pis aur spead?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    pis aur spead?
    can anyone guide me about pip and spread what is diffrent between then because i am new in forex and i want to learn about forex koi guide kary mujy is k bary mein k kitny pip and spread trade lagaty waqt rakhna chayea agar 100$ investment banda kary
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Brother forex market me ek pip sub se choti value hoti hay yani pehli ikayi aur spread apko ko broker provide karta he yani jub ap trade lagate hen to aksar 3 pip k difference se ap trade open karte hen jo k apka mojuda loss hota hay agar ap usi waqt trade close karte hen...
    • #3 Collapse

      Jab bhe koi currency piar up ya down , ove kerta hy to oher us ki one pips ya zeada move bante hy our is ki bid ya ask value main jo difference hota hy us ko spread khety hain
      • #4 Collapse

        Spread wo hota hi
        jo bid or ask k darmyan ma fraq hota hai uss ko spread bolty hain
        and pip jo points hoty hain hain un ko pip bolty hain matlab eurusd ma 30 ponts ka spread hota hai
        un 30 points ko 30 pip kehty hain
        smjh gye aap iss trh sa 100$ k sath aap lot ko dkeha jata hai na k pip and spread ko
        • #5 Collapse

          gee bhai pip aik point hota he jaise keh hm koi pair buy krt hien 1.1010 pr aur kuch wqt bad us ka rate 1.1030 ho jata he to us ko hm kehte hien keh yh 20 pips up howa ya 20 point up howa aur spread alg chez he woh ask aur big ke frq ko kehte hien
           
          • #6 Collapse

            Bhae spread humery pass currencies ya ksii bhe metal piar ya koi bhe pair ho us main us ki bid our ask value main jo difference hota hy us ko spread khety hain our pips main market ki movement hoti hy koi bhe pair pips main move kerta hy
            • #7 Collapse

              gee bhai pip aik point hota he aur spread ask aur bid ke drmain jo diffference hota he us ko spread kehte hien aur hm ko apne trading mein investment se boht profit hota he jb hm apne trading mein learning kr ke apne trading ache krein ge aur hmein $100 investment se acha profit daily ho skta he
               
              • #8 Collapse

                pip ko easily aise samjha jaa sakta hai k jaise eur/usd ki price 1.2500 hai aor agar ye 1.2502 tak jaati hai to its mean k is ne 2 pip up move kia aor spread price ka wo farq hota hai jo k broker ka commission hota hai aor ye har broker leta hai chahe kam ya ziada
                • #9 Collapse

                  bhai 1.0098 ma 9 value pips hai 98 ko hum 9 pips read krna gya lakin is ediation ka last word point hai in ka last or saab words ko hum points ma read krna gya spread ik 1:200 ka mtlb 1 point pr 200 ka risk hai is ko low krna sa account full wash hona sa safe rahta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: pis aur spead?

                    yeh thread mai jo word ap nay pis likha hai yeh pis nahi PIP hota hai. pip ka matlub hota hai percentage in profit. yeh amoman tab use hota hai jab ap ko pata chaly kay jo ap nay trade open ki thi woh us ki start price or closing price mai jo difference ata hai woh pips ka hota hai. woh profit mai ho ya loss mai yeh matter nahi karta hai. or jo spread hota hai woh ap ko trading kay pairs ya commodities mai ap ko mily ga. us ka asan tareeqa hai kay jo ap kay samnay chart pay window bar mai price show ho rahi hoti hai buy ya sell ki un dunu kay difference ko spread kaha jata hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: pis aur spead?

                      forex trading ka busniess ek kamyab busniess hain forex trading main best learning kare forex trading main hard work kare agar learning strong hoti hain tu achi kamyabi mil skti hain forex trading main hard work kare forex trading main best learning karena parta hai forex main jaaab tak learning strong nhe hian tu kamyabi nhe mil skti hain forex trading karna must hain forex trading hard work kare regular pratice kare forex trading main learning nhe mil skti hain tu kamyabi nhe hain forex trading main best learning kare forex main best learning nhe hain tu kamyabi nhe hain forex trading main best learning karna must hain forex trading
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: pis aur spead?

                        forex trading main achy achy tradws big big loss kar rahy hain forex trading mainpartice kare forex traidng main learning ko strong karna parta hain Hamen trading sikhane ko importance Dena Hoga Uske bad hi Ham Kamyab ho sakte hainJitna jyada ho sake aur Kitni jyada ho sake mehnat karay ta k aap Kamyab rahain aur aap apne future ko strong Karen isiliye Jitna ziada ho sake apni mehnat ko badhaen Taki aapko Achcha knowledge Aur experience Hasil ho jaab tak learning strong nhe hoti hain tu earning kabi b nhe mil skti hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X