forex men har strategy ka apna kam ka tareeqa hai aur tamam strategy's best hain lekin sab se best wo hai jisko ap mazbooti se pakar len na k roz new strategy par kam karen balkay sirf 1 strategy use karen tabhi apko mustaqil profit milega.
wese meri sabse best pasandeeda strategy moving average hain.
gee bhai forex mein best strategy trader khud bnanta he aur wuh apne trading mein sahih kam kr kay es mein apne incme bnata he plan trader acha bnata he tu wuh sahih eanring kr lata he
Fibonacci best tool hai perfect entry or exit points ko findout krnay k liye or signals ko diagnose krnay k liye or Fibonacci ki madad say risk reward ratio ko b calculate kr sktay hai or money management ko use krtay huway 1 achi c trade place kr sktay hai.
Dear ye to indicators haen jin k barey main app nay poucha hy ye sab say achy indicators hain our un man RSI sab say best hy our second number pay Bolinger Band hy ye achy results dity hian
G BHAI apny Jo question pucha hai bht acha hai es me jitny bhi indicater diye hain saary best hain lkn me zyada tr Jo use krta houn woh hai moving average yeh aik acha indicater hai
gee bhai hmein apne trading mein support aur resistance ko dekhne ke lie in sb ke zarort hote he aur ziada tr hm moving average ko istemal krte hien hmein is se apne trading market ke movement ka asane se pta chlta he to mein is ko bhtr smjhte hon