Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    main tu hamesha khti hoon greed se jitna ho sake door raho greed ap k ache khase profit ko bhi khatm kr dey gi greed waise hi bori bala hoti hai achi trading ko best trading hi rhne dey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      G ha dear jab hum trading karte hain to hume greed ko avoide kar dena chahiye ta kay hum loss say buch sake and forex trading may acha profit hasil kar sake forex may trading karne kay liye apne emotional ko bi control karna chahiye ta kay hum achi trading kar sake.
      • #33 Collapse

        ji bahi may abi forex may new hoon ore mara ko greed ka bara may knowlage nahi ha is la may app ko koi advice nahi da sakta hoon................
        • #34 Collapse

          yes offcoarse ap ko greed ko ignor kar k jitna profit milay usi mein happy rehna chaheye yahe ap k liye acha hoga agar ap greedy hongay aur kam profit say he razi na ho kar us se ziyada ki lalach kartay hain un ko utna he ziyada loss hota hai so ap ko dreed ko avoid karna chaheye
          • #35 Collapse

            i think jitni aap mehnat karahe hain utna apko profit horaha hai to mazeed profit ki lalach me na parein aur apne ap ko thakaen mat, jitna aapko milna tha milgaya hosakta hai greed karne se apko koi bara loss hogaya to aur pachtawa hoga.
            • #36 Collapse

              G haan brother ap nai bohat achi baat kari hai. Greed trader ko ghalat order lagwa deti hai and then jab woh orders close hota hao to profit ki jaga loss ho gata hai. And greed usually tab hi hoti hai kai jab trader nai apna daily ya weekly target achieve kar liya ho.
              • #37 Collapse

                g han janab hum forex me kisi b kisam ki greed k bagair kaam ker sakte hyn or bohat si income hasil ker sakte hyn or wese b famous quotation hy k greed is a curse yaani ager hum kisi b cheez me laalach kerein ge to uski humein saza zroor milay gi so we should avoid it honestly. hum forex me ager ache treekay se kaam kerein ge or isske baare me knowledge and experience hasil kerein ge to hum iss me achi income earn ker k apne dreams ko poora ker sakein ge
                • #38 Collapse

                  forex trading may kamyab trader banne k leye zarori hay k ham greed or emotion dono ko control may rakhay kio k greed or emotion dono aik kamyab trader k leye buhut bara risk hota hay.jitna zyada ham greed kraingay otna zyada hamara risk of loss bi barh jata hay.
                  • #39 Collapse

                    han ji ager humien is business main success hasil karni hai aur long time tak is kaam ko karna hai tu humien greed karna chorna ho ga aur aisa hi hota hai jab humien kisi trade se zayda profit milta hai tu hum samjhte hain ke market shyad aise hi hai aur phir se hum zayda profit le saken ge
                    • #40 Collapse

                      yes my brother I agree with you in this case you know greed is a cruse.When a man earn something and he gain a reasonable profit then he become a greedy he want to rean more and more.He want to be rich by thick and thin
                      • #41 Collapse

                        I think so that greediness a great enemy of our forex trading because whenever we want to earn a lot of money in short time we are actually showing our greediness and whenever we try to show greediness we get loss and only loss in forex trading. Sometimes this loss is as much high that we can not afford that so my advice is to be patient and always trade with a cool mind and always trade after making a decision in the light of your own knowledge and experience and be confident but not over confident.
                        • #42 Collapse

                          forex trade main kameyabe kay leay zaroori hy k apni greed pay control kea jay keo kay agar hum apni greed pay control nahi karaingy or lalach sy kam laingy to jald bazi karaingy trade main jis ki wajah sy hum ko loss bear karna paryga or aik kameab trader wahi hota hai k jo mehnat or patience sy kam karta hai or greed p control karta hai
                          • #43 Collapse

                            ye kam aik khatarnak kam hai.it is said that lalach buri bala hai,or ye apko nuqsan k elawa or kuh nahe de sakti.lalchi se bhara insan kubi bhi duniya mei jeet nahe sakta akhir kar wo duniya ki nazron mei gir jata hai or kahein ka nahe rehta aap koo too phir hamesha yeh yaad rahein greed aap koo jaab hoo gi jaab aap kee knowledge aur studies bohat kaam hoon gee actually knowledge jitni zyada hoo gee utna aap greed se khud bache gein aur aap mature hoo jayein gee
                            • #44 Collapse

                              g bhaijan aapne blkul durust farmaya bht se log ese hote hain jo thre waqt men zyada earn karna chahte hain ya apna weekly ya daily target pura karlete hain to wo greed ko dastakh de dete hain or jis ke result me unhe liss hojata hai....
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                main nay Apna eek Target set kar Rakkhaa hai K main Forex Trading main ek khas Amount profit ki Sorat Main Kamaoun ga... orr jab bhi us daily Target ko Achive Karoun Ga tou phr koi Trading nahin KAroun Ga Chahay kitna he faida kion na ho Waisay main Samajhta hon k hum Agar lalach ko Side par rakhain tou hum forex Trading main Achi Earning kar saktay hain
                                 
                                Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X