Robot se profit aur loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Robot se profit aur loss
    jab ap robot ko chart per use karty hein to us per ap lot b set karty heinjasy k 0.01 ya 0.05 ya phir is se zeyada robot bohat hi taz kam karta hai kuch second me hi oder lagata hai aur second me profit hoty hi closs b kar deta hai robot 1 ganty me ap ki soch se zeyada trad laga sakta hai ager to ap robot ki long trad ka option set karein gy to ap k liye best hai warna robot ap ko bohat zeyada loss me dy sakta hai ager profit 20% to loss 50% b ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear rebot pe insar ni karna chae ha ap khud knowledge or experience hasil kar k trading karny to fayda ha wasy rebot sy ap ko jtna fayda ho ga us sy ziada loss b ho sakta ha is lay rebot sy trading na Kearny khud knowledge or experience hasil karny or trading karny
    Be safe .its a dangerous market out there...:D
    • #3 Collapse

      thank you dear ap ne aik achi information share ki hay main to robot trading ko aur is k method ni janta kuin k mian robot trading ni kerta kuin k main ne suna hay robot trading se profit kem aur loss ziada hota hay aur is trah hum robot trading se kuch earn ni ker sektay main to only manual trading he kerta hoon.
      • #4 Collapse

        Robot say trading krte wakt bohat zyada dehan rakhna parta hai kio k kuch robots pora account wash b kr dyte hain is liye agar ham robots k zarye trading kr rahay hain ti hamain chhaye k ham bohat dehan say trade ko observe karain us k bad robot use krain
        • #5 Collapse

          gee bhai hmein apne trading mein robot se profit aur loss hota he aur hmein chahe keh hm apne trading mein sahih market ke trend ko smjhein aur apne trading mein low risky trading krein aur robot se agr hmein acha profit ho rha he to istemal krien nhe to khod apne trading ache krein
           
          • #6 Collapse

            G haan robot easy he kaam kerta hy us main hum setting kerty hian k kitnay lot k oders lagany hain kitnay pips k bad oder lagana hy our pher kab close kerna hy our kitnay oder hoon wo khud say koi kaam nahe kerta hy
            • #7 Collapse

              gee bhai is bat ke mujhe sahih pta nhe keh keh robot ke istemal se kitna profit hota he aur kitna loss hota he aur mein to kehte hon keh apne trading mein rozana hm khod ache planing kr ke kam krein aur apne trading mein manual trade krein aur acha profit hasil krein
               
              • #8 Collapse

                Re: Robot se profit aur loss

                report se jyadatar loss hi hota hai kyunki yeh every time I cheated nahin karte jitni achi manually trade hoti hai aur usme profit answer Kiya ja sakta hai aur use foreign clothes bhi kar sakte hain jab ke auto mein main itni achi train nahin hoti jitni hum manual mein karte hain be careful hokar autotrading Karen aur is main stop-loss ko jarur find Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Robot se profit aur loss

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: khadijaa پيغام ديکھيے
                  gee bhai is bat ke mujhe sahih pta nhe keh keh robot ke istemal se kitna profit hota he aur kitna loss hota he aur mein to kehte hon keh apne trading mein rozana hm khod ache planing kr ke kam krein aur apne trading mein manual trade krein aur acha profit hasil krein
                  Dear Robot ik software hota hai jo ap kay mt4 kay sath attach ho jata hai jab ap us main volume ki setting or pair ki setting ik bar kar daity hain tu woh apni strategy ki base pay trade ko close or open kary ga lekin problem yeh hai kay trading main ap ko kuch experience nahi hoga robot use woh karty hain jin k pas time nahi hota or jo Forex ko kafi door tk nahi lay k jana chahty
                  • #10 Collapse

                    Re: Robot se profit aur loss

                    Robot say profit loss dono mumkin hain ager tu robot ap ka apna hai tu is ka matlab ap ka us par full control hai or ager tu ap kisi or ka robot istemal kar rahay hain tu ap ko loss honay kay boht khadsha hota hai is lea ap koshish karain kay robot istemal mat karain kyon kay isay istemal karnay ka lea ap ko investment bhi zeyda chaye hoti hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Robot se profit aur loss

                      Bhai mere khayal se to robot jitna nhi acha ho phr bhi nuksan hone ke chances ziyada rahte hai, robot se trading karna manual trading se ziyada risky hota hai, aur kam capital walo ko to bilkul bhi robot trading nhi karni chahiye qk robot trading ke liye achi khasi investment karni hoti hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Robot se profit aur loss

                        Dear yad rahkain robot pay kabi trust na karian. woh ap ko loss be day ga or profit be faisla ap kudh karian . bus yeh samaj lain us mai builtin strategy hoti hia jab ap trade karty hain tu robot apny under ki streatgy ki base pay trade open karta hai or close karta hai lekin woh kudh koi decsion nahi lay sakta tu ap ko loss zaida or profit kam hoga us se behtar hai ap apni trading main manual karain ap ko experience b hoga or ap ko pata b hoga trade karni kaisy hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Robot se profit aur loss

                          Robot sy jo trading hoti hai woh robot kay undar builtin strategy kay through hoti hai. yeh ap pay depend karta hai kay ap apna capital robot mai use kar kay trading karna chahty ho ya phir ap manual trading karna chahty ho. esleye koshish karain jo be ap trading karain us mai ap ko pata hona cheye kay manual or robot mai kiya fark hai. Robot mai trading karny sy ap apni skills ko use nahi kar sakty hain. ap just robot pay depend karain gy. behtar hai manual trading karain. ap ko acha profit hoga.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X