Candlestick pattern k 5 best signel
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: tahirg2331 پيغام ديکھيے
    1-Engulfing
    2-Hammer
    3-Harami
    4-Piecing
    5-Doji
    ye signel ap ko faida zaror dete hein ager asy ap ko pta nahi chal raha k ye kon kon se candle hein to ek ek kar k naam google per likh k check kar len in ki shakal achy se dekh lein
    yes my dear brother aap ne bilkul sahi kaha ye signals hamein fayida dety hein lekin ham fully in per depend nahi kar saktay signals k sath sath hamein khud bhi apni taraf se hard working karni chahiye aur market ki movements ko dekhty hue trading karni chahiye jis mein ye candlestick k signals bohot help kar sakty hein
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      yes but inhen price action k sath follow karna chaiye to hi ye karamad sabit hote hen warna naii hote hen so mere khyaal se hume chaiye k hamesha hamesha isey aise hi rakhene and trading ki dunya me 1 cheex pe depend nai karte hen
      • #18 Collapse

        ye b best signals hotay hai trading krnay k liye or in mostly in candles k mutabik traders trading krtay hai.lakin sirf yehi candles hi nhi blkay Double bottom or double tops b candle formation mai hi ati hai or in k mutabik b traders trading krtay hai.
        https://t.me/pump_upp
        • #19 Collapse

          Bahi Jan forex trading mein candle sticks pattern humari bahot zaida madad krty hain humein candle sticks pr achi tuwaju deni chahiye aur trade ko in signal pr krna chahiye
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            dear ap ne jo candle stick k pattren batye hai ye kafi help full hai aor ye hi pattren hai jo bahot zayda use hoty hai kun k ais mai ye hai k hum agar ais pattren ko dekh k trade lagaty hai to hum bahot hi jaldi trade ko pakar lety hain aor ais mai trend change ka pata lagta hai.

            اب آن لائن

            Working...
            X