indicator k options
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicator k options
    Dosto, agar ap meta trader 4 ko use kartay hain aur us may koi bhi indicator lagatay hain to us indicator ki window kuch is tarha say ati hay.

    Click image for larger version

Name:	zigzag.JPG
Views:	1
Size:	14.0 کلوبائٹ
ID:	12461312

    is may agar ap ghor karain to 4 tabs hotay hain, pahla common ka, dosra input ka, teesra color ka aur chotha visualization ka, kuch aisay indicators bhi hain jin may is say ziada hotay hain, lakin abhi ap ko in char tabs k baray may batana chahta ho.

    Common: Is tab may sirf 2 option nazar a rahay hain, yeh option ap ko is lye diyay jatay hain k jo script wo indicator use karta hay aur jo programming wo use karta hay us ko allow kia jaye, aur agar wo koi file library say uthata hay to us ko bhi allow kia jaye, yeh technical option hain, aur kuch khas faraq nahi pata is say, is lye is par check laga rehnay dain, aur agar nahi laga to laga dain.

    Input: Yeh bohat important hota hay, is may ap apnay indicator may jo bhi changes karna chahtay hain wo likh saktay hain, yani is ko hum indicator ki modification bhi keh saktay hain, jaisa keh is picture may likha hua hay. Har indicator ka input alag hota hay.
    Click image for larger version

Name:	input.JPG
Views:	1
Size:	19.3 کلوبائٹ
ID:	12461313

    Color: Is tab may ap apnay indicator ki lines wagaira k color ko change kar saktay hain, yeh is lye zaroori hay keh agar ap k indicator may do ya do say ziada lines ho to ap ko pata chal sakay k konsi line kia kar rahi hay, dosri baat yeh k agar ap koi dosra indicator bhi use kar rahay ho sath may to us ki lines aur is ki lines alag alag color say identify ho sakay. jaisa keh is picture may dikhaya gaya hay.
    Click image for larger version

Name:	indicator color.JPG
Views:	1
Size:	18.6 کلوبائٹ
ID:	12461314

    Visualization: Yeh bhi aik important tab hay, is may ap ka by default to is picture may dekh saktay ho,
    Click image for larger version

Name:	visualization.JPG
Views:	1
Size:	16.1 کلوبائٹ
ID:	12461315
    Lakin agar ap chaho to apni marzi k time frames bhi select kar saktay ho, jaisa keh All time k option par click karo gay to baqi k saray sections active ho jaye gay, jis section may nahi dekhna to us ko uncheck kar do.

    I hope sab ko yeh thread pasand aye hogi. Any related comments are welcomed.
    Last edited by ; 01-02-2014, 04:07 PM. وجہ: formatting
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    boohat achi thread banai hai bhai aap nay.main nay aap ki sabhi threads read ki hain.sabhi best hain.kaafi achi sharing kar rhy hain aap.main bhi jahan tak forex ko samjta hun. achi sharing karny ki koshash kar rha hun.indicators ka use boohat important hoota hai koi bhi strategy banany kay liey.is thread main basic information hai.
    • #3 Collapse

      janab g jis tahra say aap nay samjha nay ki koshish ki hain wo users ko ba asani samajh agae hogi or users is par gaor kar kay isi tahra used kar kay apni marzi k hisab say is ko follow bhi kar saktay hain.good dear g.
      • #4 Collapse

        Thank for sharing that information. main kafi time se check kar raha tha ke apni candle bars ka color kaisay change karon. aap ki iss post se mujhe kafi help mili hai aur maine ab apnay chart ki candle sticks ka color change kar liya hai.
        • #5 Collapse

          dear THank you so much for sharing that information ais sa dear bhot sa new trader sa ki help ho gaha ge jin ko indicaotr lagna nei so ap na bhot acha kaam kia aj
           
          • #6 Collapse

            dear ap sub sa pala apna chart ko open kar ka aus ka auper right click kara or pher properties ma click kara or colors ki option ap ko nazar aya g ap waha sa easily setting akr sakt ha
             
            • #7 Collapse

              alertness, interest, knowledge, news and other's opinion are the key resources which may keep you safe from loss in any business activity especially in forex trading. trading is not the game but a way to earn and learn wisely and gain knowledge.
              • #8 Collapse

                g jnab indicaters aik boht hi acha aur powerful tool hai is main hum aksar by defult value hi slect kar date hai jab ka ap indicaters ki input ko apne experince ka hisab se modify kare take ap ko is se achi trha ap ko guideness mil saky ku ka agr ap by defult ya koi aisi valu put kar date hai go ka ap ko galat idea da to ap loss main ga skty hai
                • #9 Collapse

                  brother Bohat shukria ye batane ka, my request is that agar is k sath sath ap kuch tools trading indicators me ham ko provide ker den to newbie k liye kafi behtar ho ga, my main problem is k muje ye nhi patta chalta k market me entry lene ka sahi waqt ya exact point kon sa he...
                  • #10 Collapse

                    andullah bro boht helpful thred bani hay its very informative
                    • #11 Collapse

                      hello how are you everyone.
                      Bro mara pass to iss tara ka kuch show nahi hota my instaforex ka user hu. or wo bhi training account per. ye kiss software ki images hain ?
                       
                      • #12 Collapse

                        Forex trading mein humein indicators k use se bohat zyada help milti hai aur yeh plate forum per he available hotay hain aur hum innay easily apply b ker saktay hain lekin bohat saray traders ko inn ka right use nehi aata aap ne apni thred mein iss chiz ko describe ker k bohat acha kiya hai.
                        • #13 Collapse

                          salam how are you
                          bro. to app ye bata sekt ho my mara Indicators ka option show nahi hora hain . main ksy show karo mara indicators ka option ? my Instaforex ka user hu. new wo bhi training acc. per kam karta hu main abhi to

                          Thank you
                           
                          • #14 Collapse

                            forex without learning forex trading. We need first larn then we cna start practice in demo account.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Yellowrose I am really Impressed by your post. These all are the factor which may give us earning and can be the reason of huge loss. if we lose these factors then they loose us.share your experience Time to time with us.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X