Bitcoin payment system
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bitcoin payment system
    Dosto ap ko pata hay keh bitcoin kia cheez hay? yeh aik payment processor hay, lakin aik baat aur bhe hay jo dilchasp bhe hay, wo yeh keh bitcoin k rates barhtay aur ghat'tay rehtay hain, jaisa keh abhi kuch dino pahlay tak keh bitcoin ka rate taqreeban 1200$ tak pohanch gaya tha, aur aisa lag raha tha keh yeh bitcoin gold k aik troy ounce tak k pohanch jaye ga, is ki news bhi bohat ai thi, lakin abhi is waqt, aj ka rate taqreeban 740$ par chal raha hay, is ka faida yeh hay keh ap bitcoin may bhe apnay profit ko withdraw kar saktay hain, dosri baat yeh hay keh ap futures (CFD) ki trade may bhe dekh saktay hain, lakin is ki payment agar ap Pakistan may exchanger say laytay hain to bohat ziada faraq milta hay, yani buy aur sell may bohat faraq milta hay, lakin agar ap bahir ksi country may ho to ap ko acha rate mil sakta hay, is k elawa may ziada to nahi janta is baray may, lakin mazeed ap logo ko agah karta raho ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Abdullah2008 you post is very very informative for me and many other readers who want to know about bitcoin paymetn suystem. But I do not understand how it rates increase or decrease.
    • #3 Collapse

      yes bit coin is very new payment processor and if we withdraw with this payment processor then it's not good as you said that to much difference and rates are low sometimes and ups sometimes so we should not withdraw with bitcoin but some traders now are using it and it's very good and also it's good rates but sometimes very low
      • #4 Collapse

        my dear bitcoin ek acha payment system hai aur es ka bohat acha rate hai insta forex ney bitcoin wali bohat achi offer dee hai i like it bitcoin payment option system thanks insta forex
        • #5 Collapse

          me is me blockchain use kar raha hun or is time mere pas 0.0017BTC hai. Samaj len k chaska par gea hai bitcoin kama k hi chorni hai. Kafi sites pe kaam kar raha hun or expect kar raha hun k Inshallah kuch na kuch zarur kamao chahe jitna b time lage. agr koi good exchanger na mila to trading hi start karun ga ise use kar kay.. kia kehtay hain aap ??
           
          • #6 Collapse

            Jaisa ke aap ne bataya ke iss ke rates main farq hai to mera nahi khayal ke zayada log isay use karein gay. har kisi ki koshish hoti hai ke uss nay jitna profit earn kiya hai wo pura ka pura milay ya phir deduction bohat kam ho. mera khayal main ye payment processor best nahi hai.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: asgharali4171 پيغام ديکھيے
              Abdullah2008 you post is very very informative for me and many other readers who want to know about bitcoin paymetn suystem. But I do not understand how it rates increase or decrease.
              They are available to trade in instaforex, if you see them and find them in instaforex, you need to see all the instruments, then you will find bitcoin at last.
               
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: nomiasif پيغام ديکھيے
                me is me blockchain use kar raha hun or is time mere pas 0.0017BTC hai. Samaj len k chaska par gea hai bitcoin kama k hi chorni hai. Kafi sites pe kaam kar raha hun or expect kar raha hun k Inshallah kuch na kuch zarur kamao chahe jitna b time lage. agr koi good exchanger na mila to trading hi start karun ga ise use kar kay.. kia kehtay hain aap ??
                Yeh bitcoin aik achi cheez hay, yeh to 1150 per coin k rate par pohanch gaya tha, aur gold ko overlap karnay k kareeb tha, abhi dobara neechay agaya hay aur is waqt 750$ per coin par chal raha hay.
                   
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                  Yeh bitcoin aik achi cheez hay, yeh to 1150 per coin k rate par pohanch gaya tha, aur gold ko overlap karnay k kareeb tha, abhi dobara neechay agaya hay aur is waqt 750$ per coin par chal raha hay.
                  Bitcoin ka rate to din ba din gir hi raha hai. Gold ne wapas ana shru kar dia hai lekin ye uper jane k bajai neche hi ja raha hai. Abi 623$ rate ja ra hai is ka. Ye news mene aaj pari hai jis ke mutabik koi bara masla chal ra hain bitcoin ki transactions ka. I think isi lia shayad iski keemat gir rahi hia in dino

                  http://news.cnet.com/8301-1023_3-576...hdrawals-soon/
                   
                  • #10 Collapse

                    Yes bitcoin bhi ek acha payment processor hai but ye abhi new hai or iska rate bohat hi high hai par iski achi baat ye hai k ham bitcoin say Okpay may bhi $ send kr skty hain... OKpay may add fund may ja kar....
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: babarbaig668 پيغام ديکھيے
                      Yes bitcoin bhi ek acha payment processor hai but ye abhi new hai or iska rate bohat hi high hai par iski achi baat ye hai k ham bitcoin say Okpay may bhi $ send kr skty hain... OKpay may add fund may ja kar....
                      Ap nay bilkul sahi kaha, ap apnay bitcoins ko okpay may bhi transfer kar saktay hain, aur meray khayal may aik do aur bhe payment systems hain jin may ap apnay bitcoins ko transfer kar saktay hain, lakin masla phir whi hay, fee bohat cut hoti hay in transfers may.
                         
                      • #12 Collapse

                        dear bitcoin ka rate 229 dollar ho gaya ha bitcoin bohat zadha gir gai ha main bilkul bi nai bitcoin ko use nai karoon ga payment ka toor paaar ager ap bitcoin use kaar raha to is na orr zadha lose main ana ha . bitcoin kamujha nai pata ha ka ya kui itna down aa gaya ha suna ha ka is ko hackers na hack kaar liya ha
                        • #13 Collapse

                          jee hum instaorex me withdraw to kar sakty ha bitcoin wallet me par payment nahi kar sakty instaforex me phely option the instaforex me par ab ounho na shaid band kar dy ha me payment send karna chata tha forex me
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: umarakbar پيغام ديکھيے
                            dear bitcoin ka rate 229 dollar ho gaya ha bitcoin bohat zadha gir gai ha main bilkul bi nai bitcoin ko use nai karoon ga payment ka toor paaar ager ap bitcoin use kaar raha to is na orr zadha lose main ana ha . bitcoin kamujha nai pata ha ka ya kui itna down aa gaya ha suna ha ka is ko hackers na hack kaar liya ha
                            Hahaha, brother, aj ki taaza khabar, bitcoin 110$ ka ho gaya hay, is ki height itni kyo ho gai thi, yeh pata nahi chal saka, lakin jis nay bhe is ko 1085 par buy kia hoga, us ka to account he chala gaya hoga, lakin ap log is ko saturday aur sunday may bhe move kartay huay dekh saktay ho,
                               
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Instaforex is waqt bitcoin ki trade ko close kar chuka hay aur open nahi kar raha, kyo keh wo bohat volatile ho chuka hay aur uncertain bhe, yeh coin 88$ tak k intihai kam rate par kal pohanch gaya tha, aur abhi bhe uncertainty k hisab say chal raha hay, jab tak keh bitcoin stabilize nahi ho jata, is may trade karna bohat risky hoga. Aur agar ap nay bitcoin already lay rakha hay to phir us ko abhi sale na karain.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X