Forex Robot for Beginners - Is it possible?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Robot for Beginners - Is it possible?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g ni or hamy karna bi ni cheya asa karna sa hamy sirf noqsan hi ho skhta yha or kuch bi ni is liya hamy asda kabi bi karna ni cheya jis sa hamy noqsan ka samna karna parya is ka name lyna ka matlb ha kud k liya problam creat karna or koi kud k liya problam kasa bana skhta ha ni na,,,,,,,,,,,,,
    • #3 Collapse

      No dear begginner k leye tu manual trading he best hu ge becoz agar start ma he ziyda loss hu gya tu ziyda tar new user chor day gye manual ma new user ko ziyda info milay ge.
      • #4 Collapse

        Main to forex robot key haq main nahi hoon aur always manual trading hi recommend krta hoon. Hamain mehnat sey is kam ko seekhna hy aur is main kamyabi leni hy. Yeh 2 dinon ka kam nahi hy keh robot use krain balkeh yeh aik everlasting business hy aur aap is ko seekh kr forever use kr saktey hain.
        • #5 Collapse

          mujhe forex robots pasand nahee hain is ki waja se ham trading main experience hasil nahee kar sakte aor ache trader nahee ban sakte
          • #6 Collapse

            gee forex mein robort ka mujhy experince nhe he aur mein is kay bary mein sahih nhe jante hun keh is mein kis trah kam kia jata he aur es mein fiada he ya nhe he bhtr yeh he keh apni trading khod krein
            • #7 Collapse

              yes instaforex main sab khuch possible hy our meri advice beginners traders ko ye hy k wo manual trading ko prefer karein us say un ka experience bharey ga our app ko future main acha profit mily ga
              • #8 Collapse

                dear muje auto software uar robot jo k log forex trading mai use karte hain sab se bure lagre hain aar ap chahte ho k es busienss ko seekh aur smjh k kam karo tu ap ko es ko seekhna ho ga aur jaise jaie ap acha earn karo gy ap ko reward b acha hasil ho jaye ga soo ap mehnat k sath he acha enjoy kar skte ho....
                • #9 Collapse

                  Nh ji new traders ko hmsha manual aur simple trading he karne chahiye ta k unhen trading ko samjhny main asaani ho aur unhen thora thora profit k sath experience b hota rahy..
                  • #10 Collapse

                    Buddy usi leay to mashwara day raha hoon k forex ko phealy mukamal siekho our pher us k bad he live account main trading start karo pher he app forex say acha kama sagty hho
                    • #11 Collapse

                      forex market mai new trader robot ky sath bhe trade kr sakty hai. likan mery khayal say new trader ko manual trade ko he prefer krna chaheay.
                      • #12 Collapse

                        Begginers k liye robbot buhat achi offer hain kiyon k iss mien smjhna koi mushkil nhi huta aap ko markit ka face bhi nhi krna parta jub chahin aap trading kr saktain hai uss mein pehly hi koi na koi stratigy fit hui huti hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Robot for Beginners - Is it possible?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: saleem101 پيغام ديکھيے
                          Main to forex robot key haq main nahi hoon aur always manual trading hi recommend krta hoon. Hamain mehnat sey is kam ko seekhna hy aur is main kamyabi leni hy. Yeh 2 dinon ka kam nahi hy keh robot use krain balkeh yeh aik everlasting business hy aur aap is ko seekh kr forever use kr saktey hain.
                          Dear aisa he hai. Robot use karny sy ap ki skills khatam ho jati hai. or ap just robot pay depend karty hain. or manual kay leye be ap ko apni skills, learning or us kay bad un ki practice kar kay jo experience hasil ho ga ap ny us ko apni trade mai use karna hai. bhout sy trader robot tu use nahi karty hain lekin un ko manual trading karny ka pata nahi hota hai. un ki learning or practice kafi nahi hoti hai kay bad mai un ko waha sy loss hota hai. esleye ap apny experience ko zaida karain or bad mai trade karian gytu ap ko profit hasil hoga.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X