stochastic and macd strategy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: roomat پيغام ديکھيے
    boht achay bhai jaan. lekin masla ham jesy new comer ya jo abi learning start kr rahy hain un k lye hia wo aisy k hamein jab is market ki kisi indicator, strategy ho charts etc etc ka basics he nahii maloom hum aap ki bat ko samjh ni sktay to i think classes type thread start karein jo sb parhein or step vice seekhty jayein.
    Brother, jab newbie ko strategy ka pata nahi hay to un ko chahiyay k is section k bajaye ibtidai forex trading k section may ja kar learning karain, forex ki taleem k section may ja kar reading karain, aur phir is section may aa k comment karain, aur relevant comment karain.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      then we should use this strategy if you have used this strategy for many times and i will test it first demo trading and then i will use it at real trading and i think as you are saying then i think loss chances are less and more chances to earning and i will 100 % use this strategy and i will earn if the loss chances are less and more to win
      • #18 Collapse

        bhai jaan main is forex market main khud new hoon or seekhnay ki stage main hoon abi tak to market ki move samjhny ki try main hoon lekin strategies ki stage main enter he ni hoa. or ye strategy ya chart jo aap keh rahy hain ye alfaz he ooper sy guzar gye jab seekhon ga zaroor discuss karoon ga.
         
        • #19 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: roomat پيغام ديکھيے
          bhai jaan main is forex market main khud new hoon or seekhnay ki stage main hoon abi tak to market ki move samjhny ki try main hoon lekin strategies ki stage main enter he ni hoa. or ye strategy ya chart jo aap keh rahy hain ye alfaz he ooper sy guzar gye jab seekhon ga zaroor discuss karoon ga.
          Yaar bhai, jab ap ko is ka pata nahi hay to phir comment kar k apna waqt kyo barbad kar rahay ho? is k baray may knowledge gather karo, jo may nay first post may likha hay wo kia kam hay tmharay lye? urdu may likha hay, usay parhtay kyo nahi ho? samajhtay kyo nahi ho? relevant sawal kyo nahi kartay, learning karo gay to sawal khud say nikal kar aye gay.
           
          • #20 Collapse

            Indicaters hamre liye bht ziada fiady ka sabab hain, aur bhai thanks apne yeh information humse b share ki, aur bhai jan is main apne jo circle laga kr wazeh kiya hai usse b kaafi kuch samjh agya hai.. aur trade k bary main mazeed kaafi kuch pta chala hai ap assi cheze humse share krty rha kary sab k liye fiadamand hain
            • #21 Collapse

              Nice info. Indicators are usually your useful friends within dealing. MACD will be the most useful ones. Thanks greatly for your sharing as well as talk. Relation.
              • #22 Collapse

                ye strategy k lye hamaray pas agar capital thora zyada ho to acha ho ga ku kis pay hum bina capital k kuch khas investment nahi kar saktay hain.
                • #23 Collapse

                  dear amughal agar ap ko achi tarha samajh aa gae he to very good. new traders ko sab se pehle trading seekhni chahiyay os k bad advanced strategy seekhni ho gi. jo nhi samajh skta woh basic forex ki ashnaae hasil kare phir bat bane gi
                  • #24 Collapse

                    In indicators mai kab kabi trading karni chaiye? jab rates barh rhy hote hain to sell kar deni chaiy? mje kuch log kehtay hain ke jab rates high ho rha ho to cheez ko buy krlo or jab rates kam hone lagae to foran beech do. Halanke mere khyal se kam iske bilkul opposite hai jab Rate sasta ho to buy krna chaiye or ziada hone lage to sell kr deni chaiye. Ap logon ki kia raye hai is baray mai?
                    • #25 Collapse

                      Stochastic oscillator warning and also moving common convergence divergence are usually most straightforward methods for employ nevertheless I might like it's consequence simply 70%. with a couple simple arranging with one of these warning are victorious with buying and selling.
                      • #26 Collapse

                        alaa info bhai jan thanks for sharing next b hum say esi cheezain share kiya karain hum new hain ap logo say he seekha ha yahan a k our kafi had tak ab samj any lag gai hay
                        • #27 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                          dosto, in dono indicators ki madad say ap apni strategy build kar saktay ho, yeh dono divergence walay indicators hain aur dono ki divergence ki base par hi ap achi trade entry kar saktay ho, us k lye ap ko ziada kuch nahi chahiyay, sirf ap M15 ka time frame use karo gay aur jaisay hi dono indicators may divergence dekho to usi waqt ap entry laga do, yeh strategy may nay bohat dafa use ki hay aur almost 90% kamyab rehti hay.

                          [ATTACH=CONFIG]119[/ATTACH]

                          is picture may ap ko aik example dikhai hay divergence ki, jis ko may nay circle say point out kia hay, ap bhi dekhain.
                          Ap ki strategy bohat shandar hay, lakin masla yeh hay keh yeh dono indicators he thoray problematic hain, yani yeh zaroori nahi hay keh stochastic oscillator 80 k baad move kar jaye, even 90 k baad bhe turn nahi karta, to aisi sorat may kia kya jaye?
                          • #28 Collapse

                            new stradegy mene dekhi hai ye but isme ye hai k pata nahi lagraha hai k market kis taraf jayegi iska samjah nahi aya hai baqi indicators ki madad se hi hum sahi kamyab hosakte hai oherwise nahi aur forex study honi chahiye hume.
                            • #29 Collapse

                              ji aap ny buhat hi achi information shre ki hy, meen es ko istamal kur chuka hoon, ye buhat hi achay indicators heen en ko istamal kur ky manasb earning hasal ki ja sakti hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                                dosto, in dono indicators ki madad say ap apni strategy build kar saktay ho, yeh dono divergence walay indicators hain aur dono ki divergence ki base par hi ap achi trade entry kar saktay ho, us k lye ap ko ziada kuch nahi chahiyay, sirf ap M15 ka time frame use karo gay aur jaisay hi dono indicators may divergence dekho to usi waqt ap entry laga do, yeh strategy may nay bohat dafa use ki hay aur almost 90% kamyab rehti hay.

                                [ATTACH=CONFIG]119[/ATTACH]

                                is picture may ap ko aik example dikhai hay divergence ki, jis ko may nay circle say point out kia hay, ap bhi dekhain.
                                Thank you For this strategy, ye method me ab demo pe apply ker k trade kiye karon ga or is ko demo pe trade ker k test karon ga is k anda kuch changing b kerna pari to ker k ap k sath 1 perfect system share karon ga inshAllah....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X