forex me ap ki dua kam nahi dy gi wo kesy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Jab ap forex par kam start krty hain to ap ap ky pas knowledge hona cheyey ky forex ko kaisy use krty hain agar ap ne month par kam kr ky last par jab trade lagaty hain r agar ap ne us ma galy startegy laga di ha tab ap ko losss ho gaya r ap dua krty hain ky ap ko galt kam sy profit ho jay esa ni ho sakta ap ko samj kr sara kam krna cheyey
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dear forex trading men doa se kam nahi chalta hai...han kabhi kabhi ap ki doa kam a jati hai mager moslty ap ka experience or ap k skills ap ka kam aty hein or ap is me ager mehnat se kam kerty hien tu ye boht acha kam hai....jan ap k pas experience a jata hai tu apko dao ki zroorat hi almost nahi hoti
      • #18 Collapse

        Forex koi game nhi blkay 1 professional level ka online trading business hai.Forex trading mai hmesha wohi trader kamyab hota hai jo k risk or money management ko dekhtay huway trading krta hai or q professional trader ki trha kbi b trading mai patience less nhi hota.
        https://t.me/pump_upp
        • #19 Collapse

          dekhaye kaam koi bhi ho app ko mehnat aur dua dono ke zarorat hote hai market mai isleye hamesha koish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai experience ko gain kerahe aur apne trading ko sahe kerahe risk ko manage kerahe apne.
          • #20 Collapse

            yah g yah bat to hai k forex main just dua nahe chall sakty forex main is k sath sath ap ki mahnat b chahain hoty hai or jo banda jitnai mahnat krta hai us ko us k barabar result mita hai. to hamain niat se forx ko time daina ho ga .
            • #21 Collapse

              exactly brother agree, beginners ko without learning ke live account per hargiz trade nahi karni chahiye, better way yehi he ke forex ko complete learn kare aur demo practice kare phir jab strong experience gain ho jae tab live account per trade kare, otherwise forex aik boht he risky business he without knowledge and experience ke live account zeyda time tak kam nahi kar sakhe ga...
              • #22 Collapse

                Dear dua tu bnda har cheez k liye karta ha lakin us k pechy mehnat b honi chahye agr hm is business me befazool k tuky lagayen or dua kren k profit ho jaye tu asa nahi hota ha agr hm mehnat se pori news k sath update reh kar trade lagayen tu profit hasil kar skaty hain
                • #23 Collapse

                  gee bhai forex trading mein kam krne ke tariqa trader ko ana chahe trader work best kre us ke bad dua kam krte he trader ko expericne he to woh sahih time per trade laga kr apne ache trading kr ke profit earn kre ga experince nhe he to acha earning nhe ho pate he
                   
                  • #24 Collapse

                    gee bhai forex trading mein dua krna alg bat he apne busienss mein dua mange jate he keh hmein success ho lakin sath mein trading ke bare mein experience bhe to ho jb experience hota he to apne trading mein sahh kam hota he aur phir loss ka khtra nhe hota he
                     
                    • #25 Collapse

                      ji han bilkul forex trading eke aisa buisness hah main smajta hon k is main sirf dua se kam na chale ga jab tak is main ap mere khayal main mehnat nai karo gay ap is main kbhye beh akmayb tradr nai ban skate ho i think so bro
                      • #26 Collapse

                        mera is me yahi manna hai ke trading learning he se hasil ki ja sakti hai learning lazmi karni chahiye tab he faida milna start hota hai forex ke business se is lye learning jitni ho sake karni chahiye phir easily kamyabi milna shuru ho jati hai .
                        • #27 Collapse

                          han dear dua tu tub e kabol hoti na k hum pehly es kaam ko sikhy tub e kamyab ho skty na dua k sth sth mehnat b bht zarori hai hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e ksmyab ho skty hain or forex best kaam hai mehnat kry dua sy hali kych nhi hu ga
                          • #28 Collapse

                            Dua bhi usi waqt kaam deti hai jab hum khuda ki di hui aqal k istemaal karain or mehnat karain kisi bhi qisam ka short cut na dhoondain balkay poori tarha is kaam ko seekhain or tajarba hasil karain
                             
                            • #29 Collapse

                              Dekhain g being a muslim humara dua par iman ha lekin ALLAH bhi un ki madad karta ha jo apni madad kartay hain, agar ap forex ko seekhtay hi nahi, mehnat se kam nahi kartay to phir ap kesay umeed kar saktay hain kay ap ko profit hoga?
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                my dear baat yeh hai k du'a tqdeer badal deti hai is baat mein shak nahi hona chaiye but is k sath ap ko mehnat b krni chaiye or forex learn krni chaiye or soch samj k trading krni chaiye tabhi ap risk ko manage kr k earning kr sakein gey

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X