stochastic and macd strategy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    Yeh indicators ap nay yahan share kr k new trading krnay walon ki bohat help ki hai. Yeh aik bohat informative aur kamal ki posts say taulaq rakhta hai. Kam krty hovay bus lalach ki taraf nai jana paisay apki taraf tb khud hi aana start ho jaien gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      waisa mene to kabi stochastic par kabi kam ni kia lekin mane MACD use kia hay ,,, macd indicator kafi best hay or ya apko ak fresh and new direction daita hay market ka jis ka mutabik ap trade laga kar profit kar saktay ho market say .
       
      • #183 Collapse

        han g mere bahi app ki stregry bhohat achi hai app key es streagry se hamain bhohat faidha ho sakta hai or aisi stregry hamain zaroori shere kerni cahiaye key tak new user jo hain un key liaye bhohat acha faidha ho sakaey or wo acha khasa earn ker sakain .......
           
        • #184 Collapse

          Sir pichli strategy ki tarha ya bi umdha hay laykin yahan par bi aap nay indicators ya charts ka zikar nahi kiya or iss kay sath sath kiya koi aysa indicator bi hay jiss par haam 100% yakeen kar saktay hane kay ya ham ko loss nahi day ga.
          • #185 Collapse

            thank you bhap aap nah ye strategy hamary sath share ki .main iss ko demo per zaror try karonga or phir aap ko feed back donga .main bhi rsi use kar chuka honn same waymein over sold and bought mein acha hai
            • #186 Collapse

              Our trading fellow thanks a lot k app ny itne ache strategy with example our pic k sath humery sath share ki hy jes k mutabik hum trading ker k acha profit short time frame py earn ker sagty hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #187 Collapse

                Re: stochastic and macd strategy

                اصل پيغام ارسال کردہ از: aqeelfhr پيغام ديکھيے
                Yeh indicators ap nay yahan share kr k new trading krnay walon ki bohat help ki hai. Yeh aik bohat informative aur kamal ki posts say taulaq rakhta hai. Kam krty hovay bus lalach ki taraf nai jana paisay apki taraf tb khud hi aana start ho jaien gay
                Dear ap ki postsy lag raha hai kay ap in dunu indicator kay baray main nahi janty hain tu main ap ko bolo ga kay ap start mai just MCAD ka use karain. ap es ko time frame pehly chose karain or phir us kay bad es ko apply karain gy tu ap kay pas 3 lines ayain gi aik line green, black or red hogi. ap phir es mai values ko set karain or apny pair ko daikhain kay kaha woh es ki lines ko break karti hai tu jab lines break hogi tu upar wali side pay tu it means market over bought ho chuki hai or neechy hogi tu over sold ho chuki hai.

                اب آن لائن

                Working...
                X