Instaforex Card
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    deqar yeh bat to apki thhek hai or mjhy yeh bhe pta hai k insta forex waly instantly apky account mein raqam transfer bhe kr daity hain but isko apki country mein any mein time lagta hai blky bbht he kam traders ny isko issue kerwaya hai lehaza mere khyal say to moneybookers or payze he withdraw k liye best way hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Bhai ye card chote traders k lye suitable nhe hai fee he itni kat jay gi. I think ye card payoneer jesa hai. Par ye card woi log len jinki earning achi khasi ho. Tab he apko withdraw krwanay mai bhe asani hogi ke agar fees ziada kat jay to bhe khair hai. Payoneer ki bhe esi he policy hai agr account mai balance na ho or ap ziada ki withdraw krwanay ki koshish krenge to apka card he block ho jay ga.
      • #33 Collapse

        aur ek baat is process me ek to hame fee bhot zyada lagti hai aur dosra ye k ye card chotay shehron me chata b nahi yani master card atm mojood nahi hoti hain jiss waja say hame paisay nahi miltay hain.
        • #34 Collapse

          mare bhai app kisi bi bank ma ja kar apna account open kar sakte hia aor phir app moneybroker ma ja kar virifi account ma apna bank account dal kar varfi kar sakte hia app ko 15 din ma ak later aaye ga jo varifi ke lya hoo ga.
          • #35 Collapse

            yah matna bai tak banaya toh naher ha par mu mara dots na kaha ha kah yah 15 yah 16 doller lagta ha as card ko hasel karna ka leya kyo k muj as kam ka bar ma ap ko bata parta ha as mah.
            • #36 Collapse

              Hbk khan plz help yr forex k baray may mari help kro yrrr
               
              • #37 Collapse

                Insta currency trading debts cards is a wonderful treat pertaining to trader who is able to distance themself founds thogh this debts cards in addition to alos paying for on the net in addition to down range though this cards. You should utilize this cards about ATM equipment to help distance themself cash.
                • #38 Collapse

                  bhai apnay sahi kaha hay.kay insta forex ka debit card un trader ko hi suite kerta hay.jo kay is business kay baray main trader hoty hai.bhai is card ki fees buhat zayada hay.jis ki waja say chota trader is card ko use nahi kerta hay.kue kay jab apnay card activate kiya.to usi time apnay account say is ka tax cut jata hay..or apko per withdraw per bi tax lagty hai..
                  • #39 Collapse

                    there is always loss and benifits in any business/trading. to get ride of loss you need full attentaion and good decision at right time and in a right way. if you didn't do so it will be totaly loss of time, money and other resources. a man alyways find what he seeks for.
                    • #40 Collapse

                      Bhai, yeh saray cards jo kuch brokers aur kuch payment processors hamay offer kar rahay hain wo saray master k powered hain, aur hamaray sath masla yeh hay keh Pakistan may har jagha yeh master cards kaam nahi kartay.
                      • #41 Collapse

                        Jee bahi ap ne ek bhut achi bat kahi hea aur mein agree karata ho yeh ap log kahi bhi kabhi use kar ksata hea lakin yeh bhi he ke iss ki kuch fees aur rules bhi he aur woh yeh he ke a lakin yeh yaad rakho keh ATM withdrawal k charges 3$ hain, aur agar balance inquiry karo gay to 1$ dekne ka, aur agar balance na hua aur ATM nay decline kar diya to 1$ jurmana lagta he
                        • #42 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                          Dosto aik aur bhi method hay jo bohat dilchasp bhi hay, wo hay instaforex ka card, lakin yeh chotay traders k lye suitable nahi hay, yeh big traders k lye suitable hay, yeh card asal may master card hota hay aur kahi par bhi khareedari k lye ap is ko use kar saktay ho online. Is k elawa ap is ki madad say ATM say bhi paisay withdraw kar saktay ho dunya bhar may kahi bhi. Lakin is ki fee bohat ziada hay, aur agar ap instaforex k through mangwao gay to us may ap ko instaforex k affiliation wala card milay ga. Ap log kia kehtay ho is card k baray may?
                          Ye card basically Payoneer Master Card hota he, is fee is liye ziada he k ye direct USA payment service se connect hota he. mazeed ye k fee itni ziada b nhi he just 3$ per transaction he. me payoneer card use ker chukka hun...
                          • #43 Collapse

                            insta card kasy banta ha?is k kya kya rules ha?frnds insta trading account hum kasy bana sakty ha is k kya rules ha?insta pa account banay k liye kya docomesnts hona zaroori ha?
                             
                            • #44 Collapse

                              hello how are you all.

                              Agar chotay traders payoneer ka Master card use kar setha hai is sy app ka paypal acc . bhi Pakistan my Verify hojata hai easy se. baki Payoneer master card or Instaforex ka master same hota hai bs kuch chezz ka diff. hai
                              Thank you
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                g han jnab ap ne ek bahot he achi bat hum sub se shair ke ha or man ap ke bat se egree krta hon . bhoot he kam log hoty han jo asi bat shair krty han . wasy ek k liy muny bokar bhe best ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X