NFP kia hay?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Yes No doubt Abdullah bhai is news time men bhe bht zada fluctuation hoti hogi meny kbhi observe nhi ki lykin meny to FOMC k baary men sunna hy or observe bhe kiaa hy k bht fast movement hoti hy ismen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      aap nay kafi Achi information Di main is Say pehlay yehi Pochnaa chah raha thaa k what is NFP,Acha ye batayen k ye news hamari trading par kis Tarah Say Asar Andaaz hoti hai ??I Mean eek Trader jo abhi Demo Account par trading Kar Raha ho Wo is Say Kis Tarah Faida uthaa Sakta hai ?
         
      • #33 Collapse

        Nfp aik news ka name ha js ka matlab ha non forram pay role ka ha js se ham economy ke news sun sakte ha
        • #34 Collapse

          Bhai jan mai apko btana chahoo ga k NFP ki full form Non farm Payrolls hai or ye 1 news hai or jb b ye news launch hoti hai to USD currency kafi stronog hoti hai or meri knowledge or experience k mutabik ye news mostly USD currency k faviour mai jati hai or mostly traders is news say earn krtay hai or kuch ko loss b ho jata hai.
          https://t.me/pump_upp
          • #35 Collapse

            Non Form Payroll, yes it is big news in the start of every month. It volatile the market in big way and thus mentioned as big news.
            • #36 Collapse

              g bhai g ap n y e bht e achi nes k bare mn htread create kiya hy ye NFP news jiso non form payroll bhi kaha jata hy ye news bht zada fluctuatuioion lati hy market mn agr ap gold tading kr rahe hn tu apko pta lg jay ga ap kitna zada is mn movemntdaihko gay or ap bht kuch earn krogay :)
              Spend Each Day Trying To Be A Little Wiser Than You Were When You Woke Up.
              :) MR. TRADER :)
              • #37 Collapse

                nfp ka matlab hai ka ke app non farm payroll ko kehte hai.yeh news jobs ke hote hai usa ke jo ke har month ke first friday ko release hote hai yeh kafi mashoor news hai kuin ke is ke waja se usd strong ya week hota hai.
                • #38 Collapse

                  my dear friend app ki baat sahi hai ka NFP sa market fluctuation hoti hai per USD ki aur is sa bhi bari new mara hisab sa after three month main aati hai aur woh hai FOMC new zada fluctuation
                  • #39 Collapse

                    yes NFP ka data bohat ahmiat ka haamil hota hai market bohat ziada move karti hai is lye is moqe ko cash karna chaye aor data k mutabiq trading karna chaye taa k ham ko profit hasil ho aor ham trading ko enjoy kar sake
                    • #40 Collapse

                      non farm payrol basically servey hota ha jobs ka jis me public or private sector me job ka pate lagye jate ha so apko khob mhnat se kam lena ha trade me nfp ko avoid nahe karna chaheya
                      • #41 Collapse

                        je han bhai esko NFP yani nonformpayrolls kehtay hain aur ye har month kay first friday ko annouce hoti hay yani every 30 days bad ye news ati hay je han eska market pe bohat he zyada asar hota hay USD k tamam pairs mei zyada efffect hota hay
                        • #42 Collapse

                          g sahi bat hai ye employed aur unemployed logh jo k american mai muqeem hain un ka data daiti hai aur iss ka impact usd per bohat zyada hota hai aghar employment rate kam hai to dollar loss main jaye gha aghar zyada hai to dollar strong ho gha yani logho k pass nokrian zyada hain to dollar b strong hota hai.
                          www.instaforex.com/?x=HFVY join instaforex by my link
                          :1f609: and get free signals 90% accuracy
                          Add me on skype furqan.ramey
                          • #43 Collapse

                            Re: NFP kia hay?

                            news har month ki first friday ko yeh news issue hoti hay, aur jitnay bhi USD k pairs / crosses hain sab par is ka asar parta hay, ap kal tak ka wait karo aur phir dekho k market kaha jati hay, kal February ka first friday hay. Pahlay demo par observe karo phir khud say faisla karo keh is news say kia faida utha saktay ho shukriya.
                            • #44 Collapse

                              Re: NFP kia hay?

                              Assalamu Alaikum dear member USD American Dollar news ke bare mein baat ho rahi hai Kyunki iski news China market per bahut jyada aap Asar Andaaz hoti hai to Abhi ISI ke bare mein baat kar rahe hain theek hai market mein news ka ek time hota hai use time Punjab news Aati Hai forex market Mein data aata hai to uski vajah se market mein bahut jyada movement a jaati hai aur Market bahut jyada fast Ho Jaati Hai To ab Baat yah ho rahi hai ki NFp kya hai tu ja Asal Mein American non form a rule katata Hota Hai jo ki market mein bahut jyada Ham taza khabar is banta hai to Dekhe yah market ke fundamental hote hain ko samajhna bahut Jaruri hota hai agar aap in ko samajh lete hain to aapko market ki achi Khasi samajh mein a jaati hai aur aap kam time mein jyada profit is market se Hasil kar sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: NFP kia hay?

                                Assalamu Alaikum Nfp ka matlab non farm payroll hy iska matlab ke America mein kitni nai jobs add ki gai hai jab yah news aati hai to USD strong hota hai jiski vajah se iske opposite sary pair week hote hain aur USD ki market up hoti hai ap ko chahie ki agar aap gold ya USD wale pair per trade karte Hain to aap is news se achcha fayda utha sakte hain per iske liye aapko news ko achi trha se samajhna Hoga ki news aane ke bad market kaise fluctuat karegi aur kis side move karegi jaisa ki maine pahle bataya hai isase USD ki market up Hoti hai kyunki USD strong hota hai iski vajah yah hai ki jobs ke open hone se masiyat ya America ki economic strong Hoti hai jiski vajah se usd bhi strong hota hai aur market main kafi tqiz movement hoti hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X