Indicator ke hawaly se ap ne jo kuch kaha wo theek hi ho ga, per mujhy is ke bary men kuch khaas nhy pata, kiun keh men is field men new hun aur abhi tak seekh raha hun.
je han aap ne indicator ke properties ke baray ke kafi detail se bataya hy or saath me pocture bhi attach keyay hn or is thread ko new trader assani se samaj sakte hn .
indicators app ko do types ke milengay aik hote hai lagging indicators and second is leading indicators.leading indicators ziyada ache hote hai aur yeh future ko represent kerahe hote hai market mai.isleye.leading indicator mai best RSI hai.
ji Han bhai ji aur buhat buhat shukria aap n buhat achay way se bataya hai k hum indicator ko kis taraha indicator laga saktay hain aur kis taraha chart m use kr saktay hain aur successfull hu saktayt hain bustom ki option ka bhi mention kr dena tha.
drust farmaaya aap n iss se indicator ko instaal krnay k ilawa hum stratigy banay m buhat help milay gi i think best apnay apnay indicator bhi share krnay chahiye ta k hum koi mil kr acha indicator jaan sakain aur team work ban jain.
well aap n indicaror instaal krnay waly ki khub taarif ki hin kia aap bata saktay hin k indicator mt4 k ilawa kaha kaha use kia jata hain aur kia iss ko mt4 m use kr k hum ko mobile jo k android hutay hain m use kr saktay hain.
yeh mt4 mein option huti hain iss ko open kr k mukhtalif option aati hain jiss mein aik option aati hain custom indicator ki jis mein hum apni mrzi ka custom indicator laga saktay hian aur hum successful custom idicaror laga sakti hai.
yes i am be impressed because iss se hum buhat mutasir hutay hain kiyon k indicator k mutaliq sahi information milti hin aur hum sub ko yeh koshish krni chahiye k indicator k mutaliq sahi aur mazeed information mil jay.
bhi ji thori english mein smjh nhi aati please urdu mein indicator ki information jo deni hain dia kro because indicator k mtaliq information se hum behtr trading kr saktay hain aur trading mein behtar azafa hu sakta hai.