dear
friends main ye janna chahta tha k forex trading main meta trader 4 k ya meta trader 5 k indacors good hoty ha ap kia samjhy ho.
dear
friends main ye janna chahta tha k forex trading main meta trader 4 k ya meta trader 5 k indacors good hoty ha ap kia samjhy ho.
faraz786 (03-29-2018)
Gee man tu meta indicator four ya metatrader indicator five ko kaby istamaal nai kia lakin man nay in ki tareef boht suny ha aur man bi yeh soch raha hoon k dakhoon k in ka kia faida ha ...
Asslam o Alikum, ap ny trading may indicator k bary may bat ki haa to is k bary may maa khna cahta hu k trading krny k lie indicator bht helpful hota haa is sy hum loss sy bach sakty haa or fida utha sakty haan..
insta forex trading mai indicator ki boht ziada importance ha.agar hum indicator ko use krty hve trading kren to hum boht ziada kamyab ho skty hen.forex trading mai hammer sub se goood indicator ha.
Asslam O Alikum, ap ny achy indicator k bary may pocha haa to is k bary may maa khna cahta hu k trading may bht sy indicator istimal hoty haan lykn acha indicator metatrade5 haa is sy bht fida hota haa...
Mt4 aik old version hy our hum iss main ager trading karean to ye humery leay best ho ga so iss k sab indicator best hain our un ko hum easily use ker sagty hain so work hard karean our learning bohat zarori hy
meta trader 4 aur 5 main jo already indicator install hote hain wo sub ek jayse hote hain bad main jo indicator ko hum install karte hain wo alag hote hain hum apni pasand ka koi be indicator used kar sakte hain meta trader 4 main indicator used kar raha ho
main to abi tak mt4 he use karta ho mt5 ko dekha he nahe mazeed yah k hamain indincator ka use karna lazmi hai risk ko kam karny k lai . main is purpose ka lai moving average or rsi ko use karta ho
Bhai mai nay abi tak Meta Trader 5 mai account to nahi banaya lakin indicators ka kaam to aik hi hai chahy wo Meta Trader 4 mai ho ya Meta Trader 5 mai, aham baat ye hai kai aap indicator ko sahi tariqy sai samaj lai.
Bhai indicators meta trader 4 kai ho ya meta trader 5 kai kaam un kai aik hi hai, bus aap 4 ya 5 achy indicators jaisy kai RSI, Moving Average, MACD, Bollinger Bands, Fibonachi ko sahi tarha sai seekh lai or use kary tu ye hi kafi hai aap ko profit dainy kai liye.