Kia Indicators hume loss se bachate hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    yes ofcourse. Indicator se hamen kaaafi faida hota he And Sb se pehle nazar hamari indicator pe he jati he, so i think inicator hamen kaafi had tk loss se bachane men madad gaar sabit hota he...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      jee bilkol indicator forex trading main ap ko loss sy bacte hai khoe ky indicator ap ko aik diretion bata ha jes waja sy ap apna tarde laga sakte hai sahi trend main.
      • #33 Collapse

        je nhn mare khayal main ye loss main aur dalte hain aur ap es main aur upset hote ho aur ap ko es main loss feel hota hai aur app ko es se buchna chahye phr ja k app ko es main feel hoga k app es main kama rahe ho muger ager app forex main loss par loss karte ja rahe ho tu app ko apne galtiyan dhondne chahye hain
           
        • #34 Collapse

          indicator kisi had tak kam kartay hayn magar hamay apnay indicatore hud bananay chahya aur choti choti pip per proit la lana chahya zayada profit ke lalach mayn ham thoray proit ko chore datay hayn aur natija yah nikalta hay kah ham zayada lose la latay hayn
           
          • #35 Collapse

            Forex trading me indicators sirf indicate karty hai.Loss say nhi bachaty.Some time ye misguide bhi karty hai.Jis ki waja say hamay loss hota hai.Indicatores bohat say hoty hai.In me ye ap ko check karna hota hai kay best kon sa hai..
             
            • #36 Collapse

              forex trading main indicator bohat he achi chez hain . agar app ko forex trading main ek acha experience ho tu app forex trading main kisi be indicator ko use kar sakty ho. or is main app use kar is main ek acha profit bana sakty ho . or is main app R S I indictor ko be use kar sakty ho
               
              • #37 Collapse

                Indicator ko ager ap indicator k rules k sath use karty hian tu ap ko indicator acha trend market ka bata daita hai.bhout sary trader complains karty hain k indicator se un ko acha result nahi mila ya un ka loss ho geya hai tu us ki basic reason yeh hoti hai k trader indicator k rules ko follow nahi karty.Behtar hai k trader indicator ko un k rules or achy time frame k sath demo account pay test karny k bad live account pay try karain gay tu un ko acha result milay ga.
                Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
                • #38 Collapse

                  yes i dont think so that indicators will help us in forex trading because there are lots of indicators and it does not give accurate results.
                  • #39 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: junaidkhan پيغام ديکھيے
                    Indicators say apko kafi faida mil sakta hai is say yeh pata chal jata hai k markeet ka rujhan by ya cell ki taraf hai ap ko is say kafi help mill jati hai ..
                    Bhai i think hume indicators se itna faida nahi hota me ne kafi use kiye hain indicators kam faida dete hain hume hume is se loss ziyada aur profit kam hota hai itna faida nahi dete hume indicators.
                     
                    • #40 Collapse

                      Indicator is liyai hotai hai kai woh market ki current situation ko previous situation sai match kar kai uski movement indicate karai. Yeh bilkul reliable nahi hotai and isi waja sai sirf indicators kai according trading nahi karni chaiyai. And yes sometimes they can save us from loss, but not always.
                      • #41 Collapse

                        Base on me i will say that any time that you are in this business it is very good for you to look for a way that you will use to control your daring by buying good indicator at all time
                        • #42 Collapse

                          ji bhai jan app ki soch bilkul sahi hay indicator bilkul humy lose sy bachty hay kiu k ye koi game to hay nahi iss li forex main indicator ka work boht acha hay oar humy in ko use b karna chay trade karny main in sy humy kafi malomat hasal hoti hay oar ye save b ya trade ka lia
                          • #43 Collapse

                            aap loss se bachey raho gey warna aghar aap work big lot size se karo gey to aap ko loss to ho hi jana hai to sirf low lot size se work karo aur earning karo market main. r app ko es main ye batate hai k app ne age kase recover karna hai aur app forex main kube be hardliner na ho jub be kisi be strategy aur planing par kam kar app ye dekho k app es main cool mind aur soft way se khailo
                            • #44 Collapse

                              han brother sometimes aisa hota hai kay indicator ki wajah say aap profitable trade execute karnay mein kamyab ho jatay han magar indicators har bar kam nahi kartay so aap ko proper learning bohat zaruri hai kyun kay aap hamesha indicators par depend nahi kar saktay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Mostly indicators right work nai kartay , ap william percentage ko use karin overbought or oversell situation find karny kay liye, es kay elawa ap trend line or fibonacci ko use karo ta k profitable trades ki jain.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X