Eur/Usd aur Usd/Chf co-relation
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    In pairs ke combination aur in ki ups and downs ko samajhna zaroori hai, Mene pahle kabhi is pair per zyada work nahi kya, But aap ne achi informatin di hai, Main in pairs ko ab Try kar ke dekhta hun, Well, Mujhe sub pairs main Gold ki Market tough lagti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      do kism ki currancy main kaam kiya jata hay aik jo doller ke direct attch ho wose major currancy kehte hain jesa ke gbp/usd,eur/usd aur jo currancy direct na ho to wos ko cross currancy pair kehta hain jesa ke eur/yen waghaira
       
      • #18 Collapse

        really good information you have shared with now i got an idea that what is the co relation with the currency paris and how it works and what kind of benefits we can get while we are trading in these currency pairs and i will adopt your policy for trading this very good conditions for trading in forex and all should follow to this thread and make a trading planning
        • #19 Collapse

          yar app EUR/USD ke baat ker raha hia asa mai jab eur upper jata hai tu USD necha ata hai es tarha USD/CHF bhe necha ana lag jata hai keyo ka es ks start mia USD hai.
          • #20 Collapse

            main ye samjta ho ky uro usd main aur usd chp main kafi realtion hai khoe ky in dono pair main use hai is lie use ke news in dono pair per aik he bar bohat zayda impact dal sakti hai
            • #21 Collapse

              thanks bro ap na ak bht he ache information ko sab k sat share kia ha or mujha is bara ma information phla ni the or ma to just ak he pair ko consider kraha tha but ap ki information mara lia bht help full han or ma ainda in sab baton ko mind ma rakh k he trading krun ga again thanks
              *** ThUnDer ***
              • #22 Collapse

                yes dear i also see that when eurusd pair go up then usdchf pair must will go down so in this way these two pair have co relation between them and we can get double profit when we open sell entry in eurusd then we must be open buy entry in usdchf..
                • #23 Collapse

                  b han brother forex trading me bohut sy pair hoty hen tarding karny kley ap ko in k up and down ka pta hona chahy in k chart bnana aty hon ap ko aik acha trader in ki movement ko look karta hy then us me trade lga kar profit earn karta hy.
                  • #24 Collapse

                    bhai hum ko yeh difference dekhna chahiye har usd pair jo hota hai us me yahi co-relation hota hai is business me jitny bhi same milty julty pairs hain un sab me kahin na kahin co-relations hoty hain aap kabhi bhi sab pairs ko eur and usd match kar ke dekhye ga aap ko un sab ka co relation samajh aa jaye ga .
                     
                    • #25 Collapse

                      Co-relation kafi acha sign hota hai trading k liyeh k agar apko is ek currency k pair k data ka maloom hai ya analysis krliya hai to apko tension ki zarorat nahi hoti usi se hi dosri currrency ka idea hojata hai.
                      • #26 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                        Dosto, hum may say kuch logo ko to pata he ho ga is baray may, lakin new logo ko shayed pata na ho, may new comers ko yeh batana chahta ho keh yeh do pairs aisay hain jo baaz auqat aik sath move kartay hain, lakin yeh dono pairs aik dosray k khilaf chaltay hain, yani agar aik oper jata hay to dosra neechay ata hay, yeh in dono pairs k darmyan bohat acha co-relation hay, jab Eur/usd neechay ja raha hota hay to Usd/Chf oper chala jata hay, aur jab Usd/Chf neechay ata hay to Eur/usd oper chala jata hay, lakin aisa sirf normal halaat may hota hay jab koi big news expected na ho aur market normal trend par chal rahi ho, is cheez ko pahlay observe karain, phir demo par try karain, lakin yeh wazeh rahay keh agar Euro ki koi news achi ati hay to us ka asar Eur/Usd par parta hay lakin Usd/Chf par nahi, isi tarha say baaz dafa Chf ki news ka Eur/usd k pair par asar nahi parta.
                        my dear friend i think a there are different pairs in the market that are co-related with each others and depend on the terms and conditions of the market. thanks a lot to share this information my friend.
                        • #27 Collapse

                          meray bhaai aap ne in donu pairs ka relation berhi achhi tra define kia ha ye baat rigght ha k indonu pairs ki movement bi opposite hoti ha ore in ka trend bi opposite hota ha
                          • #28 Collapse

                            g han me apki bat ko agree karta hu ke forex trading me har pair change hota hai mera khene ka matlab ye hai ke forex me pair bht hi importent hote hai or is ko agar ap achi tarha read kare ge to kabi bhi ap nakam nai hoga or me abhi is me new hu to muje is ke bare me jitna pata tha mene apko bata diya hai ok bhai.
                            • #29 Collapse

                              It is very good for you as a trader to try and be very focus so as to be able to look for a very good way that you will use to make good profit at all times that is the sure way to make good progress
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Dosto, hum may say kuch logo ko to pata he ho ga is baray may, lakin new logo ko shayed pata na ho, may new comers ko yeh batana chahta ho keh yeh do pairs aisay hain jo baaz auqat aik sath move kartay hain, lakin yeh dono pairs aik dosray k khilaf chaltay hain, yani agar aik oper jata hay to dosra neechay ata hay, yeh in dono pairs k darmyan bohat acha co-relation hay, jab Eur/usd neechay ja raha hota hay to Usd/Chf o

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X