Trader Forex Ko Kis Waja Se Chour Daity Hain ? ( Titled Edited By Rizwan Trader)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trader Forex Ko Kis Waja Se Chour Daity Hain ? ( Titled Edited By Rizwan Trader)
    Trading aik nihayet samajh kar karnay wala business hay. is kay kuch rules or regulations hain. agar ap unko follow nahi kar rahay hain to yakennan ap bhi issay chor saktay hain. lekin agar samajh kar karain to profit hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee bhai es bare mein smjh nhe ate he keh forex trading ko trader kion chort dete hien blkeh mein to yahe kahon ge keh forex trading best business he es mein work krein aur es mein apne earning haisl krein es ko chor dene se to hmein koi faida nhe milta he jb es mein mhnt krein ge to faida ho ga
    • #3 Collapse

      jahan tak mera khyal hah zaida tar traders is ko is lie chor daite hain k ya to un ko is main loss ho jata hah aur loss un ko un k apne wajah se hota hah but wo broker ko balme kar daite hain aur bajaye misatkes k dor karne k forex ko chor daite hain
      • #4 Collapse

        mostly trader forum ko tab chorta hain jab unha boht ziada loss ho jata hai or unka capital khatam ho jata hai
        • #5 Collapse

          han bhai yeh asa karobar ha is ko bina samj k ham nahi kar sakty agr asy hi start kar dy gy tu loss ho ga aur ham isy chor dy gy agr samj kar kary gy tu hamara is ma intrest bhary ga aur ham is ko agy tak ly k ja saky gy...
          • #6 Collapse

            bhai jaan ye baat to ha ke forex trading ek bohat ziyada riksy business hai aur is mien new traders shuru mien ziyada risk lete hian jiski wajah se unko is mien phir bohat ziyada loss hota hai.
            • #7 Collapse

              her business main rules or regulations hotey hai in rules ko sahi way se kerne se apko hi benefit hota hai yeh ek risky business hai so apne iskaam ko kafi smjhdari se kerna hai
              • #8 Collapse

                dear jin ko loss ho aur profit na ho wo chor dety hain ye aika cha buiness hai si k bahut ys loog kr rahy hain ye aik good buiness hai si ko kisi tiembhi kiajksta hai ye aik acha buiness hai
                 
                • #9 Collapse

                  dear ye aik acha buiness hai si kkerne k liye bahut ziyada mehnt ki jati hai phir ap ko success ho sakti hai ye aik acha buiness hai si ko kisi tiembhi kia ja ksta hai ye aik good buiness hai
                   
                  • #10 Collapse

                    Forex ko wo e chortu hain jo apni galtion sy seekhna nao chahty aur bar bar loss karty hain aur phir aik din wo ghabra k forex ko chor dety hain. Esy nai hona chaiye hamy apny loss sy seekh kar agy barhna chaiye na k loss sy ghabra k is ko chor dena chaiye.
                    • #11 Collapse

                      forex trading ek kaafi risky business hai jis mien apko bohat dafa loss bhi hota hai aur profit bhi to jb new traders ko is mien loss hota hai to wo foran isko chor dete hian.
                      • #12 Collapse

                        Bahi Jan forex trading ko bahot se log loss ki wajah se chor dety hain humein loss nhi krna chahiye aur bahot zaida loss hona apko bhi trading chorea skta hai is lye trade dehk krein
                        • #13 Collapse

                          forex traders forex trading is waja se chor dete hai kuin ke loss bhot hota hai market mai.loss se bache ke liye koish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai money management ko ache tarha se seekh lein.
                          • #14 Collapse

                            Haan g main app ki baat say itifaaq kerta hoon forex ko kernay k khuch rules hain jesa k insta forex k apnay rules hain jo bhe un ko follow ker k kaam nahe kerta hai to pher wo choor dita hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! Dear respected members of Pakistan forex forum actually jab traders apny discipline ko jab neglect karty to phir te loss karty hain aur nab loss karty hain tab ye chor dety hain forex business main most important thing jo gy hy wo te k ap mently strong hun apka forex discipline strong ho. Jab in cgeezu ka fuqdaan ho ga to ap loss kain gy loss k wja se trading chor dsin gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X