currency pairs trading VS gold trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Dear yahn har trader ki apni marzi hoti hai jo log acha kam karte hain wo achii mehnat kar k faida hasil kar skte hain soo ap ko cahiye k apnii life ko b set karo soo ap ko cahye k mehnt k sath he kam karo aur apni life ko set karo soo ap ko apnii life ko set karo...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      gold trading main ham zeada proft kr sakty hain . lekan gold trade main loss b zeada hota hay . agar gold main achi trade banti hay to kr sakty hain . wasy gold zeada risky hain .
      • #18 Collapse

        currency pairs ki moment buaht he kam hoti hian , agar app ko pass balance kam hai tu phr currency pair buaht he best hian os say app ko profit bhi earn ho ga or loss say bhi app becha sakta hian,
        gold ki moment bauht he zada hota hian agar app ko bas balance acha hia tu phr app gold he par trading karn gold par trading buht he best hian app es say acha profit earn kar sakta hian
        • #19 Collapse

          Salam dosto crunncy pairs mein bahot zayda fayda apko mel jata hai our jentna zayda fayda hai utna he zayda noksan be b hai jentna zayda profit melta hai utna zayda noksan b hota hai earning kafi zayda hai
          • #20 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
            currency pair me trading karny se ham zeyda profit earn kar sakty hey ya gold par trading karny se
            assalamu alaikum bhai Mere Khayal Se Tu currency pair main trade karne se accha hai ke aap gold Mein trade Karle Kyun Ke gold me profit Karna Karna easy hai aur loss hone ke bhi chances kaam hai
            • #21 Collapse

              Daikho dear yee aap py depend karta hy currencies oar gold main itna fark nahi hy aap kaa experience kis main zyada hy oar aap analysis kis chez ko acha karty hyn oar kis chez ki aap ko zyada samjh ati hy aap oss py trade karryn oar profit kamye agay aap py depend karta hy ky aap profit kis main zyada kamaty hyn..
              • #22 Collapse

                han ye bhi thk hy laikin jitna zyada profit hy gold men to spread bhi utna he zyada hy..han agr right time ka intazar kiya jaye to to acha profit kamya ja sakta hy.laikin ye riski hota hy.
                • #23 Collapse

                  currecy trading or gold trading me kuch farak ha
                  currency me trader sirf trade kartay hain
                  gold me agr ap trading nehi karna chahty to ap gold me investment b kar sakty hain
                  gold me investment karnay se ap ko kabi b loss nehi ho ga
                  na hi ap ka account wash ho ga
                  gold mostly fundamental par chalta ha
                  gold mostly stuck rehta ha phr aik news ati ha to bohat zada move kar jata ha
                  meri salla yeh ha ap gold me investment karay na kay trading
                  • #24 Collapse

                    Currency trading karne se accha hai aap gold trading Karle gold Pearl trading Karne Ki Rishta nahi hoti hai yahan par bahut zyada pipe aapko easily mil sakte hain aur gold ki market long term trading bahut acchi kar sakte hain aur maximum profit Hasil Kiya Ja sakta hai gold mein long term theatre sabse Jyada successful karte hain aur profit Hasil Karte Hain
                    • #25 Collapse

                      Gold trading is my favorite aur main gold per trading ko bohut like karta haon lekin mera masla yeh hai ke mere pas abhi investment thori kam hai jis ki waja se main gold ki trading kar nahi paraha kiunke main samajhta hon ke gold per trading ke lie kam az kam $1000 ki investment zrur honi chahie.
                      • #26 Collapse

                        Asslam-o-Alakum my dear friend I think k hum gold per trading ker k ziada profit earn ker sektay hain but ye fifty fifty chances hotay hain ager gold main loss ho jay to ye b currency pair ki nisbat ziada he hota hay aur mare khyal main ager gold ki bjay currency per trade ki jay to ye best hay.
                        • #27 Collapse

                          Agar apka analysis or capital acha hai to of course metal trading sab se best hai. Lakin ap agar capital low hai or beginner hain to low spread currency pairs per he focus kerrain. jese eur, usd, jpy, gbp k pairs per mostly world-wide inhi pairs me trading hoti hai or bohat se traders just currency trading me acha manafa kama lete hain or bazz Gold silver wgaira se kamatay hain.
                          :1f607:جن کا بھروسہ اللہ پر ہو ہمیشہ کامیابی ان کی منزل ہوتی ہے۔:cool:
                          • #28 Collapse

                            Currency pairs main humain profit hota hai or Gold main bi profit hi hota meri nazar main difference jo hai wo profit or loss ki value ka hai jo Gold main humain profit milta hai wo zyda hota hai or loss bi zyda, but curriences main situation different hai is main hum ko both km hote hian or currencies ki movement achi hoti hai gold ki nisbat mare khayal main.
                            • #29 Collapse

                              Janab agr app apna account ko strong position pe ly jana hy to apko gold ki trading se avoid karna hooga qk abhi apko currencies pe trading karna acha hay otherwise gold ki trading little bit difficult than currency
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Agar aap k account mai zayada equity hai aur aap 1 dollar tak order lga sakty hen to mera mashwara yahi hai k aap currency pairs per trading karen kiu k us mai risk kam hota hai aur brokers ki spread bhi in pairs mai kam hoti hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X