Koi daleel k sath bta skta ha forex halal ha ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Sab say bari daleel ye hai kay "Islam mai har wo karobar haram hai jaha per hum sirf NAFAY kay shareeq hoon" forex business mai hum nafay or nuqsaan dono kay braber kay shareek hai tu ye business meri knowledge kay mutabiq proper halal business hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dear bhai forex halal ha ye app ko kis pagal ne keh diya ha kay forex haram ha jis kise ne bhi app ko ye kaha ha mujy to lagta ha wo to khud hi haram hoga ye to app ko bhi lag raha hoga kay pata nahi forex haram ha ya phir halal ha bhai app tenshn na le forex aik halal business ha
      • #18 Collapse

        mery keyal se yeh halal hai kuyu ke ap lose aur profit dono ke sath is ko krtey ho....me ney bohat se molvi ko trading krtey howa dekha hai baqi daleel ke sath to kehna mumkan nahi allah he bahtar janta hai...
        • #19 Collapse

          dosto yeh woh sawal hai ke jiska jawab takreebun sabhi log chahtay hain men apko is silslay men apki thori bhot confusion door kerskta hoon . actually haram buisness islami etbar se tab hota hai jab us men 1 sood shamil hojaye or number 2 jis edaray ke sath ap kaam kerrhay hain like banks or companies ya kuch bhi woh agay soodi karobar kerrhay hoon or apko profit milra hoo ager yeh donon chesain ya in men se koi 1 buisness men pai jaye to yh haram hojata hai ager forex men dekha jaye to loss or profit donon hotay ahin or aaj tak aisi koi stretigy nhi bnski jis men sirf profit ho or loss na hua hoo or is men just brokers third party ki trah kaam kertay hain hmain chahye ke hum muslim brokers ke sath join hojain takay yeh bhi pak hon or is buisness men bhi sood ka concept na rhay is silslay men hmara buisness hilal hojayga . or is ke ilawa mazeed confusion door kerna ke lye ap shi bukhari men a ik hadees check kerain jis men Allah ke mehboob Muhammad (PBUH) ne fermaya tafseer * woh buisness hi kya jis me nuksan na ho * so is se hmain pta chal jata hai ke buisness men loss hona zaroori hai werna woh sood bnjata hai .
          • #20 Collapse

            Forex aik halal business hy is may hume apni mehnat say profit hasil hota hy hum jitni ziyada mehnat karte hain hume utna hi ziyada profit hasil hota hy forex may koi frade nahi hy yeh aik real business hy and yeh all world may use ho raha hy.
            • #21 Collapse

              yes my dear ye ik halal buisness hai .jis kam ma profit k sath sath loss k chances b hun wo buisness halal hi go ga.jasa k hum janty hain forex trading ma na sirf hamain profit hota hai balky loss b hota hai or kbi kbi loss ki ratio profit sa ziada ho jati so ye is bat ko zahir krta hai k ye ik halal buisness hai.
              *** ThUnDer ***
              • #22 Collapse

                bhai main nay aik mufti sahib say masla pta kia tha kay invest ker kay profit hasil krna kesa hay to inho nay btaya jay muslims kay sath invest krna aur profit lena haram hay jubkay gheer muslims kay sath invest ker kay profit lena jazz hay so is lihaz say to trading bhe halal hay kuinkay is main bhe invest hoti hay aur is ko control gheer muslims ker rhy hain aur insta forex bhe russian company hay so mery khyal main to ye halal hay mazeed malomat kay laye kisi mufti sahib say contact ker lain
                • #23 Collapse

                  My dear friend i give you the right answer because i concern one aalim for such information and he guide me that forex trading business is halal business because there is both loss and benefits are in it.
                  • #24 Collapse

                    islam main jiss kaam yha pir jiss business main profit or loss 2no hain ho tu wo hallal hain . or jaha tha moji lagtha hain forex trading main loss be hain or is main profit be hain . pir forex hallal howa hain . likin app pir be kisi or si be is k bary main pocho lo
                    • #25 Collapse

                      g jnab forex halal hai jis kam main mehnat ki jati hai wo halal hota hai is main b ap mehnat karty hain pher ap ko success milti hai ager aop mehnat na kary to pher ap ko success na mily and na hi ap apny dreams ko pora kar saky is main ap apny dreams ko b pora kar sakty hain...
                      • #26 Collapse

                        main to yahi kahun ga k ye aik saf shafaf work hai is main koi juwa aur koi haram halal wali bat nahi hai is kia haram hai sub theek hai ap trad karty hai aur profit milta hai agr ap ko knowledge hoti hai to ap ko profit milta hai ye juwa nahi jo laga dia aur sahi howa to paise nahi to nuksan
                        • #27 Collapse

                          mera dil gawahi Deta hai k forex Trading halaal hai,Main Fatwa Denay Wala kon hotaaa hon magar ek choti Si baat jo Buhat bachpan main he Teachers nay batayi or samjhayi thi Wo ye hai K beta jis karobar Main loss na ho Wo haram hota hai... Forex trading bilkul hallaal buisness hai yahan par Profit or loss dono Equal hain or Saraa Kaam Ap Ko Apnaay Zehan Say apni Study or Experience k behalf par karna hai.
                          Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                          • #28 Collapse

                            forex is the freee and halal business and by the forex trade we will be make good and this is the best one for make good and this is the best one for make good and by the forex trade we will be make good and this is the best one for the all
                            • #29 Collapse

                              Friends dalele to nahi keh sakta ha ye to keh sakta ho k forex halal hai.ess may admi khood bahot qoshish karta HAI.admi ki time mehnat demagh or bahot quch karnta HAI ess waja say halal hota HAI.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Dear brother, forex aik hilal hai kyun kay haram main apko investment nahi kerni perti zyada yani kay ap thoray say paisu say buhat zyada kamatay hun lekin es business main ap apnay experience ilam kay tahat zyada kamatay hun kyun kay es main buhat zyada profit hunay kay chance hutay hai lekin buhat zyada loss kay bhi chance hutay hai lekin haram main loss kay chance nahi hutaya.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X