Leverage say ap ko instaforex may faida kia hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    leverege sy humey boht faida ho sakt ahey agar hum ko thorhi si knowlegd hey or hum mey greed nahi hey thab aleverege ka boht faida milta hey kio key aap aik big lot lagaye or aik point ki profit aap ko boht faida dey deyta hey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      ji ha bilkul thek kaha ha ap n is k waja s hum lot selct karty ha k kitny lot k trade lagty ha is k waja s kam or ziyada lot yani ager leavrage ziyada ho gy tu hamry trade ziyada lot k chalty ha is k waja s h pata chalta ha
      • #33 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakistan5454 پيغام ديکھيے
        acha bhai ye leverage ka effect margn pay bhe parta hhey or ais say he trading may ais ka impact hota hey or ap nay theka bataye hey kah maynay akser brokers daikhay hain jo kah leverage hum ko 1:500 he daitay hain laiekn instaforex hum ko 1:1000 daita hey or ye best broker hey.
        Jee ha bhai, leverage ka margin say bohat gahra taluq hota hay, agar ap ka leverage high hoga to margin low hoga, aur agar margin low hoga to phir free margin ziada hoga, aur margin level bhe ziada hoga, agar margin level ziada hoga to margin call nahi aye gi ap ki.
           
        • #34 Collapse

          nice discussion bhai jan bohat achi explanation ki ap ne umeed ha ap mazeed is tra ki post kren ge or is se new bie ko bohat faida ho ga g forex k is forum me is tra k thread open krne chahye is tra se new comer ko knowledge gain krne ka moka milta ha
          • #35 Collapse

            bother leverwge se faida toh yaqeenan bohut ziyada hot hai magar leversge se faida sirf proessfional aut purane users hi letey hain kiyun k high leverage istemail karna matlab full risk aur khabi kbara high leverage mein trader ka account b wash hojats hai....
            • #36 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: shadowcreeper پيغام ديکھيے
              bother leverwge se faida toh yaqeenan bohut ziyada hot hai magar leversge se faida sirf proessfional aut purane users hi letey hain kiyun k high leverage istemail karna matlab full risk aur khabi kbara high leverage mein trader ka account b wash hojats hai....
              Ap nay bilkul sahi samjha, high leverage professional traders ko bohat faida dayti hay, lakin jo traders new ho, aur scalping karna chahain to wo bhe high leverage ko use kar saktay hain, ta keh un ki trades profits may jaye aur ziada say ziada trades khol sakain, isi may un ko loss wali trades ko bhe mitigate karna hota hay, jo high leverage k baghair mushkil ho jaye ga.
               
              • #37 Collapse

                leverage ka matlib hai jab hum agar hum ese barye rake maslan 1:1000 to is ka zarye hum bare trde laga sktye hai kam balance se bhe agar ese kam rakhe to 1:100 to zeyada balance par he bare trade lage ge kam par nahe .
                • #38 Collapse

                  good information dy he ap ne ager ap leverge bry rkhy ge to apko profit bhe bra ho ga or loss hua to wo bhe bra or apka account wsah hua to us me levrge k hsab se balance bcha ta he
                  • #39 Collapse

                    mere dost aap ka buht shukria is se pehly to mujghy levrig k bary main koi bhee malomaat nai thi par ab mujhy samjh agaya hy gee dost or instaforex ek buht hee best compani hy i like it...
                    • #40 Collapse

                      Ap nay bhut achy tareeqy say leverage kay baary main samjhaya aur phir margin kay bary main bhi bata diya jo hum jaise new traders kay liye bahut help full hai.Aj say he leverage ki demo practice shru karta hun aur umeed hai k live account main bhut madad de gi.
                      • #41 Collapse

                        good sir, aap ny buhat hi aasan lafzoon meen hameen leverage ky baray meen sakhaya hy, waqaee newbie ko itna knowledge naheen hota hy, aap ky es thread sy newbie ko forex sajhnay meen buhat madad mil sakti hy, jahan tuk meen samjh saka hoon, leverage ky bagher kum capital meen trading kurna buhat hi mushkal ho ga. oor agar aap ka capital buhat high hy tu aap leverage ky begher bhi trading kur sakeen gy.
                        • #42 Collapse

                          wesay mjhay aj tak forex me leverage ka kuch nahi samjh aya tha lekin aaj ap ki tread nay meri sari confussion he dor kar de hai jiss say hum yaha pay apnay juniors ko jawab de saken gay.
                          • #43 Collapse

                            very used full information ma is se pehly nhi janta tha aj first time pata chal raha ha
                            • #44 Collapse

                              ab leverage ki bi samj a gye ha trading main leverage ki importance bahot zyda ha es leay es ko jana bahot zarori tha jo ka ap ki es post na kar dya.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                The typical tend to be include because a very good magnitude within the Forex currency trading process and also we now have as being a utilize to this is the just as as being a minuscule associated with measurement for buying and selling in addition to gaining quantities.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X