Webmoney payment processor
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Webmoney payment processor
    Dosto, pahlay instaforex ap ko webmoney k through payment karta tha, lakin ab instaforex nay webmoney walo say apna operation aur business dono khatam kar diya hay, us ki waja yeh hay keh yeh bilkul liberty reserve ki tarha ka hay aur liberty reserve ki tarha is ki bhi regulations may bohat sari khamiya hain, jab instaforex ko liberty reserve ka tajurba hua to phir unho nay liberty reserve jaisay saray payment processors ko chor diya, Webmoney ab bhi instaforex may option k tor par mojud hay, lakin instaforex un say deal nahi kar raha. Koi update hay ap k pass WMZ ki?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bhai an ab insta forex wali company webmoney ko as a payment processor use nahi krti g forex k trading account me jub ap profit gain kr lo to us k baad ap ko chahye k ap is me ego pay ya money booker se hi payment receive kro is ka exchanger mil jata ha g
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
      g bhai an ab insta forex wali company webmoney ko as a payment processor use nahi krti g forex k trading account me jub ap profit gain kr lo to us k baad ap ko chahye k ap is me ego pay ya money booker se hi payment receive kro is ka exchanger mil jata ha g
      May bohat logo say sun raha ho k egopay say payment nikal lain, ap mujhay yeh batain keh egopay say ap ko faida kia ho raha hay? us ki fee kitni hay? aur us ka exchange rate kia hay? mujhay to egopay bilkul pasand nahi hay.
       
      • #4 Collapse

        Ego pay charge different free on different type of accounts. If you have a personal account with ego pay it charges is 1.5%+0.25$ dollars on per transaction. If you have a Business acccount with ego pay it charges is 2.5%+0.50$ dollars on per transaction. If you have a Exchanger acccount with ego pay it charges is 1.5%+0.25$ dollars on per transaction. After you get payment in egopay it should be tranfer in to payza account.
        • #5 Collapse

          then this is very good news for that instaforex is making our payments secure for us and it's mean that isntaforex is very legal and good broker who cares for us and for our money so we should not use then this payment processor and if it's like LR then we should leave it as soon as possible and withdraw all our assets from it may be this can also be shut down like LR
          • #6 Collapse

            my dear webmoney main use nai karta hoon lakin jahan tak muje pata hai insta forex ab webmoney se deel nai kar raha hai agar kar raha hai to theek hi hoga app apni wase payment skrill money booker aur ego pay ya bank transfer se ley liya karey his a secure payment system ya bitcoin wali option bhi kafi strong hai i thinks
            • #7 Collapse

              Insta forex to accept nai karta lekin kuch companies accept karti hai webmoney ko. As a webmoney user i like this payment method kio k fee sirf 0.8% per dollar hai. aur ye or perfect money ki exchange price almost same jari hai . Problem ye hai k webmoney earn karne ki sites boht kam hain .Mje sirf aik pata hai wo captcha site hai.. Agr aap logo kisi legit site k bare me jantay hain to mention zrur kijye ga.

              Ye payment method boht safe is sense me k each transaction se pehle hume mobile pe code aiga or us k bagair transaction nai hogi.
               
              • #8 Collapse

                Mere khayal main web money ko choor ke log money booker ki taraf aa rahay hain. agar aap instaforex ki site pe jayein to aap ko skrill(money booker) ke adds bhi milein gay. mera khayal main money booker ko bhi try karna chaiye kyun ke ye insta forex se affilated hai.
                • #9 Collapse

                  Insta Forex k mutabiq web money un k leye secure payment process nahi hai.Past main Insta Forex or us k user liberty reserve ki waja se kafi disturbed howy thy or kafi loss be howa tha tu us k bad insta Forex ney web money se deposit and withdrawal ka silsala band kiya hai lekin insta Forex ney yeh payment process temporary band kiya hai permanent es ko band nahi kiya.Ager insta Forex es se future mai satisfy ho jati hai tu yeh again open ho jaey gi.
                  Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                    Insta Forex k mutabiq web money un k leye secure payment process nahi hai.Past main Insta Forex or us k user liberty reserve ki waja se kafi disturbed howy thy or kafi loss be howa tha tu us k bad insta Forex ney web money se deposit and withdrawal ka silsala band kiya hai lekin insta Forex ney yeh payment process temporary band kiya hai permanent es ko band nahi kiya.Ager insta Forex es se future mai satisfy ho jati hai tu yeh again open ho jaey gi.
                    Mujhay yeh to nahi pata keh instaforex nay kyo temporary dealing band ki hay webmoney say, lakin yeh zaroor keh sakta ho keh shayed instaforex ko ab bhe umeed hay keh liberty reserve shayed dobara bahal ho jaye ga to phir wo log web money ko bhe continue karain gay.
                       
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                      Mujhay yeh to nahi pata keh instaforex nay kyo temporary dealing band ki hay webmoney say, lakin yeh zaroor keh sakta ho keh shayed instaforex ko ab bhe umeed hay keh liberty reserve shayed dobara bahal ho jaye ga to phir wo log web money ko bhe continue karain gay.
                      mene aik bar insta ki helpline se bat ki thi is bare main k web money yaha available hain k nai uno ne bataya k webmoney walo k sath inka koi issue chal raha hai is liye ye ab webmoney accept nai karte. Is bat ko b 3 months hogai hai mera nai khayal ye webmoney ko wapis add karen ge. Agr kar len to boht acha hai . In ke members increase hi honge.
                         
                      • #12 Collapse

                        Webmoney bohat porana payment prcessor hai but ab ye kam hi use hota hai iski fee bhi kam hi hai and is say ap online shoping bhi krskty ho.
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: nomiasif پيغام ديکھيے
                          mene aik bar insta ki helpline se bat ki thi is bare main k web money yaha available hain k nai uno ne bataya k webmoney walo k sath inka koi issue chal raha hai is liye ye ab webmoney accept nai karte. Is bat ko b 3 months hogai hai mera nai khayal ye webmoney ko wapis add karen ge. Agr kar len to boht acha hai . In ke members increase hi honge.
                          Brother, konsa broker nahi chahta keh us k clients barhain, har broker chahta hay, lakin webmoney ka masla he dosra hay, regulatory ka masla, money movement ka masla, aur jab aik bitter experience ho gaya hay to wo phir ab mazeed care kar rahay hain, aur waisay bhe instaforex k achay khasay clients already hain, aur mostly to forum members hain, jab wo forum traders ko afford kar sakta hay to us k lye koi big deal nahi hay keh wo aik payment processor ko na rakhay.
                             
                          • #14 Collapse

                            thank you dear ap na bohat achi advice di ha mujha main na web money main koi invest nai kiya mujha webmoney ka zadha pata nai ha . kui ka pakstan main webmoney main koi zadha kaam nai karta ha is wajha s ahamain is baat ka nai pata ha .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              mere khyal se to webmoney thek nahi ha log zayda ter webmoney me bhot kam he use karty ha our zayda ter wo money broker ko use karty ha our ous ko sell kar ky ous ko transfer kar laty ha bank account me

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X