Doji aur Doji dragonfly
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    apne sach men big knowledge share ki hai jo hum sab traders k leye boht ziyada ahmiyet rakhti hai aur as se knowledge se hum market k trend ko boht ache se smajh skte hen aur as information se trade men acha profit bhi ker skte hen very nice
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      great knowlege share kia kah ye doji or dji dragonfly ka cheez hey or kis tahran hum forex trading may ais say use kar saktay hain or ais say market ki changing beh hum easiy deterimne kar kay forex trading kar saktay hain or ais ka symol bhe mujhay pata chal jata hey "T" aye ga.
      East and west....Pakistan forex forum is best..:cool:
      • #18 Collapse

        very informative thread about doji and doji dragonfly. these signs can help us in analyzing the market. jaisay hi humein dogi sign nazar aye to hum uss se andaza laga saktay hain ke ab market bullish jaye gi ya bearish jaye gi. very helpful sign for us to understand the market.
        • #19 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: khklive پيغام ديکھيے
          ji ap thek keh rahe hai doji aur draganfly doji dono trend reversal ko show krte hai, market kyo ke extensive move ke baat reverse hoti hai agr market pehle downtrend mein thi tu ab wo trend change ya reverse kre gi jo ke bullish hoga aur is reversal trend ko identify krne ke lye hum doji ya dragonfly doji ko identify kr ke trade krte hai
          Bhai, sirf dragonfly doji ki baat kar raha tha may, keh is ki formation ka matlab yeh hota hay keh market trend change kar rahi hay, jab k doji to neutral hoti hay, is ka matlab trend k continue hona bhe hota hay aur neutral bhe.
           
          • #20 Collapse

            Every new trader can join in Forex market very easily. It is so easy process. At first new trader need to open an account then they are practice in Demo account. Here they can learn more important thing about Forex business. Then they ar
            • #21 Collapse

              doji candles ko agar really me candlesticks pattern ko study kar kay in ko samjha jay tu kafi information mil sakti hai is kay bary me or ye bohat important or profitable candles hain or aksar pury ka pura trend bhi reverse kar deti hai or trend continuation me bhi aksar help karti hain. Inki base par hum market se buy ya sell ka decision bhi le sakty hain.
              • #22 Collapse

                Bhaai yeh jo aap ne thread lagai hy bohat achi and informative thread hy.. but mein aapko yeh baat bata dun ke forex ki jo market hy uskas koi bharosa nahi hy because bohat bar aesa hota hy ke hum analysis kuch or kerte hein or trend kuch or position mein move kerta hy..
                Dont Spam The Forum.. ..

                :(I hate Spammers..:(

                ;)Make Bonus Of 200 USD;)
                • #23 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                  Dosto is thread may mai ap ko yeh batana chahta ho k doji kia hay aur doji dragonfly kia hay, is say ap bohat asani say trend k change honay ka pata chala saktay hain, is ki pehchan yeh hay keh yeh ksi bhi shakal may ho sakta hay, yani yeh christian k cross jaisa bhi ho sakta hay, ulta cross bhi ho sakta hay, plus k nishan ka bhi ho sakta hay, aur yeh aisa bhi ho sakta hay k candle k last may english word ("T") jaisa bhi ho sakta hay aur ulta "T" bhi ho sakta hay, yeh hota jab hay jab candle k starting price say lay kar candle move karti rahay lakin candle close usi price par ho jis par open hui thi ya phir thora bohat faraq ho. jaisa keh is picture may dikhaya gaya hay.

                  [ATTACH=CONFIG]115[/ATTACH]

                  Doji say to yeh pata chalta hay k next candle shayed big movement wali hogi, lakin jaha par doji dragonfly ban jati hay to us k baad jo candle banti hay wo ziada tar trend change honay ki nishani hoti hay, agar yeh bullish market may banay to market bear ho jati hay aur agar bear market may banay to next candle lazmi bull hoti hay.
                  اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                  aj aik aur doji ka pattern mila to ap logo k sath share kar raha ho, aur ap dekhain k gold may kis tarha say doji create hui aur kaha par may nay sell ka order place kia, is picture may mulahiza farmaye.

                  [ATTACH=CONFIG]134[/ATTACH]

                  Is picture may mazeed dosray indicators ki madad bhi li gai hay, ap un par bhi ghor karain.

                  Sir Ap ki Thread itni useful hai k main nay isay Sirf buhaat Saray newbies Bhaion K liye Qoute Kiyaa hai k unhain Pata Chal sakay K Candle Stick chart patren Main Doji Candle kya hoti hai or is Say Faida Kaisay uthaya jaa Saktaa hai,sir Main Tou Waisay bhi doji k intezaar main he Rehtaa hon...Specialy jab 1 H k Chart par koi Doji banti hai Tou Market main Waqti Toor par Trend change ho jataa hai or Agar Aap ki Thread ko baghoor Study kiyaa jaye Tou is Say Faidaa hasil KArnaa buhaat Asaan hai
                   
                  Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                  • #24 Collapse

                    dear me forex me new hon aur abhi learning kar raha hon apne jo information de hai wo mere liye boht important hai aur mughe is se faida hasil ho ga
                    • #25 Collapse

                      Good article. We are accept the style. You summarize your topics quite perfectly. Thank you for that great data buddy.
                      • #26 Collapse

                        Nice content. I am believe the voice. Anyone explain your topics really very well. Thank you to the nice facts close friend.
                        • #27 Collapse

                          Doji agar top level per ho to reversal show karta hai aur is tarah down side per ho support per to buy trend show karta hai. Is tarah Doji morning start aur dogi evening star b reversal patterns show karte hain.
                          • #28 Collapse

                            Good document. We are accept your current tone of voice. A person illustrate this subjects really very well. Thanks a lot to the pleasant data buddy.
                            • #29 Collapse

                              Candle stick ki kafi sari types hain or forex main in par anylysis karna boht ziada zarori hay Abdullah bahi ap ny kafi acha explain kia hay doji aur doji dragon fly kay bary main
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                sir aap ka thread buhat hi informative hy,es meen aap ny naheiet hi aasan lafzoon meen samjhaya hy, es sy mujhay oor meray jaisay buhat sy newbie faida hasal kur paeen gy,aap ky mazeed threads ka intazar rahay ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X