Koi daleel k sath bta skta ha forex halal ha ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Koi daleel k sath bta skta ha forex halal ha ?
    Dosto mera ap se question ha k me confuse hu boht se log kehte hain forex haram ha or boht se log kehte hain haram ha to muje smjh nhi arhi plz confusion door krain :(
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yar ye ksasa question ha ka forex halal ha ya haram mara bhai forex halal ha apni mahnat sa hi to kam kartra ho jab ap hod posts kar kar ka apna bonus brhata ho aor phr us posts sa sa milna wala bonus ki trading kar ka earning karta hoi to vo halal hi ha haram nhii
    • #3 Collapse

      forex aik hilal hai kyun kay haram main apko investment nahi kerni perti zyada yani kay ap thoray say paisu say buhat zyada kamatay hun lekin es business main ap apnay experience ilam kay tahat zyada kamatay hun kyun kay es main buhat zyada profit hunay kay chance hutay hai lekin buhat zyada loss kay bhi chance hutay hai lekin haram main loss kay chance nahi hutaya
      • #4 Collapse

        bhai yeh ek islamic baat hai or mai is mai ap ko koi suggestion or advice nahi de sakta q k mai koi mufti or ulma to nahi agar ap ko koi is baray mai information laini hai to ap online fatwa lai lain is baray mai jo ap ko ziada helpout hoga.
        • #5 Collapse

          bhai hum is me mehanet kar ke kam karta hu is me kam karne se hum kisi ka haq nehi kha ta hu aur is me profit aur loss dono hi majud hai to is leye mujhe lagta hai k forex tread business eak halal business hai
          • #6 Collapse

            mere bhai aap ka swoal sirf islame mere kheyal mein aap es kay leiy kise mufti say bat kareen wo aap es kay baray mein sahe bta sakta hay aap us mufti say bat kareen jo forex trading ko janta ho aur us ko jdded masael ka kwonladge ho
            • #7 Collapse

              bro daleel k saath to nai kyun k hum sub gunahgaar se log hain mera nai khayal k hum main se koi bhi aalim-e-deen hai. lekin 1 baat suni zaroor hai k jis business main loss ka element shamil na ho wo sood kehlata hai aur u know that k sood haram hai. aur ye baat bhi aap jaantay ho k forex trading main jahan profit milta hai wahan pe loss bhi hota hai phir is is hisaab se ye sood wala to na hua. baaqi aap yahan pe daleel maangnay k kisi aalim-e-deen se consult karo.
              • #8 Collapse

                main jahan tk janti hoon islam mein kaha gaya hai jis business mein loss aur profit dono hote ho wo business halal hota hai. aur forex mein tu profit bhi hota hai aur loss bhi tu mujhe lagta hai forex halal hai.
                • #9 Collapse

                  dost aap ka sawal buhata cha hai but main koi aalim ya muti nahi hon jo aap ko exact dalil don laken itna roor kah sakta hon k jo kam mehnat sa kia jay aur us main nafa aur nuqsan dono shamil hon yahi loss ka risk ho wo halal hota hai kion k yah Interest nahi hai yahan aap ko loss ka bhi risk ha
                  • #10 Collapse

                    mere bahi forex kye about mn apko dalleel sey to nhi bataa sakta kye forex haalllal hi ya haraam hi , mn itnaa hae khena chaon ga kye yahaa ap ko loss bhi hota hi oor profit bhi earn hota hi.
                    • #11 Collapse

                      bhai ap ke sawal mein ap ne haram dono jaga pe likh dia hai ,likin phir bhi ap sawal samakh agaya hai ,bhai forex trading halaal kam he kiun ke is mein ap apni mehnat se kam karte hain aur kisi ka rizk bhi nahi cheente.
                      FOREX PAK FORUM FOREVER
                      • #12 Collapse

                        Sir , yahan aik baat kehna chahunga ka fatwa zahir per lagta hay or ye kaam Hamaray Muftiyan e karam ap ko dafseel say samjha saktay hein hum koe aysi baat bol dein jis kis cheez say mutasadim ho to behtar hay k is k baray may kisi mustanad Mufti say sari tafseel bataein or phir is k answer lein.
                        • #13 Collapse

                          hun kyun kay es main buhat zyada profit hunay kay chance hutay hai lekin buhat zyada loss kay bhi chance hutay hai lekin haram main loss kay chance nahi hutaya q k mai koi mufti or ulma to nahi agar ap ko koi is baray mai information laini hai to ap online fatwa lai lain is baray mai jo ap ko ziada helpout hoga.
                          • #14 Collapse

                            kyun kay es main buhat zyada profit hunay kay chance hutay hai lekin buhat zyada loss kay bhi chance hutay hai lekin haram main loss kay chance nahi hutaya q k mai koi mufti or ulma to nahi agar ap ko koi is baray mai information laini hai to ap online fatwa lai lain is baray mai jo ap ko ziada helpout hoga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G ha mein yeh kahta hu kay forex aik halal business hy yeh koi frade wala business nahi hy is may hume wohi milta hy jo hum karte hain hum apni mehnat say money earn karte hain jis tara ap aik aam jiob karte hain usi tar yeh bi aik best job hy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X