need hedgey t
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    need hedgey t
    bhai mere baat manao jab apka loss apki soch se zyada ojae to ap hedge kr dia krey meand kitni buy ki ho itni sell ya jitni sell ki ho itni buy isse apka acount bach jae ga aur apko time bhi mil jae ga amrket samajhene me :)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    aisa karne se hamesha account nahee bachte kiu k kuch maloom nahee hota k market agar against jaa rahi hai to mazeed kitni against jaae gi aap ko us main bhi loss ho skata hai
    • #3 Collapse

      gee bhai ap ki bat kuch thek he keh market mein sell buy kr dana chahe lakin is say faida tab hota ha jb trader ko pta chl jata he keh market ki support aor resistance kitni he phir woh sell buy kar kay earn kr lata ha
       
      • #4 Collapse

        bai agr ap asa kary gy tu ap successful kasy hon gy eik value bharti jay gi eik kam hoti jay gi jab b ap ny eik value off ki tu problem tu ho na agr ham asy trade kary gy mujy nahi lagta ham achi trading kar pay gy..
        • #5 Collapse

          gee haan bhai hmein apne trading mein ziada loss nhe krna he aur apne trading mei sahih mind ka istemal krna he aur apne trading mein apna account balance mhfooz krna hota he aur jb trader greed krte hein woh loss krte hein aur trader ko apne trading mein sahih experience se apne trading krne he
             
          • #6 Collapse

            gee haan bhai hemin apne trading mein hedging ka bhe pta hona chahe keh jb hmein apne trading mein koi order ziada nuqsan de rha ho to phr hmein us ke olt order laga dena hota he aur hmein is trah krne se market ko control krna ae ga aur hm apne trading mein shaih kam kr lein ge
               
            • #7 Collapse

              Gee mery bhai ap ko pata hai k forex market mai es waqat take ap market mai kamyabi nahi hasil kr sakty. Jb tk ap es market mai planning say kam nahi krtay. Es lye ap strategy ky sath kam kray.
              • #8 Collapse

                No dear main us ki favour main bilkul bhe nahe hoon koin k jab ap apni trades ko ksii aik pair jes main hedge ker letay hain to pher us main na to profit hota hy our na loss our double mind ho jaty hain kisi aik ko close nahe ker paty hain
                • #9 Collapse

                  hedging is last option kunky hedging sy aap munafy ka raasta band kr daity hain bas ye hy ky account wash hony sy bach jatta hy magr aap agr principal ky mutabiq chalain to hedging ki zaroorat nahin parti
                  • #10 Collapse

                    Gee mery bhai mai tou ap ki baat say agree nahi ho. Agr ap ko forex market mai loss hai. ya phr ap ky loss zada hai tou apreal trade ko stop kr day aur apni strategy koimprove kray. tk ap ki earning ho.
                     
                    • #11 Collapse

                      gee haan bhai hemin apne trading mein hedge krne ke smjh ho aur hmein is ke us wqt zarort hote he jb hmein apne market ke trend ke shaih smjh na a rhe ho to hm apne trading mein hedging kr lete hien aur is trah se apne trading ko control mein krte hien
                       
                      • #12 Collapse

                        bhai is ka lya zaroori hai ka money manage wgra bhot achi terhn krna or hedge ka lya amount be zada hona chiya kya ka ya risk ko reduce to krta hai lakin ya risk ko increase be kr sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Haan jee easa kernay say app ka account zero honay say to bach jata hai par us main pher app decision nahe ker sagty hain k kab kon c trade close ki jaey
                          • #14 Collapse

                            forex market mai hedging krnay ky lye hum ko forex market ki learning aur trend ko under stand krna hai tou hum matket mai trade kr sakty hai. begar learning ky hum es market mai hedging nahi kr akty hai.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: need hedgey t

                              Hedging karna hai tu ap ko pehlay jo trade open hai us ka sahi ap nay bounce point ko check karna hai kay woh kon sa point hai jaha se market nay bounce hona hai us point tak ap 2nd trade open kar kay hedging kar sakty hain jis se ap bad mai mazeed trade open karny ki zarorat nahi hoti hai. ap simply apni trade ko follow kar sakty hian. kosish karain aisi trade open na ho jis mai analysis ap nay kisi or kay use keye ho.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X