Patience(saber) zururi hey forex trading may kia..?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Patience(saber) zururi hey forex trading may kia..?
    Forex trading may kia saber karna zururi hey akser trader patience ka muzahira nahe kartay jis say loss ho jata hey.
    East and west....Pakistan forex forum is best..:cool:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    je haan ye boht important cheez hai forex main app ko passions hona chahye hai kiu k es main ager app ko passion nhn hai ut app phr boht loss karoge aur app ko es main nuksan hoga so forex trading main app ka passions hona boht zarori hai aur app es main kafi had tak kamayab be sakte ho es tarha
    • #3 Collapse

      yes patience is must for big earning. slow slow ap bht earn kr skty hain baghar is k keh ap jldi main loss kr dain.
      • #4 Collapse

        je han bhai es main sabar karna bahot zaruri hai kun kay jaldi main koi kaam theek say nahi hota hai es lay haam ko es main sabar say kaam layna chahya kay aur thora thora kaam karna chahya ya hamary laya bist hai
        • #5 Collapse

          yes it is a very important factor in any business aur phir forex tau kafi mushkil ha i thnk ye time mangta hai aur aaj kal log itnay free nahy hoatay k wo kuch zada dyr ek jaga beth kr koi kaam kr layn es liay agr hum ko forex main trading kar k kamyaab hona hai tau hamyn sabr se kaam karna hoga aur tikka k mehnat karna ho gy
          • #6 Collapse

            G han , sabar boht zroori hai FOrex trading me agar ap kamyab hona chahty hain to kyun kay Forex me aksar esa hota hai kay long trading me hafta hafta wiat karna parta hai tab ja ka aik acha profit hasil hota hai, agar sabar na kia jae to loss hone kay chances bh hain.
            • #7 Collapse

              yes i think patient is very important for trading and i think i have little experience with this program. But it looks just like price action technique. If any body mature investor describes the same, it will be very beneficial for the beginners...fair.
               
              • #8 Collapse

                yes dear isy ap risk management bhi keh sakty hay patience tab apke andar a sakta hay jab ap apny account balance ko made nazar rakhty howe apna trading volume 0.01 se big na rakhe to phr ap achi tarah trading kar paye gay or ap happy hn gy.
                • #9 Collapse

                  jee bilkul jitnee zarooree knowledge aur experience hai utna he zarori saber hai kyoonkeh sabrokanaat ek saath hua kertay hein is liyay saber kernein wala kamanein ko lootnein per terjeeh detay huay zyaada profit ke khwahish mein apna loss her giz nahin karay ga.
                   
                  • #10 Collapse

                    jee haan Forex Trading Main Sabaar say kaam lenaa parta hai yahan jaldi Karnay Wala moun K bal Girta hai...Waisay main samajhtaa hon k Aap Agar sabar ka damaan hath say na Chorain Tou Aap eek Kamyaaab Forex Trader ban Saktay hain
                     
                    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                    • #11 Collapse

                      forex trading may hamay sabar say kaam lena hoga werna hamay buhut loss hojaiga kio k may nay sabar na kerne ki waja say es business may buhut loss suffer kia hay.agar ham sabar say kaam laingay to buhut profit kama saktay hay.
                      • #12 Collapse

                        G han bhai forex me sabar bohat lazmi cheez hai agar hum sabar ke sath trading karte hain to hum acha profit earn karne ke qabil ho sakte hain agar jald baazi karen ge to loss me aa sakte hain.
                         
                        • #13 Collapse

                          g bikul hr km ma patience bht zarure ha khas tore pa forex ma kue ka ya bht risky business ha gr ap patience nae hon ga to ap ko easily loss ho jaye ga
                           
                          • #14 Collapse

                            han jee bikul aap ki bat thek hai main samajhta hon k forex main sabar buhat ahmiat rakhta hai aagar aap k pass knowledge hai aur experience aur sabar nahi hai tu aap is ka loss utha saktay ho aur greed kar k yah kahin jazbat sa kam la kar nakkam bhi ho saktay ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ji bhai aap ko sabar rakhna chahie hota hai trading ke muamiley mein kiun ke zyada tar trading jaldbazi mein orders apne jaldi close karte hain aur zara si der sabar nahi karte jis ki waja se un ke haathon se profit chala jat hai.
                               
                              FOREX PAK FORUM FOREVER

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X