What you do to control your emotions during trade?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2026 Collapse

    i think so bushiness emotions ky sath nhi hoty balky aqalmandi sy hty ha, or sb sy bhar ky apka experience kaam ata ha jo ky hrr bussines k lazmi hota ha, agr ap ma akk achaa thinking mind ha to u can do naything.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2027 Collapse

      bahut Sare log Forex Mein kaam karte hai yahan par Apne emotional ko kabhi bhi control nahi sakte hain Agar wo Apne emotional ko control kar lenge to market Mein Dil Laga kar invest kar sakte hain
         
      • #2028 Collapse

        emotions ko kabo kar kay achy say kam karna ho ga ta kay market main kam karna kafi helpfull ho sakay is main low risk main trade ko ue karna ho ga kun kay jab b hum trade karty hain to learning karny say hi achi earning hasil ho sakti hay is main apny emotion ko aik limit main rkhty haoye trade ko full focus say market main kam karna ho ga
        • #2029 Collapse

          agar hum apny emotions ko control kar kay trading karen gay to huamri trading bohat achi ho sakti hay bs humay chahiey keh apni trading main emotions ko involve na honay dain kyun keh es trha hum market main stable nahi rah sakty ya aik bohat acha business hay
          • #2030 Collapse

            g janab hamen forex trading men bahut ziyada sabar or tahammul sa kam lena bahut zaroori ha or hamen apna emotions par qabo rakhna bahut lazmi ha agar ham sabar sa kam naheen len ga or apna emotions ko control naheen karen ga to hamarey nuqsan ka imkanat ziyada ho jaen ga.
            • #2031 Collapse

              Mai apne imotions ko control karne ke liye Apne order ko open karke market ko baar baar check nahi karti bas order ko open Kiya aur Market open Dobara chat nahi karte Kafi time guzarne ke baad Phir market ko check Karti Hoon aur apne account ki position ko Dekhti Hoon Is Tarah Se Main Apne emotions for control Karti Hoon
              • #2032 Collapse

                agar hum emotional ho kar trading karen gay to humari trading esmain theak nahi ho sakti aur humay chahiey keh apny emotion ko control kar kay trading karni chahiey tab he humari trading achi aur kamyab ho sakti hy esmain humay khoob mehnat karni chahiey tab he esmain hum safe trading kar sakty hay
                • #2033 Collapse

                  agar hum emotions ko control kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain khoob mehnat karen kyun keh mehant karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay humay chahiey esmain dill lga kar focus karen
                  • #2034 Collapse

                    emotions ko kabo kar kay kam karna hoga ta kay market main achi earning hasil ho sakay low risk main trade main kam karty hain to kafi best ho sakta hay hard work kar kay achy say say kam karna ho ga is main low risk mai ntrade ko use karty hain to loss km hota hay practice kar kay achy say ana ho ga is greed ko avoid karna ho ga
                    • #2035 Collapse

                      Yeh bht e ziada acha question hay - main yhi dekhta hn kay main loss kitna bardasht kar sakta hn - q kay mjhy pata hay agar eik bada loss hgya to main bardasht nahi kar sakn ga - ek bara uqsann impact karay ga - jab kay ek bara profit etna impact nahi karay ga
                      • #2036 Collapse

                        agar hum apny emotions ko control kar kay trading karen gay to he humari trading achi ho sakti hay humay chahiey keh esmain emotions ki zad main bhi aa kar trading na karen kyun keh es trha bhi humari trading achi nahi ho sakti ye aik bohat acha business hay
                        • #2037 Collapse

                          emotions ko kabo kar kay kam karna ho ga kun kay jab b hum market main kam karty hain to trade karna asan ho sakta hay is main low risk main trade ko start karna ho ga jis say ye hota hhay kay market main kam karna best ho sakta hay is mani high risk main trade karty hain agr emotional ho kar orde close karty hain to hi sakta hay profit na ho
                          • #2038 Collapse

                            market main trade karny k liye hard work karni ho gi aur apny emotion ko kabo main rakh k hi hum sucess hon gay aur pahr hi hum is main kam karny k kabil hon gay aur market main practice kar k hi hum real main earning ho saky gi
                            • #2039 Collapse

                              sir forex ma apko apnay emotions ko control ma rakha chahiye nai to apko ziada loss bhi ho sakta ha qk jesy k apnay aek trade lagai a or wo loss ma ja rhi ha to us time apko market ka nai pta or ap emotions ma a kar trade laga dety ha jis say phlay wala or ya wala loss sath mil kar apko account zero bhi ho sakta ha islay forex ma plzz no emotions
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2040 Collapse

                                agar hum apny emotions ko control kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain theak say focus kar aky kam karnay main faida hota hay ye aik bohat acha business hay sahi say es business main mehnat karni chahiey tab he hum achi earning kar sakty hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X