Knowledge and Capital
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: Knowledge and Capital

    ap kay pas capital hai or knowledge nahi hai tu ap kay capital ka faida nahi hai. ap kay pas ager knowledge hai or ap kay pas practically experience nahi hai tu us ka be faida nahi hai. ap kay pas lazmi knowledge kay sath experience ka hona zarori hai yeh sub cheezain ap kay pas hogi tu ap apny capital ko sahi use kar sakain gy esleye koshish karian kay ap apni trading mai apny experience ko gain karain.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: Knowledge and Capital

      Eshwaramba posting karne se aapko bol bhi milta hai ya nahin ke aapka capital bhi badh jata hai aur sath mein aapko trading ki knowledge bhi hasil Ho jaati hai isliye is form per sabko chahie new traders ko ke yahan aaye aur yahan per trading Karen aur apna kitni jagah Hain aur sath mein is form se knowledge hasil karke apna carrier banaen.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #48 Collapse

        Re: Knowledge and Capital

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Danish111 پيغام ديکھيے
        Mry knowledge sy ye kam bht acha ha aur is me struggle b ziada ha jis ki waja sy hmen bht bonus mil skta ha
        Capital sy murad ap ki woh amount hai jo ap nay trading mai invest ki howi hai ya ap nay deposit ki hai trading karny kay leye. or knowledge sy murad yeh hai kay ap jo knowledge hasil karty hain us ko apni trading mai use kar sakain. lekin issue yeh hota hai kay jab ap apni trading mai knowledge ko use karain or ap us ko practically use nahi karain gy tu ap ko bad mai us sy loss ho ga esleye knowledge kafi nahi hai us ko practically use karain.
         

        اب آن لائن

        Working...
        X