Payza ka debit card
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Payza payment processor is very good and popular in the world, and this payment processor give us bank withdraw and give us Debit Card. And many forex broker doing support this payment processor, so it is for we can do easily withdraw and deposit.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dear payza na card paar payment karna band kaar diya ha kisi ko bi nai milta abb payza ka withdarw card paar nai ataa ha . mara aik friend ka pass card ha lakin unhon na card paar withdarw dana band kaar diya ha .
      • #18 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: galaxy
        My dear friend I want to talk you that Payza has stoped there debit card payment service for some reason.so we can not get the debit card for deposit and withdrawal our money.
        اصل پيغام ارسال کردہ از: umarakbar پيغام ديکھيے
        dear payza na card paar payment karna band kaar diya ha kisi ko bi nai milta abb payza ka withdarw card paar nai ataa ha . mara aik friend ka pass card ha lakin unhon na card paar withdarw dana band kaar diya ha .
        May kaafi arsay say payza say touch may nahi ho, aur un ki mail may unho nay is baat ka zikar nahi kia, yeh to bohat ghalat baat hay keh unho nay bataya nahi hay keh payza nay card say payment ko band kar diya hay, warna may itna un say correspond karta he nahi.
           
        • #19 Collapse

          brother maine payza debit card nahe use keya payza system ma use nahe karta forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas bohat achi skills hon ap achi earning kar saktay ho ap ko acha knowledge aur experience acha chaiye mehnat zaroori hay phir success milay gi bas har working chaiye
          • #20 Collapse

            dear payza ka debit card ab nai ata ha i think unhoon na band kar diya ha payza ka debid card ko . ab siraf bank verification hi hoti ha payza main . payza ka america ka sath kuch rola chal raha ha is wajha sa unhon na ya service band kar di ha . mera bhai ka pass card ha lakin uhon na us paar payout karna band kar diya ha .
            • #21 Collapse

              mene bhi kuch month pehly apply kia tha per aaj tak nahi mila pta nahi main problem kia hai. per mene kuch doston ne kia tha un sab ko mila hai mene payza walo ko ticket bheja tha wo keh rhy hai hum send kar chuke hai, mere khayal se kuch postal address wagera ki problem hoti hai uski waja se recieve nahi huwa.
              • #22 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: mumarm پيغام ديکھيے
                dear payza ka debit card ab nai ata ha i think unhoon na band kar diya ha payza ka debid card ko . ab siraf bank verification hi hoti ha payza main . payza ka america ka sath kuch rola chal raha ha is wajha sa unhon na ya service band kar di ha . mera bhai ka pass card ha lakin uhon na us paar payout karna band kar diya ha .
                Bhai, shayed ap theek keh rahay ho, kyo keh may nay jab payza k customer service say baat ki thi to unho nay kaha tha keh kuch problem hay card service k sath, lakin us nay yeh bhe kaha k bohat jald yeh theek thak ho jaye ga aur wo card issue kar dain gay.
                   
                • #23 Collapse

                  jee ha me na bh souna ha ky payza ka debit card ha lakin me na ous ka na use kya ha our na hy kabh ous ko mangvaya ha mujy payza me money athy ha our me ous ko sale kar kar direct money ko transfer kar lata ho bank account me
                  • #24 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Kashif
                    Payza k admin se baat kijiye or customer support service se shayad wo kuch aap ko guide kerseken. mere khayal se to payza ki servise kuch khas nahin. isliue mene payza ko prefer nahi kia. Or jahan tk mujhe ilm hai k is ka debit card sirf online shopping k liye he best hai
                    Brother, may nay un say baat ki thi, aur unho nay mujh say dobara form fill up karnay ko kaha, wo may kar chuka ho, aur us waqt say aj tak un ki taraf say silence hay, aur mujhay bhe koi khas jaldi nahi hay. Fee 20$ jo pay ki thi, wo wapis to nahi milnay wali, aur waisay bhe may ab payza ko use bhe nahi kar raha.
                       
                    • #25 Collapse

                      Aapko bata doon kay payza kay through aap deposit / withdraw ki transactions na karwaen me starting se moneybookers use kar raha hoon or mujhy aaj tak problem nahi aai. me ne apna bank account bhi link karwaya hoa hai is bank se. Aapko deposit/withdraw kay liay recommend kar deta hoon kay aap Local Transfer in Pakistan jo instaforex kay authorized dealers hain aap un se ye service le sakty hain.
                      • #26 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: ibran26
                        payza to pakistan k logo k liye sub se bakwas bank hy payza k chaker perny ki bejhy koi or ache sa bank account kolwa len jiss ki fee b seyda na ho payza na to pakistni awam k liye fee b boat raki hoi hy .payza k debit card k chaker men na pren or koi acha se bank account dek len
                        Brother, ap kia baat kar rahay ho, payza say may do dafa bank wire karwa chuka ho aur unho nay mujhay time par payment send ki hay, debit card to may ahtiat k lye lay raha tha un say.

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
                        Aapko bata doon kay payza kay through aap deposit / withdraw ki transactions na karwaen me starting se moneybookers use kar raha hoon or mujhy aaj tak problem nahi aai. me ne apna bank account bhi link karwaya hoa hai is bank se. Aapko deposit/withdraw kay liay recommend kar deta hoon kay aap Local Transfer in Pakistan jo instaforex kay authorized dealers hain aap un se ye service le sakty hain.
                        Brother, ap ki advice ka shukria, lakin ap yeh batain keh ap moneybooker say konsay bank may withdrawal laytay hain, yani bank transfer, aur ap ka bank kitna charge karta hay?
                         
                        • #27 Collapse

                          bhai meray khyal me pakistan me payza ka payment method mojood nahi hai aap ko chahye k aap is say b behtar koi method use kare payment process k lye aur wo hai skrill.
                          • #28 Collapse

                            no dear main ny is main kaam kiya tha starting main lakin payza main thora sa kaam kyaa tha is mian acha nahi raha phir main ny skrill main kaam start kar dyaa ye bohat he best chez hey is main mjy koi darr nahi hey payment mery bank account tak mjy mill jati hey.
                            • #29 Collapse

                              main nay to payza ka debit card order he nahin kia.main money booker use karta hun or withdraw apny local bank kay account main mil jaata hai.payza ki fee kush zyaada hai.is liey main use nahin karta.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                nahi bhai main payza ko use hi nahi jerta hoon.is liya muay is kay baray main nahi pata hay.main forex trading main money Booker ko use kerta hoon.or maray pas money Booker ka debit card hay.or main apna withdraw apnay card say kisi bi time lay sakta hoon..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X