Instaforex Card
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dost meray khyal main insta forex card aik buhaat sahulaat ha app ko kisi dohsaray ki mohtagi nahi rahti aur apnay account ko freely use kar saktay hain aur fund deposit aur withdraw ka masla bi haal ho jata ha iss liya main tu iss kay liya try kar raha hon
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: babarbaig668 پيغام ديکھيے
      Ji bilkul iski fee bohat high hai ye bilkul payoneer master card ki trhan hai or agar kisi k pas payoneer card mojood hai to wo apna card insta may add kr skta hai or phr wo insta ki payment direct payoneer card may ly skta hai
      Kia ap nay instaforex ki support say is mamlay may baat ki thi keh ap k pahlay say mojud card may instaforex ko add kar diya jaye? instaforex ap ko 16$ charge karta hay card k lye, aur mera nahi khayal keh wo ap k existing card ko attach karay ga.
         
      • #18 Collapse

        my friend have instaforex card it is very best option because he can get withdraw from his instaforex card from our local bank ATM so i also have wish to get this card i will apply soon..
        • #19 Collapse

          salm .dosto app ma sa ager kisi ko ya batt pata hat hay k kista duration or taxes wahgara ki katooti hoti hay ager hem insta forex ka master card ko use karain to please details share karain.
             
          • #20 Collapse

            insta crad k bary ma mujhy to kuch khas idea ni ha jo ma ap logon aur traders k sath shares ker sako...ma ne is k bary ma suna tha...but mujhy ye ni pata k is ki fee kitni ha aur is ka use hum kesy ker sekty hn..is k sath sath ye kin kin jhagon pe use ho sekta ha...
            • #21 Collapse

              yah baat hai instaforex chotay traders ko card nahi daita. ais card say best hai moneybooker use karna chiyay.
              • #22 Collapse

                jee abdullah mujy pata to ha ky instaforex ka debit card ha par me na is par apply nahi kya ha kafy costly tha to mujy pasnd nahi aya to verfication bh is ke hard the to acha ha par mere laya ya costly laga h
                • #23 Collapse

                  salm to all
                  friendz may nya b iss card ka lia apply kia hay lakn 2 weeks ho gae hay abi tak second verification level sa agay bat nahi barh rahi,any one know to solution of this problem?
                   
                  • #24 Collapse

                    In the present world Instaforex broker is very good and popular broker. And this forex broker give us good service and support, and Instaforex broker give us Master Card, and this very good for withdraw. So it is for instaforex broker is very popular in the world.
                    • #25 Collapse

                      dear main to aik chota sa trader hoon jab main bhara trader bano ga to phir main is ko withadrw karwow ga insta ka card sa . hamara withadtw chota hota hata ha main ya card afford naikaar sakta hon hamara liya e currecy hi theek ha . lakin is card ka ya faida ha ka ahum is sa easy lly withdarw karwa saktain hain kahin bi kisi jagha
                      • #26 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: hikman
                        ji ye card toh phr bht acha hain insta card is k fess b kaam hain lekin maine khabi banya nahi hain ye card kyun k main new hoo waqt guzarne k sath sath bana longa aur insta card ka use karunga
                        bhai ap ko kis nay kaha k is ki fee kam hay? ap ko card issue karwanay k lye pahlay payment karna hogi, aur agar fortunately ap k pass card pohanch gaya to phir us ko activate karwao, aur phir us k baad jab ap atm withdrawal karwanay jao gay to har jagha withdraw bhe nahi hoga.
                           
                        • #27 Collapse

                          han je insta forex ka master card best hay worldwide hota hay kisi bhi ATM pe use kar saktay hain forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas bohat achi skills hon ap achi earning kar saktay ho ap ko acha knowledge aur experience acha chaiye mehnat zaroori hay phir success milay gi bas har working chaiye
                          • #28 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: abid rafique
                            Forex apny traders kay lea har mumkin saholat kay lea koshan rahta ha. is lea instaforex card b banaya gaya ha. lakin ziyada tar or nay traders ko is key zarorat nhe parti .
                            Brother, instaforex card banaya nahi gaya, bal keh instaforex nay affiliation li hay payoneer say, kyo keh instaforex k pass traders bohat hain aur yeh aik master card ki sahulat hay.
                             
                            • #29 Collapse

                              bhai main app na jo information di ha bohat hi perfect infi di ha lakin main na zadha invest nai kiya huwa ha forex main is wajha sa mujha zadha nai pata ha insta ka master card ka lakin ap ka batana sa mujha ba pata chal gaya ha . future main ager mujha zarorat hoi to main zaroorr insta ka card use karoon ga .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                me personaly is card ko use kar chukka hoon ye kafi costly hai ye really me big traders kay liay jinho ne thousands $ me amount withdraw karni ho unko suit karta hai magar iski service bohat achi hai aap apni amount within 2 hours kisi bhi ATM jo MasterCard accept karti ho cash karwa sakty hain. Aap aik Debit card ko apny multiple trading accounts se link karwa sakty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X