Strategy of Fibonacci tool
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    dear main new hoon or boht shoq hai k koi shakhs aisa mily jo sikhaay. abi to main ny thora boht jo strategy seekhi hai ya kahoo k kisi k kehny sy apply kr k dekhi hai wo hai scalping or is sy profit b banaya hai. agr sachi baat poocho to is k ilawa koi strategy nahiin aati agr koi sikha skay to mujh sy rabta krey thnkx.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Sir ye mr fibo ka hisaab Aaj Tak Mujhe Sahi Say Samajh nahin Aya Magar main phr bhi koshish karta hon is ko Samajhnaay ki Sir long term Tradeya Short Term Trade Main Mujhe Sirf eek indicator Samajh Ayaa hai jo hai Trade Asstnt...Buhaat Zyada helpfull hai simple hai Easy to use hai..math Say main Waisay he jaan churataa Thaa magar Mr Fibbo nay mera pechaa yahan bhi nahin Chora :P
       
      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
      • #33 Collapse

        Fibonacci strategy kafi useful strategy hoti he agar hum is ka use theak tarha se karin or sabar se trading karin jab fibonacci use karin to hum wait karin os kay right time ka agar during using fibo hum wait nai kartay to pher hum sub trading bekar jati he.
         
        • #34 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Qaiser4u007 پيغام ديکھيے
          Sir ye mr fibo ka hisaab Aaj Tak Mujhe Sahi Say Samajh nahin Aya Magar main phr bhi koshish karta hon is ko Samajhnaay ki Sir long term Tradeya Short Term Trade Main Mujhe Sirf eek indicator Samajh Ayaa hai jo hai Trade Asstnt...Buhaat Zyada helpfull hai simple hai Easy to use hai..math Say main Waisay he jaan churataa Thaa magar Mr Fibbo nay mera pechaa yahan bhi nahin Chora :P
          Yar bohat asaan see cheez hay, is may jo numbers nazar atay hain un ko dekha karo keh market un say kareeb hay ya door hay, market ka trend kia chal raha hay, bullish hay ya bearish, phir yeh dekho keh agar market continuous chal rahi hay to 61% ko cross to nahi kar rahi, yaha par break out check karo, ziada tar market yaha say retrace karti hay, aur reverse hoti hay, aur 23% tak jati hay, is ko ap broken leg ki strategy bhe keh saktay ho jo may ap ko bata raha ho.
             
          • #35 Collapse

            fibonacci aik acha tool hai mujhe khud abhi pata chala hai is tool ke bare main.mai apne chart per RSI OSILATOR aur MACD ke indicators use kerta ho.lekin phir bhi mujhe loss ho jata hai :@.kyun ke ye sare sirf tools he hai perfect strategy apne khud banane perte hai.
            • #36 Collapse

              I read your thread most carefully and It is evident from your thread that it is best strategy for all of trader but first all we need to learn what is fibonacci tools and how can we use it in trading.
              • #37 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Kashif
                Nice thread Abdullah and Toxic. Or me is bat se sehmat kerta hn k agar ham fibonacci retracement use ker rhe hen to phir hame fibonacci fan ki zarorat nahi parti. or ye bat b sahi hai k mostlt traders retracement he use kerte hen. Mene b kabhi esi strategy bnai nahi just parha hai. Now i will try this strategy
                Brother, sirf fibonacci tools ko he agar ap proper use kartay ho to phir ap ko ksi aur tool ya indicator ko use karnay ki zaroorat nahi hay, fibonacci sirf aik tool nahi hay, is may fibonacci retracement, expension, fan aur arc shamil hain, agar ap sirf yehi saray tools seekh lo to ap market ko achi tarha say analyze kar saktay ho aur support / resistance ko judge kar saktay ho.
                 
                • #38 Collapse

                  you are telling very good strategies and i like your work for new member and i hope you will help us in future as well and i am thankful for these nice threads the strategy you are telling is really good and we can use it as in live trading as the way of earning and i think trading strategies are very good and we need to apply them to check the performance of them
                  • #39 Collapse

                    mere dost aap ka buht hee shukria k aap nee hamary leyeh is forum main buht see malomati khabrin post ki hy or hamin in se buht fayda bhee hasl hota hy or experainc main bhe izafa hopta hy gee
                    • #40 Collapse

                      I do think Time frame is an integral part of forex currency trading. Nice twine brother. The information a person provide in your twine is really critical inside forex trading. I hope every single forum new member is going to be very happy to view the information's.
                      • #41 Collapse

                        ye ek bhot he achi aur kaam karnay wali strategy hai hame is pay tawajo deni chahye aur is ko sekhnay ki koshish karni chahye tab he hum ek achay trader kehlanay k kabil hon gay.
                        • #42 Collapse

                          my partner and i concur almost all reviews fibonec startgy is most beneficial startgy haya sluggish haya par faydy mand bh to be able to haya dayer sony ericsson par revenue acha mel jata haya can be startgy me personally me personally market ko continue to be me personally thora moment zaror lagta haya.
                          • #43 Collapse

                            yar bari ajeeb ajeeb cheezain hain ic forex k software me koi mjy b sikha do yar wsay i ipriciate bhai k apne itni mehnat ki our humain ye btaya k kis tara hum behter taikay say trade kar sakty hain
                            • #44 Collapse

                              My partner and i understand your own thread nearly all cautiously and it's noticeable from the thread that it is ideal technique for most of broker but 1st almost all we should study what is fibonacci instruments and also just how can we all work with it inside investing.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Fibonacci indicator market ki retracement pe trading karny ka aik bohat hi acha tool hai or mostly ye higher time frames per use kia jata hai. Bohat sari signal provider companies isi indicator ko use kar kay signals banati hain. Agar hum market me manually support and resistence levels ko market Karen gay tu bohat mushkil hogi or wrong marking bhi bohat hoti hai magar ye indicator apko automatically levels of support and resistence marking kar deta hai jis se humen trading karny me bohat asani hoti hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X