Chart strategy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Aap logo ko allah ka shukar ada karna chahiyay keh ap logo ko itni saaf urdu may itna kuch seekhnay ko mil raha hay, ap log agar koi problem face kartay ho to ap log mujh say question karo, agar may jawab na do to koi aur day ga, question karo gay to samajh aye ga na, sirf yeh keh dayna keh mujhay samajh nahi ai, is say kia hoga?
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      It is is full informative thread but I cannot under stand the chart stratgey so far. please guide me about detail chart strategy so I learn this startgy.
      • #33 Collapse

        ji ap ney jo strategy batayi hain chart k barey main mujhe ye zara mushkil lag raha hain for newbie k liye kyun k wo ye nahi samj paye gey k ye ye hota kese hain ..baki ap ney bataya hain chart k barey main wo pro traders use karty hain aur kafi profit karty hain ...
        • #34 Collapse

          main pehle to aik house main kaam krta tha jahan par mera kaam logon k account smbhaalna thay. wahn pr meray boss aksr charts ka use krtay thay or wo aksr is ko itny achay sy krtay thy k un k analysis boht he aala hota tha. pr main seekh nahin saka. pr ab seekh raha hoon. in sha ALLAH jald he seekh loon ga.
          • #35 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: roomat پيغام ديکھيے
            main pehle to aik house main kaam krta tha jahan par mera kaam logon k account smbhaalna thay. wahn pr meray boss aksr charts ka use krtay thay or wo aksr is ko itny achay sy krtay thy k un k analysis boht he aala hota tha. pr main seekh nahin saka. pr ab seekh raha hoon. in sha ALLAH jald he seekh loon ga.
            Bohat achi baat hay keh ap ksi broker house may kaam kartay thay aur wha par ap ko already trading ka mahol mila, lakin agar wha par reh kar bhe ap nahi sekh paye, is par mujhay bohat hairat hay.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sami Ud DiN پيغام ديکھيے
            ji ap ney jo strategy batayi hain chart k barey main mujhe ye zara mushkil lag raha hain for newbie k liye kyun k wo ye nahi samj paye gey k ye ye hota kese hain ..baki ap ney bataya hain chart k barey main wo pro traders use karty hain aur kafi profit karty hain ...
            Brother, ap dosray newbies ka choro, apni baat karo, jis ko problem hogi wo question bhe karay ga, agar ap ko kuch samajh may nahi aya to pocho, inshaallah jawab zaroor milay ga.
               
            • #36 Collapse

              wese tu du kism ke charts majood hain forex mein lekin ziyad use hone wala candle hai jis se kafi achi tarah smj a jata hai ke es kis tarah manage kry buy kry ya sell kary candle down and up market sahi show krta hai kitne points par giri aur kitne par above howi.
               
              • #37 Collapse

                mere dost main forex business mainn tkrebn 2ya3 manth se kaam kr raha hon to main yeh kehna cahon ga k mujhy forex chart k bary main zeyada ilam nahee hy gee insallah agy ja kr samjh loga gee
                • #38 Collapse

                  It's very good wese b hume chye k hum candles ka pattern ko dekhty hue apni khus se startegies banyn or khud hi market ko analyze karn k ku k jitna zyada hum khud trade karn ge utna hi zyada hum ic kam ko achi tara se seekh sakty hn or zyada earning kar sakty hn.
                  • #39 Collapse

                    chart stragty ku samjna kafi difficult hai ap ku tamam chart ke indicator ku dekhna ho ga chart madey nazar rakhtey howey trading karne se kafi savity rati hai aur hum par ye sekhna kafi difficult ho sakta hai thanks for question
                     
                    • #40 Collapse

                      ThANX apne bht bht strategy batai ha hume yehi chye k hum khud apni strategies khud hi banayn chart ko dekhn mARKET KO ANALYZE KARN TA K HUME PATA chal saky k kis tara se market ki movement ha or kis tara se market reverse hoti ha yun hum bht jald trading ko seekh yn ge or yaha se bht bht achi earning kar sakty hn
                      • #41 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                        Is thread may ap ko kuch charts ki madad say show karna chahta ho keh ap ko kia karna chahiyay jab ap ko aisa chart milay, yeh yaad rakhnay ki cheez hay. jaisa keh abhi 2 din pahlay hua Gbp/usd may, to is k pechay jo technical analysis hay wo mulahiza karain.

                        [ATTACH=CONFIG]120[/ATTACH]

                        Yeh aik tarha ka "U" ya "W" shape ban gaya hay, lakin yeh na head and shoulder hay aur na double bottom, kyo keh aik buy ki candle hay aur aik sell ki. aisi sorat may ap fibo ka use karain gay ta keh ap ko expected height ka pata chal sakay jaisa ke nechay wali picture may dikhaya hay.

                        [ATTACH=CONFIG]121[/ATTACH]

                        is may ap fibonacci expension ka use karain gay, kyo keh idhar retracement ka kaam nahi hay. Yeh meri experience hay, agar ap ki nazar may bhi mazeed kuch ho to comment karain.
                        salam abdullah bhae ,gee han ya waia aik bset startegy hai ,may fibonacci may new hoon or iss ko sahi tarah sa nahi perform kar pa raha ager app iss par kuch share karain ,to it will be great.
                         
                        • #42 Collapse

                          chart ko ap ny members ko achi trah sy smjhya ha thanks mazid bhi asi achi sharing krain to acha ha. chart ko hi agr trader smjh skta ha to is main sb kuch hota ha aor trader achi trah trade kr k profit kama skty hain.
                          • #43 Collapse

                            i am new in trading and and it's my first trading month and i am just doing demo trading and i know even about demo much and your strategy is good and i will use it at demo and then i will get some experience and i think using too much same strategies at same time is more difficult new traders and they can not trade and take pressure and that cause of losing money
                            • #44 Collapse

                              Meray bhaio jo may nay ap logo k sath share kia hay wo chart pattern hay, aur aik cheez hoti hay candle stick pattern, candle stick k patterns ko samajh kar bhe ap market ki expected movement ka pata kar saktay hain, aur chart patterns say bhe, may nay forex ki taleem k section may candle stick pattern ko share kia hay, ap log wha say bhe knowledge lain.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                of course my buddy this graph and or chart technique could be the good technique in case we can discover this tactic next it's sure that we will truly generate and we'll definitely not carry out losing within the forex, this idea of this graph and or chart could be the critical along with investing good graph and or chart is best in the event that we will do.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X