Munafah ya nuqsan kaise hota hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Profit hasil karny k leye ap ko apni strategy ko weak se strong karna hoga. Apni learning ko increase karna hoga. apni mehnat ko demo pay test karain. apni mistakes ko behtar karain. apni earning ko sirf ik limit tak rahkain.
    Loss k leye jab ap learning k bina trade karo gay tu kamyab nahi hogay .es ko as a game lain gay tu phir b loss he hoga.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Ye aek business plat form hy yahan pe loss bhi hoga or nuqsan bhi loss hone se hamen ghabrana nai chaie or himat se Kam Lena chaie hamesha small lot Ka istymal or order period itna. Jitna ap us pe Shyam De skty hen greedy mat kten
       
      • #33 Collapse

        business me lose or profit dono hotay he isi tarh trading ek business he is me bhi lose or profit hota he jb currency rate bherta he to sell kerne se humay profit hota he per jb currency rate km huwa ho to hum usko sell karay to humay lose hota he is lia humay trading market value daikh ke kerni chahiye
        • #34 Collapse

          Forex trading Mein munafa us Waqt Hota Hai Jab market aap ki order ki direction Main Jaati Hai Aur aapko loss Aswath Hota Hai Jab market aapke order ki opposite direction main Jati Hai Is Tarah Se market Mein loss or profit hota hai aapko Sahi direction ka use karna padta hai Ta ki aapko munafa ho aur loss Na Ho
           
          • #35 Collapse

            ge han bhai hmein apne forex trading mein profit loss ko smjhna he aur hmein apne forex trading mein nuqsan se bachna hota he aur apne trading mein ihtiat se kam krna he aur hm apne forex trading mein market mein sahih wqt pr apne order laga kr acha profit hasil kr skte hien aur hemin apne forex trading mein market ko ache trah se analysis krna aur forex trading mein market ke trend ko follow krna lazme hota he phr hmare trading mein ache income hmein hasil hote he
            • #36 Collapse

              Ap agar kisi currency ko dusri currency k bary me buy kerte hain to ap is umeed se kerte hain k ap ki currency ki price us k muqably high ho gi to ap ko profit hota hai or agar kam ho jy to loss isi terha sell me ap tawoqo kerte hain ke ap ki price k muqable me kamzor ho jy gi to sell pe profit of buy pe loss ho ga.
              :1f607:جن کا بھروسہ اللہ پر ہو ہمیشہ کامیابی ان کی منزل ہوتی ہے۔:cool:
              • #37 Collapse

                Aslam o alikoun dear aap jab trade kry hain agr aap ke Trade Market kay hisab say teak hoti hai too aap ko profit hota hai aur agr aap ke trade Market kay against hoti hai too aap ko loss hota hai
                 
                • #38 Collapse

                  bhai ye to simple se bat hn ke apne 1 cheez buy i ab vo kuch bhi ho agar vo neche gya to apki cheez kio value down ho gae aur oper gae to apki cheez kide mand increase ho gae hn ye to simple hn :)
                  • #39 Collapse

                    Aslam o alikoum dear brother aap forex trading main demoo ka aik account use krain us main aap khud practical krain aap ko sab aa jaiy ga forex ka
                     
                    • #40 Collapse

                      ji haan bhai jaan aapne bilkul theek kaha hai jaby aap ki price a market aapke Wrong side par jati hai aap ko nuksan hota hai aapki Sewa Mein aati hai aapko profit Hota Hai
                      • #41 Collapse

                        dear forex trading ma humm pairs ko buy or sell kerty hai or ager humm na pair ko buy kia hai tuo ager oss ka rate kamm ho gia tuo hamm ko loss or ager up gia tuo hammy profit ho ga..
                        • #42 Collapse

                          yes brother asa he hay Forex market jeb up ya down hoti hay to profit ya loss hota hay aur asi hi market ki movement se hum profit ya loss hasil kertay hain ager hum ne kisi point per kisi currency ko buy kia aur market up ho jay to hum ko profit aur ager market down ho jay to hum ko loss ho ga ager hum ne kisi point per sell ko use kia ho to is k ult ho ga.
                          • #43 Collapse

                            jab market main movement hoti hai to kabi pairs up hote hain kabi down hote hian jis se humain market ki movement se profit ya loss hota hai or ye profit ya loss lot size ki base pe hota hai jitna bari lot ho gi us hisab se pips main movement ho gi or different pairs main different spread hota hai pairs main spread km hota hai or Gold main spread zayda hota hai.
                            • #44 Collapse

                              Bhai forex trading me nuksan to ho hi nai sakta hai nuksan hamesha tab hota hai jab ap jald bazi se kam lete hain agar ap aram aur sakooon se kam karen to apko nuksan ho hi nahi sakta hai aur capital acha ho to loss bilkul bhi nahi hota hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Forex trading market esy kam krte he just like estok exchange m share up and down hotay he isy tarha forex trading m b yahe hota he jb market up hoty he to munafa jb down hoty he to nuksaan hojata he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X