analises kya hy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    jnb agr ap trding ka analysis krna chhte he tu ap ku forex m technical analysis ku hi krna chhye jis se ap apni trding zyada bahter bana pye gey aur apki earning bhee achi hu gi jis se ap trading krney m chand din me success hu jao gey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Analyzes se ham ko pata chalta hai ke market ne future me kis side ko move karna hai is liye ham ko analyze karne ke bad hi trading karni chahiye ta ke ham ko loss bilkul na ho aur profit hi profit ho.
      • #18 Collapse

        Rozana forex mn enter hony k bad hmara analysis kia jata hai jis se ye maloom kia jata hai k market ka rujhan kis trf h or trading kis hisab se chal rai hai jis se forex mn loss or profit ka pta lagaya jata hai
        • #19 Collapse

          Forex mai 2 tarha k anlaysis hoty hain ik fundamental hoty hain or 2nd Technical Analysis hoty hain. Fundamental mai ap apny pair ki news ko daikhty hain k news kiya a rahi hai or market ka trend kiya hoga. or Technical mai ap lines ki madad se guzray sal or anay walay time mai kiya ap ka pair kar sakta hai woh daikh k trend ka andaza laga skaty hain.
          • #20 Collapse

            Meray khayal sw to sab se best analysis humain insta forex ki web site pe experts se milty hain qk un mai sab qualified loog hootay hain jo market ko fully understand kar hi humain analysis daity hain aur85% analysis perfect hoty hain jinse bht se loogoon ko faida hoota hay
            • #21 Collapse

              Re: analises kya hy

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Uzairmemon
              analysis kese kerte hai aur sahi tareeqa konsa hai
              Analysis 2 tarha ky hoty hain. 1 hoty hain technical analysis ap ko es mai chart ki madad se or indicator ko use kar k market ka trend daikhna hota hai or long term or short term k leye ap time frame ka use karain giOr 2nd hoty hain Fundamental analysis es mai ap apny trading k related pair ki news ko follow karty hain or news ki base pay he market ka trend banta hai.
              • #22 Collapse

                Re: analises kya hy

                Technical analysis mai ap ko chart pay jo meta trader 4 main show ho raha hota hai indicator ko waha pay use kar kay us ki value or phir candle ya bar kay sath trend lne ko find kiya jata hai jis se ap market ki movement ka andaza kar sakty hain jab kay fundamental analysis mai ap ko news ki madad se daikhna parta hai kay ap kay pair ki currency strong hai ya weak.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: analises kya hy

                  Analysis kisi market ke edition karne ke liye use hote Hain yani ke agar aapko kisi chij Ka andaza lagana hai uska analysis karke uske direction ka karya Kiya ja sakta hai agar aapko market kaise nahin kar sakte lekin ek Jani ke andaza lagana hota hai kya market ki ya ho sakti hai kya kar sakti hai to isliye uski jaanch per balco market mein analysis kahate Hain aur analysis ko profit ke liye bhi use Kiya jata hai.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X