paypal ka verified account pakistan may
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    paypal verify nahe hay pakistan mei paypal nahe chalta pakistan mei forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas bohat achi skills hon ap achi earning kar saktay ho ap ko acha knowledge aur experience acha chaiye mehnat zaroori hay phir success milay gi bas har working chaiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      paypal pakistan mai available nahe hay agar ap nay kisi tarikay se account bana bhi lia to voh fake account hoga aur paypal aisko detect kar kay limit kar day ga so why you want to get risk?
      • #18 Collapse

        Pay pal is not given his account and account verification allow in the living people of pakistan . when you dont create a account their in noting for verificaiton in this regard. So as per complet (Pay PAl) no account authorized in pakitan uptil now
        • #19 Collapse

          Mere khayal main paypal Pakistan main available nahi hai. iss ke liye address America ya Europe ka dena parta hai. iss se behtar hai ke aap kisi aur payment processor ka account open kar lay jaise ke Payza ya phir Skrill.
          • #20 Collapse

            banta tho hai par ye bht riskey hai meray ek dost ne banaya tha 2 mnth bhad banned hogaya tha tho risk ki koi zarorat he nhe
            • #21 Collapse

              dear aap paypal ko use he na karein. kiun k ye pak main active ni hai or is sy paisay lenay k lye boht ultay seedhy rasty apnaany party hain. aap koi or tariqa dekh lo ya kisi senior sy rabta karo wo aap ko mukammal tariqa bhi samjha dy ga k kessy karna hai or kya karna hai.
              • #22 Collapse

                Brothers, paypal ko to may bhe pasand nahi karta ho, lakin kuch websites aisi hain jaha par mujhay kuch payment paypal may karna hoti hay, isi waja say paypal ka use karta ho, lakin is k lye may apnay UAE may mojud relative ka account use karta ho.
                   
                • #23 Collapse

                  g haan.aap nay theek kahan paypal ka verified account pakistan main bann jaata hai but is kay liey mery khyaal say fake id use karty hain.main to money bookers use karta hun.ye traders kay leiy best hai.
                  • #24 Collapse

                    dear jab aap ye baat janty hen k paypal Pakistan main allow nahi hey to phir agar aap kisi dusry way say paypal ka account open kar k transaction karty hen to is say aap ko bohat problem ho skti hey is liay ye thek nahi rhy ga..
                    • #25 Collapse

                      papal say zyada best online banking k lye jo methode use hota hai wo hai skrill.yani ye busienss me hame skrill he transection k lye best hai aur is say best koi b methode nahi hai.
                      • #26 Collapse

                        bhai officially tor per to nahi ban skta per yaha 2 number tarike se log bnate hai jisme hamy america ka fake address aur phone number daalna parta hai aur payoneer se signup karna parta hai wo hame hamy online free me american bank account provide karta hai jo hum paypal se attach kardete hai.
                        • #27 Collapse

                          Dear be aware, if you open a paypal account while in pakistan. Because as soon as paypal found that you are not a genuine user or you use a trick to get a verified account then your account will be blocked and the money in the account will be confiscated by paypal. So, be carefull for using paypal.
                          • #28 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: khammarahmed16 پيغام ديکھيے
                            bhai officially tor per to nahi ban skta per yaha 2 number tarike se log bnate hai jisme hamy america ka fake address aur phone number daalna parta hai aur payoneer se signup karna parta hai wo hame hamy online free me american bank account provide karta hai jo hum paypal se attach kardete hai.
                            اصل پيغام ارسال کردہ از: ijazjafri پيغام ديکھيے
                            Dear be aware, if you open a paypal account while in pakistan. Because as soon as paypal found that you are not a genuine user or you use a trick to get a verified account then your account will be blocked and the money in the account will be confiscated by paypal. So, be carefull for using paypal.
                            Baat to ap dono ki sahi hay, lakin kuch websites aisi hain jaha par ap ko paypal ki zaroorat parti hay to is sorat may ap kia karo gay? ya phir ap ka koi relative itna co-operative ho keh ap us ka account bana kar use kar lain.
                               
                            • #29 Collapse

                              jee my dear mujy to bhot problem hovy ha paypal ko verfiy karvany par lakin ap paypal ko payoneer se bh verfiy kar sakty ho pakistan me wo ap ko aik 9 digit code data ha jis se ap ous ko verfiy kar sakty ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                jahatka muj aysa lagta a yah akbohota ch kam ha jsim ko hamy na apne galte ke waja sa bojhotachi kam ka bard boho kammkarnn hota ha aysa loeya hamy aysa karn hota ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X