Loss Ho Ga Ya Profit
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    yes aap ki baat bilkul theek hai loss ya profit ka trade open karne se pehle jaaiza lena chaye trade open karne k baad kuch nahee ho sakta is liye pehle achi tarah se analyze karna chaye phir trade open karna chaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      sab se pehly bat to ye ha kay agr ap ye smjy kay ap ko trading ma loss ho he nhe skta to aysa sochna b galt bat ha kyu kay loss es ka part ha ab es bat ka ye b mtlab nhe ha kay ap yaha loss he kry gay aur profit nhe kr sky gay eska mtlab ye ha kay ap apny loss ko kam zror kr skty hain aur ye b bat galt ha kay ap trading ma order place krny se pehly ya baad ma sochny lg jay kay hmy loss ho ga .
      • #18 Collapse

        g han bhai ny bahot achi baat ki hy k hamein lot set krny sy pehly hi trading k bary mein sochna hota hy k market kis side jay gi. q k jab ap ko pta hi na ho k market ki movement ks side hy to ap kabi b profit hasil nhi kr sakty.
        • #19 Collapse

          Dear hmen is business me hmeshha loss se hemshah acha lesson hasil krna chahe kyun k ye business aik asa business ha jis me hmen loss se hmeshah acha experince hasil ho sakta ha or hm is business me loss se hmeshah achi learning kr skaty hain
          • #20 Collapse

            Waqt sey pehlay decision lena hota hy. Planning hamesha trading sey pehlay ki jati hy, jo planning trading key bad ki jati hy, us ka koi faida nahi hota. Planning main aap ney yeh decide krna hota hy keh kis pair main kam karna hy, kitney volum ki lot lagani hy aur profit aur loss ka kia target set krna hy. Is kye bad hi trading start ki jati hy.
            • #21 Collapse

              Is business me loss is business ka sb se main hisa ha is business me loss is business ka sb se main hisa ha hmen chahe k hm is business me loss k waqt hmeshah sbr se kam laina chahe kyun k loss is business ka sb se main hisa ha hmen achi earning b tb hi hoti ha
              • #22 Collapse

                forex trading mai ham ko chahiye k apni trade ko proper market analysis kar k phir buy ya sell py lagaey taky ham ko bar bar ye khayal tang na kar saky k ab loss ho ga ya profit. ham ko cool mind k sath trading karni chahiye.
                • #23 Collapse

                  ji bilkul humein bht soch samjh kr trade lagani chayein k is trade mein humein loss ho ga ya profit aur humein chayein k hum har trade mein stop loss wala tool zaroor use karey is tarha hum jitna loss bardasht kr sakhtey hy humein utna hi loss ho ga
                  • #24 Collapse

                    brother yeh tu sacha hai k profit and loss Allah k hat may hai but Allah nay ap ko aqal tu diya howa hai k ap nay trade kesay karni hai or ap nay jo business start karna hai tu ap nay us k baray may ap nay full information leni ho gi our achay say achai again ap us business may enter ho gay
                    • #25 Collapse

                      hahahha dear ap na to bhot e acha andaz sa and thora tnz aur thora mzah ka sath bayan kr dya ha sara ka sara chakar dear reality kucha ap ki bat sa e milti julti e ha and es ksm ka kam ka liya ap ko real mn yeh bat bh dhyan mn rakhna chaya ha aka forex marekt ka ander kam krta hova in baton ka lazmi dhyan rakhna e pra ga other wise bchana mushkill ha kafi zyada
                      • #26 Collapse

                        forex trading mien apko chahiye ke ap is mien apne losses ko manage karna seekhen is mien ap agar apne losses ko manage karlenge to hi is mien ap phri kamiyab honge.
                        • #27 Collapse

                          Market kisi bhi waqt reverse ho sakti hy aur profit loss main badal sakta hy. Is leye zarori hy keh aap pehlay market ko analyse karain aur phir aik target bana kar kam shuroo krain takeh ziada loss na ho jaye. Loss honey key bad afsos krney sey behtar hy keh aap pehlay aik target set kr lain aur phir trading krain.
                          • #28 Collapse

                            forex trading krty waqt koe b order open karny sy phly humen proper planning kar laine chahiye k itny lot size sy humen itna profit hasil ho aur agr loss ho to humen itna loss ho kun k trade sy phly humen profit aur loss donon ko mind main rakhna hota hai es liye baad main pachtany sy bahtr hai phly he pori planning k sath order open karen..
                            • #29 Collapse

                              Gee mery Bhai ap ko pata hai k Forex market risky market hai. Likan ap es market mai profit bhe earn kr sakty ho. Es ky lye ap ko es market mai analysis aur trend ko maloom krna hai tou ap es market mai kamyabi hasil kr sakty ho.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                sir forex ma trade lagany say phlay apko ya dakhna chahiye k market kaha move kr rhi ha mery sath bhi asa hota ha k ma trade laga deta ho or mujay loss satrt ho jata ha or phir ma ya khata ho k mujay ya nai krna chahiye asal ma market ko samjna thora muskil ha islay hamsha aek dafa soch samaj kr trade krni chahiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X