Forex trading main hamara lot size bht matter krta hai kio k lot size k sath hi hamara profit ya loss depend hota hai likin hamain lot ka intekhab apne capital k hisab say krna chahye kio k trading main profit ya loss ka intekhab hamare lot size pay bht matter krta hai bht
Forex trading mein lot size bhi buht ehm hy lot size ka theek use kar k hum forex trading se acha profit earn kar sakty han aur jo forex trading mein new trader hoty han un ko cahaiye k wo kam se kam lot size ka use karain kiok agr ziada lot size lain gay tu agr loss hwa tu buht ziada ho ga is kam lot size use kar k trading karni cahaiye
mare khyal main humain forex trading k start main kem lot size rekhna chahie is trah hum kum capital se b trading ker sektay hain aur market ager hamari trade k against b jay to b hamara account wash ni ho ga aur phir jis trah se hamara capital big ho jay to hum is lot sizei ko b bra ker sektay hain aur is se ziada profit earn ker sektay hain.
Forex trading businees mein trading lot size se hi ki jati hy aur volume use kiya jata hy forex trading mein new trader ko kam se kam lot size se trading karni cahaiye is se ye ho ga k agr ap ko profit kam ho ga tu ap loss bhi kam ho ga is liye kam risk se trading Karna new trader k liye acha hy
new traders ko lot size kam se kam rakhna chaye aor money management ko samajhna chaye taa kaap achi trading kar sako aor apni aor apne se related logo ki life ko behter bana sake is liye foerx ko learn kare
Market mauly investment krny sa ohjy ap ko chiye k ap aoni laye ak auchy say wali lott size tarteeb kar layen k ap is say kitay wali amount ko earn karna chahry han or is say ap ko kaya faida ho ga
Agr ap ne 20$ investment ki he aur leverage 1:1000 lia he to ap maximum 20000$ ki trade open kr sakte ho mager ap is me se percentage lagao ge ta k ap k pass margin bach sake. Farz kren ap ne 20000 pe. 01 percent k sath trading open Kia he to resultant 2$ ap ko single pip move krne per faida ya nuqsan hoga. Lot size ap ki asal trade opening amount ko zahir krta he.
ap nay forex market mai jab bhe lot size select krna hai tou ap money management ky rules ko follow kray gy. tou ap es mai durast lot sizew select kr sakty ho. es lye ap es market mai lot ky lye money management ky rules ko follow kray.
ji thanks aap n mujhy kaam ki information di hai sahi kaha aap n spread 0.01 se le kr 1.1 tak aur bhi zyda le sktay hain aur jis se account mein jo raqam huti hai ussi k mutabic lot ka intikhab krtay hain aur jiss humy faida huta hai.
bilkul lot size mere hisaab se iss tarah hona chahiye k 100 equity tak app 0.01 use krain 200 par 0.02 aur 300 par 0.03 and so on...ye money management ke rules main se sab se important rule hai iss se apke loss ke chances kam hotay hai mean loss hota bhi hai tu account wash hone ka khatra nhi hota lihaza practice and practice to gain profit