hain
                  • #10 Collapse

                    main mukamal toor is is bat ki tasdeeq karta ho. lakin aisa karna bohat mushkl ho jata hai . us wakat ap ko muslalsal loss a raha ho. q k main ap aik account khatam karwa chuka ho. per phir b haimian agr us ka sath kam karna hai to positive sochna hi ga . or apni ghultion ko cover karna ho ga
                    • #11 Collapse

                      g bilkul har kam positive thinking say hi hota hai .. agr ap positive thinking kar k planing , investment , trading aur posting waigera karo gy to ap zaida earn karo gy.. is k sath sath jo juniors ap ko follow karen gy un ko b ap say faida ho ga.. negative thinking jaise greedy, gambling wagera ko avoid karen gy to obviously ap ko ziada profit ho ga
                      • #12 Collapse

                        g han ye bahut zarori hai aksar log isy nagitive mind k sath use krty hen aur loss krnen k bad isy chor b dety hen lekin agr hum positive thinking rakhen gy to hum is men kamyab ho jaen gy aur kabhi b guilty feel nahn kren gy
                        • #13 Collapse

                          jee han mere dost positive trading buhat iada zaruri hoty hay, har banday ko chahye ke woh positive tareekay say sonchay kiunke positive sonchnay say hy banda achhay decissions leta hay, negative thinking say dhoor rehna chahye
                          • #14 Collapse

                            yes forex trading ma postive thing bht zyda zarori ha ku ka hm pstive souch rakha ga to hma us ka bht zyda fida mila ga postive souch souch rkhna sa hm is ma ak achi earing kr skta ha or is sa hma confidenc b milta ha jis sa hm thk tra sa kam kr pta ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G han dosto Forex trading main hamasha positive thinking bohat zarorey ha is leya kayis say hamain hosla milta ha or hamarey himat or zayada barhtey ha. or ham nay hoslay or oraday say trading kartay hain .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X